Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!
    Dear friend aj ka jo mera thread hy wo yeh hay k sabar say kam lena chahiay hamen to posting men bhe jald bazi say kam nai lena chahiay posting men bhe jald bazi mistakes ka sabab banti han kiuyn mistak hamry profit par bht asar andaz hoti han to hamen posting men bhe jaldi nai karni chahiay sath sath trading men bhe gar jald bazi say kam liaya jaye to yeh bhe nuksan deta hy hamen har hal men sabr sat kam lena hoga tab ja k kamyabiyan milen gi aur ham apni mazil tak pahunch saken gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!

    dear g ap nay sahee kha hay ham ko chye k jo bhi kam karein wo sabar k sat karein agar chay is main ham late ho jaein gay apnay munzal tak ponchnay main is main ham ko chye k more say more apni struggle ko jary rakhay rahna chye baqi sab kuch allah par leave ker dein aor goodness ki hope rakhay rahna chye .
    • #3 Collapse

      Re: Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!

      bilkul friend manzil tk kamyabi sa pohnchnay k liay mehnat bht zaruri ha agr hm mehnat karain gay to kamyabi hmaray qadam choomay gi aur hmain is ka acha sila milay ga, lihaza hmain sabar aur tahamul k sath forex par regularly mehnat kartay rehna chaiay ta k hm apnay target ko easily achieve kar sakain
      • #4 Collapse

        Re: Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!

        G bhai jan ap ne bilkul sahi kaha ager hum forum per saber aur mehnt se kaam karain gain tu humko is main acha bonus milta hia aur ager hum forex trading main patience se seakhte hia hardwork karty hai tu humara pass acha knowledge aya ga. humko apne trading strategy ko samjne k lia demo account per ache se practice karni chahia take hum apni mistakes ko cover kar sakain. aur real per profit kar sakain.
        • #5 Collapse

          Re: Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!

          Assalam o alikum
          G bhai ap ny sahi kaha hy pkistan pk forex min hamin kaam ka daoraan sabar sy kaam lena chyyae aur os jaldbazi bhi nahi karni chaye agr hum sabar sy post kark gy to hami post ki quality bheyar bnay gi is hamin potin karth hoy sabar sy kaam karna jaldbazi nahin karni chaye q jaldbazi sy hamari post ka miyaar kam ho jata hy jis sy hamari post ka delete hony ka khtara hy isi lia hum forex mi jitana sabar sy aur itminaan ka sath kaam karin gy hum otna hi forex ki manzil ko shoo sakin gy ..
          • #6 Collapse

            Re: Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!

            Jana bilkul theek hai agar Forex trading jacket vertical Business mein kamyabi Hasil karni hai To Hamen patience aur hardworking se kam karne se hi Aisa ho sakta hai
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
            • #7 Collapse

              Re: Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!

              G janab ap ne yeh bilkul sahi kaha hai k sabar aur mehnat ensaan ko us ki manzal tak ley jatey hain agar hum sabar aur mehnat nahi karein gey tu phir hum es forum mein kabhi bhi kamiyaab nahi ho sakein gey q k kehtey hain k dostu mehnat kamiyaabi ki kunji hoti hai aur mehnat ka phal sab ko eik na eik din zaroor milta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!

                gee han bhai is business main darif wohi kameyab ho sakta ha jo is main mneat krta hai is main hum eik din main ameer hona chahte hein tu esa nai ho sakta ha kameyab hone k liye hume is business main zada se zada menat krni hoti ha
                • #9 Collapse

                  Re: Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!

                  beshak musalsal mehnat aur Sabar Insan ko kamyabi Dila Deta Hai . is Forex per kam karte hue Sabar Aur mehnat Ka Daman Nahin chhodana chahie kamyabi Ek Din aapke Kadam chumegi
                  • #10 Collapse

                    Re: Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!

                    G han duniya koi kam bhi mushkil nai he our mushkil se mushkil kam bhi zyda mehnat our lagan se kiya jaye to insan apne muqsad mn kamyab ho skta he our forex pk mn b ager hum mehnat se kam kren to hum acha bonus mil skta he our Pakistan forex mn thrading kr k saber se kam liya jaye to is acha profit hasil kiya ja skta he thanx
                    • #11 Collapse

                      Re: Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!

                      G han dear members ap ki mehnat r lagan ap ko kamyab trader banati hy ap ko cahhay k mehnat r saber k sath apni trading krain r ek accha trade kr k ek accha profit hasil krny ki Koshish krain r ek kamyab trade krain.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!

                        g bhai bilkul sahi bt ki ha apny koi b trader agr kamyab bnna chahta ha to usy bht ziada mehnt krni pry gi learning r knowledge r experience hasil krna hoga r usky bd trading start kr k sabar sy kam lena hoga r laluch r jaldbazi sy bchna hoga r koi trader esa ni kry ga to ye soch apny mind sy nikal dy k wo achi earning kry ga ya kamyab hoga bina mehnt r sabar k kamyabi ni mil sakti
                        • #13 Collapse

                          Re: Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!

                          Dear members Achcha trader hota hai jo ki Jyada Se Jyada mehnat Karta Hai Soch samajhkar trade karta hai aur Apna trade open karne se pahle market ko analyse karta hai aur Market news ko read Karke Apna trade Karta Hai Aur Is Tarah Ek accha profit Hasil karta hai.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!

                            Koshish karein jitni ho saky forex mein dil lga kar mehnat karein jitni aap mehnat karein gy utny he aap expert banein gy is k ilawa sabar ka daaman kabhi na chhorrna expert traders ko b loss ho jata hai but wo us loss ko cover karna jaanty hein wo tb koi order nhi lgatay jb tk koi achhi hint market ki tarf se nhi mil jati bal'k wo wait karty hein market ki tarf se achhay signal milny ka aur wo emotional ho kar barray lot b nhi lgaatay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sabar aur mahnat insaan ko manzil tak lay jaty han.....!!!!

                              Dear ap ke bat blkul thk hai ka mahnat aur patience ham ko her business main bahut aga la jata hai ham ko chaya ka ham forex ko join kran tu phr ak bat apna mind main dal lan ka ham jitni ziada mahnat kran ga ham ko utna acha fiada ho ga mahnat jis kam main bhe ke jaye kabhe zaya nea jati hai aur mahnat krna wala bnda hamasha forex trading main kamyab hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X