Forex ma La lach bahot hota ha muj sa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Bhai Lalach Har Kisi Ko Ho Jata Hai k Mai Bari Trade Lagaon Shayad Mujhy Faida Ho Jaye Jis Ko faida ho jata hai wo to mojen krta hai lekin jis ko bhi nuksaan ho jata hai wo be charaa sar pkr k beth jata hai so lalach bilkl na krn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Base on me any time that you want to trade and be able to make good money from your trading then you must try at all times to follow the trend of the market so that you will always make good money
      • #198 Collapse

        my dear friend Forex main lalach sab se zayada noksaan dey chez hai.mujay 2 martaba lalach ki waja se full loss ho chuka hai laikin ab mujay yaqeen ho gaya hai k Forex main lalach se loss he hota hai.
        • #199 Collapse

          dear forex trading main kuch aisy bad point hain tarder main k agar wo unk anad aajay to wo humehsa loss kar jaty hain un me se sub se bara bad point jo hai wo hai greed jab b koi trader trading main greed se kam leta hai to wo us profit ko b loss kar jata hai jo us ne gain kiahoathai is leay plz aap greed ko avoide karay
           
          • #200 Collapse

            brother kisi nay such he kaha ha greed is curse.forex main to lalach krna bus samjho aap nay loss kr diya ha.agar ap profit earn krna chahtay ho to lalach say bcho bus.
            • #201 Collapse

              haha dear sachi baat to ye hai k ye 99 percent traders ka commont masla hai sab main yehi problem hoti hai. or ye aksr nuqsan deti hai or kamyaab wo hota hai jis ka ya to luck acha hota hai ya phr apni lalach ko control karna seekh jata hai. so aap b iss sy bachnay ki try karo.
              • #202 Collapse

                Asslam-O-Alaikum to all Dear Friends main bhi forex use ker raha houn per k=mainay kabhi bhe nahe kiya lalach apko ku kia wajah say aesa kernay ka dil kerta hai? kia koi khas reason hai?
                • #203 Collapse

                  Forex trading is not for the comfort of the hard work that he can not be achieved without the money to learn analysis and capital management
                  • #204 Collapse

                    iss k liye ham ko is smain achi trading karni ho gi jiss say ham ko iss say bohat he faida ahsil lho ga is sliye ye best hai
                    • #205 Collapse

                      gee mery khayal mein jo ap keh rahein hein esa hemsha new user kay sath hota hai muj say bee hota tha lekan forex mien jo trader experince hasil kar leta hai wo is mein market ki movemnt ko dekh kar trading karta hai or is mein lalach rakh kar kam nae karta
                      • #206 Collapse

                        Laluch ap sirf nai karty her trader ki ye khami he laluch karna, jo traders apni is burai ko khatam kar dety hein wo kam yab jab k wo jo khatam nai karty wo hamesha problems ki zad me rehtay hein, ap es burai ko lazmi khatam karni ki kohsish karty rahein.
                           
                        • #207 Collapse

                          G bilkul hota hi aisa par jab aik dafa cloos kar do phir na kuch karo mere khiall se bht sanbhal k chalna chay hi to he ziada profet hasil hota hi nhi to app nuqsan py nuqsan othay haien aur dil bardashta hoo jaty haien
                          • #208 Collapse

                            g han aisa ho jata hy jab hum profit mai hoty hy tu trade close krny k foran bad aik or lga daity hy ye soch k k humain profit ho ga per kbi kbi loss b ho jata hy is liay lalch nai krni chahye
                            • #209 Collapse

                              jis kam mein lalach ho wo hamesha niqsaan ka zaria raha hai kehte hain ke lalch buri bala hai tou sahi kehte hain ziada pese kamane ka lalch apko akhir mein nuqsan ke pas lake khada kardeta hai jahan se wapisi bht mushkil hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                start main sabhi loog greed karty hain.main bhi karta tha lekin ab main apni strategy ko follow karta hun or emotional nahin hoota.trading main agar earn karna hai to emotions ko control karna ho ga.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X