Is Loss greater than Profit?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Is Loss greater than Profit?
    Forex Trading ko jo log buhat asan samjhte hain woh yeh jaan lein k 3 Months mein 95% new forex Traders account wipe off hojatay hein, uski aik waja yeh hai k forex mein loss profit se ziada hai isliye ager apki trade loss mein jaye tu aapka balance zero hosakta hai.

    Share your thoughts.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes its a good question that you asked profit is so small even if huge but loss is so large even its little because we feel loss by heart and we are very said about it so its true loss is large.
    • #3 Collapse

      forex market me loss ziada ha or profit km ha g fore me loss ziada hone ki waja ye ha k bohat se log is me learning k bgher hi trade krne lgte hen g or is me forex ko bohat easy le lete hen or wo nahi jante k ye bohat hi risky business ha g or is tra un ko loss ho jata ha g...........
      • #4 Collapse

        no dear loss cannot better or greater then profit but loss give hm great experience then we easily understand forex problem and easily find out great strategy and plans
        • #5 Collapse

          yar istrah nai hota jo jitna experience rakhta he uske usi mutabik loss aur profit hoga aur uski quantity per depend karta he ke kitna loss hota he aur kitna profit hota he agar tou uske mutabik chalgai makrit tou profit na hui tou utna hi loss hoga braber braber hisab kitab hota he
          • #6 Collapse

            Yes my dear friend you are absolutly 100% right that forex trading business is one of the most riskiest business of the world so for success in this business you must have get controll on your skills.
            • #7 Collapse

              baat ghoom phir k phir kaam ke samajh boojh per aa jaati hai loss profit say zyaada tab he hots hai jab aap akalmandana faislay ke bajae jazbaati faislon ki bina per deals kertay hain,
               
              • #8 Collapse

                ASSALAM O ALAIKUM...
                my dear broo... ryt farmaya apnay acha kaha ziyada panay kay chakar main ham aksar jo hota hai woh bhi khho detay hain isliye kam profit main khush rahay mazeed loss say bachiye.
                • #9 Collapse

                  jo new ya old trader apne emotion ko control nahi karte hay in ko zada loss aur risk wali trade ko karne se kuch hasil bhi nahi huta nhay aur apne account ko bhi wash karne main kuch time hi lagta hay is liye jo log apni leverage ko kam se kam use kare aur app ki lot size bhi kam use kare ge aur app ko earn ho ga aur app ka loss bhi nahi ho ga .
                   
                  • #10 Collapse

                    loss is greater from the profit because in forex trading we have to face many losses but profits too less.thats why many traders come without any having learning and experience so we face loss.but when we hear of loss we get dis heart but when we hear about the profit we become happy.
                    • #11 Collapse

                      profit is better is better than loss if you experience of forex than you will never be lose your money in forex business this good job
                      • #12 Collapse

                        boss ap ka ya question bhot acha hay aur ma is se bhot agree hou mara khayal se forex ma loss profit se zada hay lakin hum agar kis ek good experince wala sir se traning lay tu mara khayl se hum loss nahi profit hi hou gay without forex experince u have nothing in forex
                        • #13 Collapse

                          yeh aap kee trading per depend karta hai kee app kaisee trading kar rahee hian agar appp market koo follow kar rehein hai aur support aur resistance level laga kar trading kar rahee hain aur price strategy koo app nee read kiya howa hai too phir mein samjhat hoon app achi trading kar lein gee aur aap ka trading profit aap kee loss see zyada hoo jayee gaa
                           
                          • #14 Collapse

                            ji dear ap ne thek kaha forex me loss k chances bht ziada hote hain profit ki nisbat kiun k mostly jo new traders hote hain kam practice ki wajah se or koi basic strategy na hune ki wajah se trade me struck hujate hain or proper knowledge na hune ki wajah se loss me end kerte hain so jitni practice karen ge utna better huga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g dear yahi to sub chahtay hay k loss greater than profit. but yeh profit isay hi hasil nhi hota hai is k liye forex ko samajna parta hai aur phir is may kam karna parta hai then aap k pas profit bhi aiga aur loss bhi hoga but profit tak hi hoga jb aap is ko serious laigay aur such samaj kar faisla karey gain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X