Instaforex ko agar dekha jaye to yeh aik complete setup dayta hay humko, inho nay is forum ko sponsor bhi kar rakha hay, lakin may un bato may nahi jao ga, ap logo ko kaam ki baat batana chahta ho aur wo yeh hay keh instaforex may bohat zabardast features hain jin ki madad say hum kaafi kuch kama bhi saktay hain aur bacha bhi saktay hain, aur wo hain do systems, aik copy trade aur dosra PAMM system. Mujhay pata hay k in dono matters k alag section is forum par hain, lakin may ap logo ko yeh is lye batana chahta ho ta keh sab ko pata chalay k hum ko kia mil raha hay instaforex say.