Emotional ho k decisions na lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    It is advise to you that not to take the emotional decision in the trading as it is the very harmful for the traders emotions means that you will not use the right decision on the right time at the trading
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      g han bilkul buhat achi advice di hay apne hamen emotional ho k decision nahe lena chaiye hamen chaiye ager hum kuch b decision len to bilkul fresh mind se thandy ho k decision len or is he tarha hum aik acha decision le sakty hain..
      • #123 Collapse

        G han bilkul sahi bat hai. Forex business mai emotions hamari trading k dushman hain is lya hamen hamesha emotional ho k koi b faisla nahi lena chahiye bl k har faisla soch samajh kr len aur yehi hamari trading k lya behtar hog.
         
        • #124 Collapse

          sahi kah rhe ho app emotional conditions mn bande ka dimag zada kam nhi kr rha hota ha aur yeh forex trading totally dimag sa hi hote ha agar app emotionaly pareshan ho ya stress mn ho to behtar ha trade kr kah loss krne ka bajaye app koi trade na karo balke apne app ko normal karo pehle then trade karo.
          • #125 Collapse

            ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay ke khabhi apnay emotion say faisala na lay balke aap ko relex ho kar our markit ko deekh kar faisala karna chahiye take aap ko nuqsan na ho kyu ke forex aik risky business hay is me markit ka kuch pata nahi hota kab aap ke mukhalif jale jaye our aap ka nuqsan ho jaye.
             
            • #126 Collapse

              Meray khayal mian forex trading main emotional ho kay humain koi decesion nahi laina chahia q keh agar hum forex trading main emotional ho kar koi decesion lain tou humainaur be loss ho sakta hia
              • #127 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
                bro yeh simple baat hai kee aap apne emotion ko samnee lain gee tou aap ko amoman forex main loss hee ho ga kyun kay emotions see koi bhe well trading nahi kar sakta tou always humhain chahiay kee emotions ko peche chor kar trade with best analyz lagain or trading karain/.....
                • #128 Collapse

                  maray khayal sa forex jaisay bussiness ma humay emotional ho k decision ni karna chahiay keun ye ak acha bussiness hai or is sa hamari life change ho sakti hai agar hum is par dil laga kar mehnat karen to agar hum jald bazi ma faisla kar len to wo hamaray liay nuqsan ho ga
                  • #129 Collapse

                    g haan ya bilkul be theek ha k kabi be emotional ho kar koi be descion na leyan is se sirf aur sirf hamra apna loss hota ha aur agr hm profit ziada ke emtion ma han tu pir be loss aur agar loss ho rha tu pir aur ziada loss is lia soch samaj kar faisla karna cia ha...
                    • #130 Collapse

                      je bilkul asi halat mein ap ku koi game ya khaal hai us mein lose he ho ga better hai ap minded ho kar he forex karay ap zarror successful ho gae thankful for question
                       
                      • #131 Collapse

                        yes of course right we do not make any decision during we are in emotion, because emotions makes us loser, and it is our bad enemy in the forex trading so we have to control them first to do the successful trading.
                         
                        • #132 Collapse

                          i think in forex emotion is very risky and i think we do trade in forex with the help of complete study so learn the forex and with best teacher and without emotion
                          • #133 Collapse

                            waise mujhe lagta hai hi nahi. business mein emotion ka keya kam business mein emotion tu hona hi nahi chaye kabhi bhi business emotion k sath ni krna chaye.emotion mein koi bhi decision lena ap k leye khair ki alamat ni hai.
                            • #134 Collapse

                              emotions trading men hamare liye harmful hote hen hamen trading krte howe emotionaly trading nahi krni chahiye is se hamari strategies nakam ho sakti hen or hamen loss b ho sakta he is liye forex trading men emotions ka koi kam nahi he hamen emotions pe control krna chahiye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Salam Friends, :rolleyes: If someone want's to be a successful trade then he should control his emotions during live trade. Emotions have bad consequences on trading,, you must have to control your emotions. And have to make strong decisions.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X