Jaiza: Crude oil Barrier
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Crude oil Barrier
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex market nay aaj pehlay session say he pooray week ki trading ka idea daina shuru ker Dia Tha. Crude oil nay 18.25$ say opening start he below 18$ kia Tha. Jiss kay baad continue neechay Ana start Hua Tha. Asian session mai crude oil demand aur supply difference nay aaj crude oil price ka 15$ minimum barrier break kertay huay 14.40$ touch ker Lia hai aur yeh 1999 ki price thi. 21 years lowest price aaj hit hui hai. Ab phir kuch resistance market mai arahi hai laikin aisa lagg raha hai Asian session aaj 15 dpb pay he rahey ga. Continue 7th week mai crude oil down araha hai aur 58$ dpb say 14.40$ per barrel pay ajana aik bohat Barey loss ki nishaani hai. Iss say pata chall raha hai kay Corona pandemic nay international markets ko Kitna loss pohancha Dia hai. Crude oil ki demand na honay Matlab hai kay pooray world mai industries closed hain aur economy ka wheel totally chuka hai. Corona pandemic kay yeh asrsaat shayad aglay kuch years takk rahengay. Iss waqt European session ka Wait kia jaa raha hai kiyu kay uss ki opening say crude oil ka future pata chalay ga. Crude oil 12 $ per barrel takk anay ki nes aur analysis mojud hain iss liye crude oil ko watch kerna bohat zaruri hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Crude oil Barrier

    Dear Forex trading members crude oil ke bare mein prediction karna kabalaz waqt hoga kyunki crude oil main abhi tak bahut uncertainty aor sensitive hai aur kis tarah puri duniya mein lock down hai to crude oil ki demand kam se kam hoti ja rahi hai is vajah se crude oil mein prices less than history ho rahi hai aur aapane likha ke last day crude oil ki price 20 year lower level per a gai hai aur mazeed ummid ki jaati hai ki 1998 tak crude oil ki price 11 dollar per barrel the aur ab bhi December 1998 ke accordingly price 11 dollar per barrel tak a sakti hai crude oil per abhi aap selling opportunity avail karo agar aap lyrisc le sakte ho aur stop-loss ko use kar sakte ho buying opportunity ka waqat abhi nahin a raha hai crude oil market mein demand jab increase ho jayegi to automatically crude oil ki prices aap hona shuru ho jaenge aapko mein ya batata chalun ke crude oil ki prices stri mein itni ziyada kam nahin hui hai jitni ke ab dekhne mein a raha hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Crude oil Barrier

      Crude oil is waqat puri duniya main both low value pe chala gea ha jis sy hum samj sakty han k oil ki demand bilkal khatam ha or is waqat duniya ki sab factories band pari han both sy log gharun main band han or baz k pass khany peny ka saman ni ha or sab sy bahir kar is waqat corona virus abi bi duniya main usi raftar sy phal raha ha or apna kam dakha raha ha jis sy oil ki demand na hony k barabar ha or log gharun sy bahir ni ja rehe han har chez band ha oil ki prices opening pe 18 beral the jo k kuch gantun main 14 pe aa ge ha or ho sakta ha is sy bi nechy chali jay ab to waqat he btay ga k ye up jani ha ya down is ley humy both ahtiyat sy trading karni ho ge oil main agr hum proper money management or risk management sy trading ni karny gy to humy utna he loss ho sakta ha is ley humy both soch samj k trading karn ta k ache earning kea karny
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Crude oil Barrier

        Lock down ka agar sab se zeyada nuksan kesi ka howa hay to wo crude oil hay jes ki international market me price 65.00 se down ho kar 18.25 par a gai hay, lock down khatam hony ki der hay per se crude oil kesi had tak recovering kar le ga magar abi tak esi koi umeed aur situation nazar nahi a rahi hay, corona virus key cases daily base par worldwide me bahot increase ho rahy hey, jesy hi corona virus ka result kam hona start ho jaye aur deaths ki tadaad me kami ana start ho jaye gi USA aur har country jo 1st step len gey wo ye ho ga lock down ko khatam kar dia jaye ga es condition me crude oil ki price recover ho kar 34 ya 40 tak ponch sakti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Crude oil Barrier

          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
          Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex market nay aaj pehlay session say he pooray week ki trading ka idea daina shuru ker Dia Tha. Crude oil nay 18.25$ say opening start he below 18$ kia Tha. Jiss kay baad continue neechay Ana start Hua Tha. Asian session mai crude oil demand aur supply difference nay aaj crude oil price ka 15$ minimum barrier break kertay huay 14.40$ touch ker Lia hai aur yeh 1999 ki price thi. 21 years lowest price aaj hit hui hai. Ab phir kuch resistance market mai arahi hai laikin aisa lagg raha hai Asian session aaj 15 dpb pay he rahey ga. Continue 7th week mai crude oil down araha hai aur 58$ dpb say 14.40$ per barrel pay ajana aik bohat Barey loss ki nishaani hai. Iss say pata chall raha hai kay Corona pandemic nay international markets ko Kitna loss pohancha Dia hai. Crude oil ki demand na honay Matlab hai kay pooray world mai industries closed hain aur economy ka wheel totally chuka hai. Corona pandemic kay yeh asrsaat shayad aglay kuch years takk rahengay. Iss waqt European session ka Wait kia jaa raha hai kiyu kay uss ki opening say crude oil ka future pata chalay ga. Crude oil 12 $ per barrel takk anay ki nes aur analysis mojud hain iss liye crude oil ko watch kerna bohat zaruri hai
          Dear ap ne agar crude oil ko dekha ho to ye ais market mai 1998 se chal raha hai aor ye market mai jab introduce karwaya gia tha aus time ais ki price 16$ per berral chal rahe thi aus k baad ais ki price down aana start hoa thi aor low point 10.70$ per berral ais ne lagaya tha aus k baad ye up hi chala gia tha ap ne agar ais mai dekha ho to ais ne aus k baad atna zayda down moment nai ki hai magar aj ais ne bahot hi zayda down moment ki hai aor ais time ye bahot hi zayda down aa gia hai ais ne aj 11.04$ price ko touch kia hai ais k baad ais ne abi up ward moment start kar di hai ais ne atni zayda down moment ki hai jis ki waja se kafi zayda traders ko loss hoa hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais time buy kar lena chaye ais ne abi yaha se up jana hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Crude oil Barrier

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex market nay aaj pehlay session say he pooray week ki trading ka idea daina shuru ker Dia Tha. Crude oil nay 18.25$ say opening start he below 18$ kia Tha. Jiss kay baad continue neechay Ana start Hua Tha. Asian session mai crude oil demand aur supply difference nay aaj crude oil price ka 15$ minimum barrier break kertay huay 14.40$ touch ker Lia hai aur yeh 1999 ki price thi. 21 years lowest price aaj hit hui hai. Ab phir kuch resistance market mai arahi hai laikin aisa lagg raha hai Asian session aaj 15 dpb pay he rahey ga. Continue 7th week mai crude oil down araha hai aur 58$ dpb say 14.40$ per barrel pay ajana aik bohat Barey loss ki nishaani hai. Iss say pata chall raha hai kay Corona pandemic nay international markets ko Kitna loss pohancha Dia hai. Crude oil ki demand na honay Matlab hai kay pooray world mai industries closed hain aur economy ka wheel totally chuka hai. Corona pandemic kay yeh asrsaat shayad aglay kuch years takk rahengay. Iss waqt European session ka Wait kia jaa raha hai kiyu kay uss ki opening say crude oil ka future pata chalay ga. Crude oil 12 $ per barrel takk anay ki nes aur analysis mojud hain iss liye crude oil ko watch kerna bohat zaruri hai
            Crude oil share prices daily basis by decrease Saudi Russia name decide to kiya tha K vah Jyada produce Nahin Karenge lekin Iske bavjud bhi Aditya prizes bahut jyada down Ja Rahe Hain Main Ek Friend se Suna Tha ke Rasiya announce kiya hai ki vah crude oil prices for 10 dollars per barrel Ke Le Jaenge main yah puchna chahta hun ki aap crocodile mein abhi bhi thoda wait kar lena chahie ho sakta hai kya protile ke price $10 Tak Ja sakte hain lekin iske liye Hamen Fir Bhi proper analyses aur planning Karke kam karna hoga Bina planning Ho Raha Hai Jis Ke kam Karenge To Hamen bahut jyada nuksan Ab Bhi Ho Sakta Hai Kyunki a condition abhi market ki stable Nahin Hui Hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Crude oil Barrier

              Mere Pyare dost aapane Aaj Dekha Hoga cake Road isliye Tamam barrier Tod Diye Hain aapane Dekha Hoga Ki crocodile 20 sal ki kam shutter per pahunch gaya hai matlab ke crocodile ki is time price $10 hai kya aap Aisa Soch Sakte the yah bahut hi karo Dal ke sath Bura Hua Hai Kyunki market maker owner ka factory raha hai Industries band Hoye ki demand bilkul Bhi Nahin Hai is vajah se aaj bahut niche aur unexpected movement Ki Hai To Hamen chahie ki Koyal per trading karne se ab careful Rahe Koi ka koi pata nahin ke kis site per Ja Munh kar sakta hai nuksan bhi De sakta hai fayda bhi De sakta hai jab tak Karva Naka impact baki hai crude oil aur Gold ke donon unexpected move dete Rahenge market mein

              اب آن لائن

              Working...
              X