Failure is the pillar of success
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Off course the failure is the key to success because if we don,t fail we can,t learn from our mistakes,and then after the failure we work hard to achieve the destination, and in forex if we fails, then we work hard for the success in future
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      I knew some traders that who unsuccessful in Forex but when they comes again with new desire and planing then they got success in Forex.Those broker are should correct real erstwhile mistakes and makes neat learning and learning on their own strategy and eventually they are fully waiting and precooked for live record and then they got nifty earning from Forex and also impressive effort of their former unfortunate amount.
      • #348 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: M Khuram پيغام ديکھيے
        han g kafi achi bat ki hai insan tab hi kuch sikhta hai jab us ko thokar lagti hai or jab us ko kuch loss hota hai is ka main bhi essa hi hai kay jab tak a ko loss nahi hota ap ko is kam ki samjh nahi ati
        han bhai sahi baat hai insaan thokar lagne ke baad hi seekhta hai me bhi kafi loss uths choka hon mujhe achi khasi nasihat bhi ho choki hai ab me dhiyaan se trading karta hon...
         
        • #349 Collapse

          forex me kamyabi hasil karne se pehle humen khushi se nakami ko galy lagana chahiye or humen mayoos nhi hona chahiye q k is bussiness me nakami hi humen kamyabi ki taraf le jati hai
          • #350 Collapse

            nahi aisa nahi hai bhia forex me kisi ko failures ke lye koi jaga nahi hoti hai hum ko nakami per kuch hasil nahi hota hai forex me is lye hum ko koshish karni chahiye ke jitna moqa mily kam se kam loss karen and kabhi bhi greed nahi karen .
            • #351 Collapse

              g han jub tuk hm loss ni kertey us wuqt tuk hum usko feel ni ker sktey aur jub tk feel na krain ek acha trader bunna thora mushkil hotahey jesey keh kehtye hain keh thoker khaney sey he se bunda msjhta hey wesey ni is liey hmain apney loss sey bhe kuch na kuch skhna chhaiey kum uz kum us ko dibara ni duhranna chhhaiey jis sey hmain nuksan ho
              • #352 Collapse

                Ha ager ap forex trading may fail ho jatay hay to apko loss hota hay our wahe loss he apko sabak seka dete hay ap ainda us trend ko follow nai karogay us tarekay ko jes ke waja say ap nay loss kia ta
                • #353 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: hafiz h پيغام ديکھيے
                  Jis tarah Zaroorat ijaad ki maa ha is tarah kaha jata ha ka failure is the pillar of success ha ,kabi business ma agar loos ho jaey to bada us ma apni mistakes talaash karta ha or un ko theek karnay ki koshish karkay kamyaab ho jata ha or forex online business ma ya kaam oor asaan kar diya ha .
                  yes.start main to kisi bhi kaam main loss ho sakta hai or forex to waisy bhi boohat risky hain.forex main jessy risk zyaada hai waisy he earning bhi hai.ye tough hain or hum is business main apni mehnat ki base pay he kamma skty hain.
                     
                  • #354 Collapse

                    ji bilkul aksar log samajhte hain kay forex mai successful hune ka matlab hai no loss at all alikin isi galat concept ki waja se wo zada loss uthate hain, agar hamari koi trade galat lag jati hai tu usy on time cllose kar dene mai behtari hai beshak thora loss hu laikin wo humai zada loss se bachati hai
                     
                    • #355 Collapse

                      agar ap forex trading main pehli bar fail hote hain to persahn na ho fail or success business ka hisa hain jald hi ap kamyab ho jao gye iss ke lye ap ko mehnet kerni ho gi achi learning ker ke ap ko achi earning mil sakti hi
                         
                      • #356 Collapse

                        yes absolutely right failure is the pillar of success in the forex, most of peoples do not know about the trading properly in first and they fail in the forex trading but next time they seeks us from our old mistakes, and get the success for next.
                           
                        • #357 Collapse

                          jee han main ap se mutfiq hon ke agar ap iss business main ap ko fail hone ke bad hi kamyab hote hain agar ap iss main kamyabi chete hain to ap ko achi learning kerniho gi then hi ap iss main kamyab ho sakte hain
                           
                          • #358 Collapse

                            Yes dear i agree with you, haar se hi hamen jeet ki khushi milty ha or jeetnayka hosla bhi , apni haar ko manana or us se seekhna koi buri bat nahi balkay isi se hamen faida hota ha
                            • #359 Collapse

                              ji haan dear you are right mein agree nahi hu ap se our forex mein failure kabhi bi mat lena our kisi ko failure our pillar lene ki koyi zarurat nahi hai our mein toh kehta hu ke jald bazi mat karna our lalach mat karna.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                Jee apki baat sahi hay agar hum forex trading main nakam hoty hay to humay mayoos honay ki bijay aur ziada mehnat karni chaheiy aur forex trading aur sahi say study kar kay dubara shuru karna chahiey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X