Do you fear forex ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    bhai dehken yeh baat hai money ko khone ki to zahir si baat hai kay har bande ko apna lagaya hua sarmaye se pyaar hota hai isi waja se apko har waqt sirf darr hi laga rehta hai kay kahin ap ki aik mistake se apka money na zaya hojae
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      yes sir muje har waqt fear hoti hai k me mere kamae huwe paise waste to ni kar duga or forex fraud to ni karega but ab muje kisi successful trader ne bataya k aesa kuch ni hota
       
      • #528 Collapse

        Money loss karne ka kisy fear nhi hota ,laikan es fear ko agar ap khud pe sawar kar lain gy to kon sa kaam karain gy?har business mein risk hota hai ,karna ye chahiye k apni tarf se full mehnat karain aur phir without any fear kam karain, kamyabi ap ki ho gi.fear is main cause of loss.
        • #529 Collapse

          I dont think so k insan ko fear hona chahiy. qk risk to har busniess mai hota h janab. aur apko pata h forex market mai ap hamesha speculations par trading kr rahay hotay hain to is mai risk to hota h but is mai fear ki koi bat nahi honi chahiy. QK agar ap fear kr k koi bhi kam kro gay to ap kabhi kamyab nahi ho saktay. aur ye to businees ka assol h k high risk high return.
          • #530 Collapse

            Gi han friends forex me ap ko fear hona zarori hy because forex is a real business side or is mey fraud ki koi gunjaish nai hy agar hum forex key sath fear nai hogy to kbhi forex pey apni jaga nai bana sakey gy.
            • #531 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: looser پيغام ديکھيے
              Forex is a place where you can loose your money even you do little mistake. In forex market many people fear that. Do you fear of losing money in forex? What do you think?
              Main forex trading main new hun aur mainy investment ki the bina seekhay so loss kar di wo sab ab waqai mujay dar lagta hay forex trading say so ab main esko achay say seekh raha hun jab main seekh jaon ga tab main real account run karun ga.
              • #532 Collapse

                ji bilkul sahi keh rahe ho ap k Forex market me paise bhaut zada loose bi hosakte hain and bhaut zada gain bhi ho sakte hain !!! per wo ik misaal hai k darr k agay jeet hai so darna nahi chahiye !!! its depend on luck and also its your mind game .....
                • #533 Collapse

                  dar tu hat kisi ko lagta hai ke us ki investment zaya na ho jae.trading me loose ho sakta hai is me gurranty ki koi bat nai hai lekin juniors ko seniors se guide lete rehna chahiye ye bohat help full sabit hota hai pr darne ki koi bat bai hai this is business profit loss to sath sath chalta hai . . .
                  • #534 Collapse

                    Yaar jab ap koi business karte hon to ap lazmi fear hote ho kyio ke ap ko pata nahi hota ke me is me kaamyaab ho sakon ga ya nahi forex me bhi hume yehi darh hota ke kahi me nakaam nahi ho jaon....
                     
                    • #535 Collapse

                      business main fear kaisa. aur Forex main to bilkul nahi drna chahyia.yeah aik high risk business zaroro hai jis main high risk ka high return milta hai.aur business agar dar dar kar kyia jaay to insan kabi success hasil nahi kar sakta
                      • #536 Collapse

                        Good question dear mein forex se nbahi darta kunkai agar mein is mein mehnat se kam karon ga tu mujay yeh faida dega lekin agar bagair honesty kai kam karon ga tu zairy baat hai k mujay dar ho ga kai kayain mujay loss na ho jaye yah mein forum mein banned nah ho jayon .
                         
                        • #537 Collapse

                          App ko is main kam karna chahye jab tak app ko is se acha koi business nahi mil jata hay aur main tu is business se buhat zada khush ho aur app ko is main kam ko learning kar ke shuro karna chahye .
                             
                          • #538 Collapse

                            bhai g han ma ap ki baat sy agree karta ho k fear forex trading business k liya bohot dangerous cheze hai.kiun k jab tak ap apna udar sy fear nai nikaltye tab tak ap es business ma kamyab nai ho sakhtye..........
                            • #539 Collapse

                              it's natural that we have fear in trading and even experienced trader have fear while trading and they have fear of losing money and this thing sometimes give them a big loss and we lose our money while trading and i think if we can finish our trading fear then we can earn money from trading and i think trading is very good and profit giving business
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                bhai jaan jaha tak fear ka sawal hai paiso ke karoobar me har koi os waqt darta hai jab wo koi mistake karta hai . agar hum money managment ke hisaab se trading karenge to hum ko bilkul darne kee zaroorat nahi hai . kio ke os me hum ko lost ka khatra bahot kam hota hai .aur hamara dar sirf lost se hota hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X