90% trader Forex ma kun failed hoty hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    90% trader Forex ma kun failed hoty hain.
    as-salamu alaykum main aapse Kuch Aise secret share karna Chahunga Jiski vajah se 90% trader Forex trading Mein fail ho Jaate Hain. Bahut se Aise trader Hai Jinke pass strong knowledge Bhi Hoga experience Bhi Hoga but Unka jo sabse bad factor hota hai vah hota hai money management aur risk management Jab Bhi Koi trader money management or risk management ko ignore Karega vah kabhi bhi successful yah professional Nahin ho sakta aap observe kar le Agar Kisi trader ke paas na lage kam hai experience kam hai Buttowski money management strong Hai To vah at the end Ek successful aur profitable trading Karta Hai Sumer acording loss ki Jis biggest reason hai vah yahi hai fail hone ki biggest reason money management hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 90% trader Forex ma kun failed hoty hain.

    Mere pyare bhai forex trading mein main takriban 90% log fail isliye Ho jaate Hain kyunki unhen trading ke bare mein experience nahin hota hamen forex trading ke bare mein experience hasil karna hoga jo bhi member forex trading mein a jata hai vah ismein kamyab hota hai lekin unmen se kamyab hota hai jo ismein sirf aur sirf mehnat karta hai mehnat ke sath trading karte waqt apna time deta hai forex trading ko apna kimati time deta hai tabhi vah frustrating mein kamyab ho jata hai jo log factoring mein fail ho jaate Hain vah sabse pahle to lalach karte hain lala ji ke sath sath forex Ho apna time nahin dete aur uske bare mein Allah hasil nahin karte for export study nahin karte tabhi vah forex mein Na kam ho jaate Hain aur vah frocks ko galat samajhte Hain aisa bilkul bhi nahin hai
    • #3 Collapse

      Re: 90% trader Forex ma kun failed hoty hain.

      dear friend, maximum traders ko trade karnay ki jaldi hoti ha aur wo proper experience aur learning hasil kiay baghair trade start kar daitay hain jis ma unhian mushkilat paish aati hain aur wo nakam ho jatya hain, is k ilawa jaldbazi aur lalach b unki nakami ki waja bnti hain wo thoray time ma ziada earning ki koshish kartay hain aur totaly fail ho jatay hain
      Last edited by ; 31-05-2020, 05:21 PM.
      • #4 Collapse

        Re: 90% trader Forex ma kun failed hoty hain.

        Forex meeting karte hue dekha gaya kya karne wale ho Jaate Hain iski vajah ji hai ki vah is Mein mehnat Nahin Karte aur job training karte hain to vah market Koi charge Nahin Karte aur Akshara members ko yah Dekhne Mein Aaya Hai Ki Unse market ke train Se Dekha Nahin Jata Hun signal per rating ka kya Japan signal chart writing karte hain tune loss hota hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: 90% trader Forex ma kun failed hoty hain.

          real forex trading mein logon ki fail hone ki sabse badi vajah yahi hai ki vah ismein less knowledge ke sath aur without analysis ke trade open karte hain jisse mostly chances loss ke hote hain isliye hamesha koshish karni chahie ke pahle forex trading mein learning procedure complete Karen demo account per aap apni learning ko pahla step samajhkar kam shuru Karen aur FIR sikhane ke bad aap real account per jab kam shuru karenge to aapko ismein kam karne ka achcha award mil sakta hai
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

          اب آن لائن

          Working...
          X