loss, kmayabi ki pehli seerhi ha, ye hmain mehnat ki taraf gamzan karta ha,,,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss, kmayabi ki pehli seerhi ha, ye hmain mehnat ki taraf gamzan karta ha,,,,
    dear friends, hmain agr forex trading ma loss ho jay to pareshan na hon bl k tension free ho k usay recover karnay ki koshish karian aur jin mistakes ki waja sa loss hua ho unhain clear karain, ye baat mind ma rakhain k loss kamyabi ki pehli seerhi ha isi sa hm ma mehnat karnay ka jazba paida hota ha jo hmain kamyabi ki taraf gamzan karta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss, kmayabi ki pehli seerhi ha, ye hmain mehnat ki taraf gamzan karta ha,,,,

    hamain is forum main kam karny say pahly is k bary main learning karni ho gi aur hamain mhnt karni ho gi tab hi hum sucess hon gay uar boht say log is forum main kam karty hain aur hamain chahye si forum main enter hony say pahly is k rules ko follow karna ho ga tb hi hum achi earning ho saky gi aur hamain markt main kam kar k hi hum sucess hon gay it is best job
    • #3 Collapse

      Re: loss, kmayabi ki pehli seerhi ha, ye hmain mehnat ki taraf gamzan karta ha,,,,

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
      dear friends, hmain agr forex trading ma loss ho jay to pareshan na hon bl k tension free ho k usay recover karnay ki koshish karian aur jin mistakes ki waja sa loss hua ho unhain clear karain, ye baat mind ma rakhain k loss kamyabi ki pehli seerhi ha isi sa hm ma mehnat karnay ka jazba paida hota ha jo hmain kamyabi ki taraf gamzan karta ha
      Aapane bilkul sahi kaha loss hamen bahut kuchh sikhane ko mil sakta hai aur Agar ham apne loss ko apne samne rakhen aur uske reason ko maloom karne ke bad usse dobara repeat na Karen to hamen bahut achcha trader banne mein bahut kam time lagta hai aur ham apne dost se bahut kuchh Sikh sakte hain isliye hamen chahie ki apne loss se sikhane ki koshish karen.
      • #4 Collapse

        Re: loss, kmayabi ki pehli seerhi ha, ye hmain mehnat ki taraf gamzan karta ha,,,,

        Dear brother forex trading men shuru shuru men aksar loss ho jata hey iss liay loss ko serious len tu loss bhi hamen bahut kuch sikhata hey iss liay loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur phir pahlay se ziyada mehnat aur himat se kam karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: loss, kmayabi ki pehli seerhi ha, ye hmain mehnat ki taraf gamzan karta ha,,,,

          Ji han aapane theek kaha hai Hamen Nahin ghabrana chahie Kyunki loss Hamari first success hoti hai Los Hamesha mistakes ki vajah se hota hai agar Ham Apne a mistakes ko improve kar len Hamara loss Nahin Hoga Hamen loss se sikhana chahie
          • #6 Collapse

            Re: loss, kmayabi ki pehli seerhi ha, ye hmain mehnat ki taraf gamzan karta ha,,,,

            yes dear es forum men kamyabi k liye hmen loss ko bhe brdasht krna hoga aur hmen loss ky bad he kamyabi hasil hoge mehnat krny sy hum es forum sy wo sub kuch hasil krskty hen jiski hum umeed krky es men kam krna chahty hen hmen es forum men esky rules ko follow krky he es men kam krna hoga tb he hmen es men kamyabi milskti hy
            • #7 Collapse

              Re: loss, kmayabi ki pehli seerhi ha, ye hmain mehnat ki taraf gamzan karta ha,,,,

              bilkul dear forex trading mein expert trader ka Safar hamesha last se shuru hota hai aur FIR at the end vo ek expert raider bankar profitable trading consistently karna shuru kar deta hai main kam karne ke liye aapko hamesha forex trading mein shuru mein loss aur mistakes se sikhana hota hai jitna jyada aap forex trading mein learn karte hain apni galtiyan se aap forex trading mein itni acchi trading karne mein kamyabi hasil kar sakte hain
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: loss, kmayabi ki pehli seerhi ha, ye hmain mehnat ki taraf gamzan karta ha,,,,

                Aapko sabse Jyada aapki Galti hi Sudhar Diya agar aap sudharna Chahte Hain To aapko chahie kya aap apni galtiyon se sikhen Forex main aapse bahut sari Galti HO Jaate lekin cal Kyon chahie aapko sikhana chahie Unki galti se Sikh kar aap bahut Kuchh kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: loss, kmayabi ki pehli seerhi ha, ye hmain mehnat ki taraf gamzan karta ha,,,,

                  Agar mere bhai Yahan koi bhi Duniya Ka kam karte hain to use kam Mein Nafa aur nuksan donon Shamil Hote Hain lekin Hamari koshish hi hoti hai ki Ham nuksan ki vajah Nafa cancel kar Saken isliye Hamen koshish Karni chahie Ke Logon Se Dur Rahana chahie aur Hamesha trading karte waqt Basani tarike se Hamen trade leni chahie aur account management Ka Khyal Rakha kar tradelyn Lagani chahie to aapko kabhi bhi nuksan nahin hoga aur aap Achcha Khasa profit Hasil kar Sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: loss, kmayabi ki pehli seerhi ha, ye hmain mehnat ki taraf gamzan karta ha,,,,

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
                    dear friends, hmain agr forex trading ma loss ho jay to pareshan na hon bl k tension free ho k usay recover karnay ki koshish karian aur jin mistakes ki waja sa loss hua ho unhain clear karain, ye baat mind ma rakhain k loss kamyabi ki pehli seerhi ha isi sa hm ma mehnat karnay ka jazba paida hota ha jo hmain kamyabi ki taraf gamzan karta ha
                    Dear ais market mai ap aik dafa loss karty hai to ap ko ais market mai apni ghalti ka pata chal jata hai k ap ne ais market mai kis waja se loss kia hai ais market mai ap agar apni ghaltion ko sahe kar lety hai to aus k baad ap ais market mai mazeed loss nai karty hai ais market mai ap ko planing karni ho gi aor aus k hisab se hi kaam karna ho ga tab ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ko loss se dar k kaam nai choarna chaye.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: loss, kmayabi ki pehli seerhi ha, ye hmain mehnat ki taraf gamzan karta ha,,,,

                      Hum koi bhi kaam kartay han tu shuru mein loss hi hota hai is ki waja ye hoti hai kay kise bhi kaam ka knowledge aur experience nahin hota aur forex ko bhi kartay han tu start mein loss hi hota hai is ki waja ye hi hoti hai kay forex ka knowledge aur experience kam hota hai js waja se loss ho jata hai hum ko is loss ki waja ko dekhna cahaiye aur forex mein js galti se loss ho us ko dekhna cahaiye phr kaamyaab ho saktay han

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X