No worries anymore
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    yes dear main apki bat sey boht ziada agree hon q k forex ak asa business hy jis kko hum agar as job samjh kar kam karey to monthly hun boht acha earn kar sakty han yeh un logo k lie boht best hy jo job nai karty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      • #93 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
        Hum main se kayi log sise hain jo apni financial situation ki waja se zyada parh nahi pate jis ki waja se un ko koi achi job milna mushkil hota hai so meri sab ko ye rai hai k aap is forex trade se apna kaam start ker k apni achi incom ka intizam ker sakte hain so no need to worry anymore.
        well i say that Forex trading is definitely a profitable business, where you can earn a lot of profit, with little investment. But forex trading demands enough experience and proper knowledge to trade, if you want to be successful in forex trading, then you should have to learn it properly.
        • #94 Collapse

          Forex trading ko join karne k lye education honi chahiey lekin is me rich poor ki shart nhi ha ise poor educated person join kar k earning kar sakta ha or apne jesy or poor educated fellows ko bi is k mutaliq guide kar sakta ha is tarha se worries finish ho jae gen.
          • #95 Collapse

            yes that is the right and that is the way of the success in the forex ,if we will not worries from the forex and from the loss then that is not the bad that is the good thing in this way we will trade with the confidence and the confidence will give us the success
             
            • #96 Collapse

              b bhai jan forex tradiing un logu k lie best ha g jo be rozgar hen or koshash k bawajod un se job door bag rahi ha ager wo forex me kam start kr len to unko kam yabi ho skti ha g un ko forex me kam krna chahye lagan or mehnat se
              • #97 Collapse

                Agar app life mein agee barhana chahtee hain aur mehnanti hain too phir aap koo chaiyee kee phlee apni trading knowledge barhaiein aur support and resistance, candlestick pattern aur money management koo achi tarhan study karein taqein app achi learning kar kee professional trader ban saktein
                • #98 Collapse

                  han kyun nhai bhai aab kisi ko waqai main worries honey ki koi zarurat nhi hai kyun ab forex forum k zariye aap apni tamam pareshaniyun ko dour kar saktey hain ager aap ki education nhi bhi hai tu apney bachun ya friends ko is k barey main sikhayen or acha earn karain ta k aap ki life achi guzrey.
                  • #99 Collapse

                    Agreeable advice present here in this cord surface I requirement to agree this as a swell one because genuinely forex is advisable online enterprise and a soul staleness do discover this dealings and try to make essentials out of it.
                    • #100 Collapse

                      ye to ghareeb logon k liye bhe kamaane kaa bohot acha zariya hai is se to kafi faida uthaya ja sakta hai kafi problems solve hoo sakti hain bilkul is per kaam kar k kafi income banai ja sakti hai is liye pareshan hue baghair is per vkaam shuru kar dena chahye.
                      • #101 Collapse

                        Agar is kaam ko proper study kar kay beshak choti amount se hi start kia jay tab bhi aap apni is choti si amount ki worth increase kar sakty hain. Ye tab hi possible hai jab aap market se experience hoty hain or aik strategy jaisa kay price action hai usko le kar chal sakty hain. Mery hisab se be rozgar logon kay liay forex market aik acha business hai or wo is me mehnat kar kay apni skills utilize kar kay acha rozgaar hasil kar sakty hain.
                        • #102 Collapse

                          is forum me bohat se member aese hun ge jo apne bonus ko save rakhte hun ge k 2 3 ma ka bonus le k ak hi baar trade kren ge kuch dost to bonus milte sath hi trade shru kr dete hen ap k hayal me kon sa option best ha save rakhna
                          • #103 Collapse

                            G han friends bohat dafa asa hota ha. kay hamarey posts deduct ho jatey hain . is key bonyadey wajha ya ha. kay ham is main ghar zarorey batain kartay hain. or topic say har kar bat kartay hain.ya pher aik thread par he bar bar posts kartay rahtay hain.
                            • #104 Collapse

                              aksar hamari trades buhut dino se loss mai rehti hain aur kabhi uper ati hain laikin zada tar mazeed loss mai jati rehti hain aur aik din ap ko margin call mil jati hai tu kia loss wali trades ko band kar dena chaiye ya wait karna ........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                yeh forum aik naimat ki tarah hai sarey students k liya jo meri tarah apni tution fees pay nahi kar patey woh ab yahan par kaam kar k na hi sirf apni fees dey sakthey hain bil key pocket money b apney liya kama sakthey hain meray sarey student dost is mein kaam kar rahay hain aur sab toxic bhai ko dua dethey hain thanks alot toxi bro..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X