forex k liye indicator ki nahi mahnat ki zarorat hote hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex k liye indicator ki nahi mahnat ki zarorat hote hai
    hum ne jitna be faida hasil keya hai forex sy sirf aur sirf mahnat sy hasil keya hai koi be indicator sahi guide nahi karta kabi kabi bohat sy mistake karte hain ise waja sy hum ne knowledge sy bohat kuch seekha hai aur ise sy fiada be howa hai ab loss be kam hota hai aur faida be zeyda hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex k liye indicator ki nahi mahnat ki zarorat hote hai

    g han ap ny bilkul sahi bat kahi hai main apki bat se agree karta hun forex main market ko smjhny k liye hum indicators ka use karty hain or indicator hmain market k liye mashwra dety hain tu hmain aghr market ko achi tarha se smjhna hai tu hmain indicator ka use krna chahye laken pahly indicator ka knowledge hona zarori hai jis se ap kamayb ho skty hain or achi trading kar skty hain indicator se apko market k trend kaa chlta hai jis se ap kamyab trading kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: forex k liye indicator ki nahi mahnat ki zarorat hote hai

      Assalamu Alaikum ji ji aapane bilkul sahi Baat Kiya Forex trading main just mehnat ki jarurat hoti hai agar aap Forex ko time Dete Hain To aap bahut jaldi trading ka experience Hasil kar lete hain
      • #4 Collapse

        Re: forex k liye indicator ki nahi mahnat ki zarorat hote hai

        hamy is mai mehnat or lagan sy kam karna chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hai or market mai run kar sakty hai yai aik asa karobar hai jo ky kabe be band nahe ho sakta hum is ko apna life time career be bana sakty hain hum is mai live kam karty han hum is mai gar bath kar sada urdu main kam karty hai yai aik online karobar hai yai kabe be band nahe ho sakta
        • #5 Collapse

          Re: forex k liye indicator ki nahi mahnat ki zarorat hote hai

          hamy forex mai RSI indicator ko use kr ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky mufna hsail kar saky gy hum s mai live kam kr sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy market mai indcator ko kbebe ignore nahi karn chaet
          • #6 Collapse

            Re: forex k liye indicator ki nahi mahnat ki zarorat hote hai

            Forex main Humko Jyada Se Jyada mehnat karna chahie Forex Mein kamyabi ke liye mehnat karna jaruri hai mehnat Karenge Tu Hi Forex Mein Ham kuch Hasil kar Payenge Jyada mehnat Karenge to Jyada earning kar Payenge Forex mein humko chahie kya mehnat Karke acchi quality ki post Karen Jyada bonus Hasil Karen aur Jyada knowledge or experience Hasil Karke Prophet Hasil Karen Agar hard-working Karenge Forex Mein To hi kamyabi milegi
            ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
            • #7 Collapse

              Re: forex k liye indicator ki nahi mahnat ki zarorat hote hai

              indicators par depend nahin karna chahie aur members ko chahie ki vah apne kaam par bahut jyada acche se mehnat Karen kyunki acchi mehnat ke bad hi koi bhi member yahan per kam jab bhi Ho sakta hai aur aise members ke Jo sirf indicators par depend kar rahe hote hain UN members ke liye profitable trading karna mushkil hota hai
              • #8 Collapse

                Re: forex k liye indicator ki nahi mahnat ki zarorat hote hai

                Trading Mein kam karte hue different indicator maujud Hote Hain Hamen indicator ko bhi acche tarike se samajhna chahie aur is business Mein Main Jyada Se Jyada Karni chahie main Karenge to hamesha kar sakte hain Hamesha karne ki koshish Kari chai aur ab tak aapka weather ke sath karna chahie Bharat ke sath sabka Karenge to aap is business Mein acche advantage Aasan kar Payenge
                • #9 Collapse

                  Re: forex k liye indicator ki nahi mahnat ki zarorat hote hai

                  Aapko different types of indicator mill Jaate Hain indicator se aap market ko sahi se analyse kar sakte hain aap ko pata chal jata hai ki market is Waqt kaun si position Mein ja rahi hai aur kis trend ko follow kar rahi hai isliye aapko chahie indicator Ko lazmi Dekha Karen different indicators Hote Hain Har Kisi Ka point of view different hota hai ho sakta hai agar koi dusra Insan Kisi indicator ko use kar raha hai aapko wo Sahi Na Lage Aap Usi indicator ko use Karen jo ki aapko best bhi Lage Aur easy bhi Lage demo account mein indicator ko use Karke Dekhen best result Mile otherwise aapko indicator ko sahi se use nahin kar Payenge aapko Achcha result Nahin milega
                  • #10 Collapse

                    Re: forex k liye indicator ki nahi mahnat ki zarorat hote hai

                    G bilkul forex trading bahut hi accha business hai agr ap is ma mhnat krty Hain to aapko daily basis per bahut hi acchi quality ki posting Karen to apko weekend per bahut açha bonus Hasil ho skta hai aj tk pak forex ma kam krne wala jitne bhi member hain sub ko achi kamiyabi hasil hovi hai r kamiyab zindagi guzar rhy hain har banda is platform per kamyabi hasil kar sakte hain aur Dil laga kar kam karte hain to aapko acchi kamyabi hasil kar sakte hain mhnat se kam karna wala member he açhi kamiyabi hasil karta hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear ap ko jab indicators ka use aye ga tu ap trend line asani sy find kar sakty hain. Lekin zarorat es bat ki hai kay ap kay indicators bhout zaida na ho. Bus kuch khas sy indicators ho jo ap major pairs mai in ka use kar sakain. Jab ap ki indicators ki list kam sy kam hogi tu ap un indicators ka use mai expert be ban sakty hain or ap apni strategy mai use kar kay in indicators sy achi earning kar sakty hain. Bus zarorat es bat ki hai kay ap indicators ki trend line ko follow karian. bina indicators ka trend kabi kudh sy find na karain tab he ap apni trade sy indicators sy acha faida hasil kar sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X