forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    yes dear ager hum ko loss ho jay to hum ko dil par nahi lana cheay balka hum ko cheay ka hum us galti ko dhek jaha par hum na trade ka oder lagya tah.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      forex trading busienss mein losses ki importance woh achi tarah samjh sakta hai jiss ko trading mein ziyada loss hotey hon iss liaye humein inn losses se bachney k liaye ziyada se ziayada mehnat kerni chahiye aur profit hasil kerna chahiye.
      • #63 Collapse

        There is always loss and benefits in any business/trading. To get journeying of death you requirement overloaded attention and virtuous conclusion at conservative indication and in a moral way. If you didn't do so it present be totally amount of dimension, money and else resources. A man always find what he seeks for.
        • #64 Collapse

          forex trading mein loss ki importance bi buht hoti ha kyun ke agr ap ke pas enough knowledge and
          enough experience ni hoga is mein to ap is mein acha earn ni kar skte
          • #65 Collapse

            dear bhai agar hamy loss hota ha to hamy or bhi bohta se nesehat miti ha agar hamy aik bar loss ho jay to hamy phir itna masla nahi hota loss ki or bhi bohat se ehmiyat hoti ha
            • #66 Collapse

              Bilkul thek kaha dear aap ny waqai loss huny sy aap ko kafi apni mistakes ko remove krny ma kafi asani hujati hy aap ko achi tarha sy idea hujata hy k aap ny kahan kia mistake ki or js currency ma aap ny tread lgai thu us ka ju trend chal raha tha aagr aap us k against gain hain tu yaqenan ap ko loss huga. hamen apni tread ko market k trend k mutabiq he krna chahy. warna loss zarur huga.
              • #67 Collapse

                Loss ki importance to hota he kiu k agar loss hota he to osy recover karna parta he, or wo traders jinhein loss hota he wo is loss ko doubara honay se avoid karty hein kiu k wo apni mistakes ko jan jaty hein or pher osy repeat nai karty.
                 
                • #68 Collapse

                  jaa janab trading mey loss ho jaye thab us ki importance thab hoti hey key aap us business mey or bee carefully key through lag jaye or trading key faidey utatey rahey or pir sey usi ghaltion ko naa dohraye
                  • #69 Collapse

                    loss or profit buisniiss ka hissa hota he islye pa work kre ager apkom loss hota he to ap is baat ka khyal trkhe k loss kis waja se hua he jis waja se hua he us se learn kre this will be the good for you
                    • #70 Collapse

                      bahi baray buzarg kahtay hai k aik faida insaan ko itna nahi sikhata jitna aik nuqsaan sikha k jata hai bahar tu hamara capital loss hora hota hai aur laken agar ham in galtion sa sikhain aur samjhain is sa next trade lagatay hua aap is sa sikh k confidance sa trade lagain gay
                      • #71 Collapse

                        forex me loss ki important ye hai k jaise example koi driver tab tak pakka driver ni ban sakta jab tak uska koi accident na ho aur dosri bat ye hai k driving aise cheez hai k jis me insaan har roz kuch na kuch seekhta hai to isi tarha forex me loss ki ye importance hai k jab tk ap loss ni karo gay tab tak apko iski barekion ka ni pata lagay ga
                        • #72 Collapse

                          In forex we faces release sometimes. But I opine we bang something discover from sum. we can inform how to straighten realise from here, Release is really a lesson for us.
                          • #73 Collapse

                            hame koshish karni chahye k hum forex me loss na kare ku k agar hum yaha pay loss say bach jatay hain to umeed hai k hum achay trader ban saktay hain.
                            • #74 Collapse

                              Brother loss jo he oske zyada important he q ke forex me sirf loss nahy hota balke apko profit be melta he so loss and profit bussiness ka hissa he
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                forex trading main importance hote hai knowledge aur awarness forex ke market ke bare main aur capital investment bhi important hai and money management jiske money management ache hoge ousko loss kaam hoga yehe sare cheeze hai jo ke forex main important hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X