importance of take profit in forex trading ..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Dear pehle to ap jab bhi trade kren to sab se pehle ap jis kisi currency pair or metal pe trading ker rahay hain market trend ko dekhen aur analysis ko study kren us k bad jab apko kisi aik pair ki movement confirm ho jai to phaer ap take profit aur stop loss k sath kam se kam volume k sath trade lagai to hmesha forex main successful rahen gay es ka sab se bharha faida yeh ho ga k jab ap trade ko view nahi ker rahay ap kisi kam busy hain to apko profit mil jai ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Forex k business mein take profit bhut ziada important cheez hai kyun k hum har time tu computer ko use nahi kar skta hain iss liya hum take he profit ko use karta hain jis se hum ko jb bhi profit hoti hai tu humara order kud se close ho jata hai. ya bhut ziada option hai jo bhi forex mein acha acha traders hain tu wo take profit ko he use karta hain.
       
      • #33 Collapse

        alertness, interest, knowledge, news and other's opinion are the key resources which may keep you safe from loss in any business activity especially in forex trading. trading is not the game but a way to earn and learn wisely and gain knowledge.
        • #34 Collapse

          take profit forex me bht imortant he ager ap ne tp lgaya he or ap chle jate he or market ap k tp tk phnchty he to ap ky trde close ho jae gy jb k ager ap use nhe krte or market reverse ho jaty he ap k order k aginst phir ap loss kre ge
          • #35 Collapse

            yes my brother ap ne theek kaha hy huma achi trade karne k lya money mangement karni chaye agr ap without money management karo ga trade to ap ko loss hona k sat sat ap ka balance b wash hone ka ka dar hota hy ap acha trader bana chate he to ins dono chezn ka kahyal rako or apni investment ko safe rako
            • #36 Collapse

              forex trading k softwear ma aik take profit ki be option use hoti ha jo hum ma sy bht sy members use nai karta agar ap is option ko use karta ha to ap na jo order lag hota ha vo ap ko kuch profit da kar khudi bun ho jata ha ap ka zayada lalach na karta howa ap is option ko use kara ga to ap ko rozana profit hota ja ga.
              • #37 Collapse

                g ha jnab take profit aik boht acha tool hai jis ka zaria ap apna loss ko kam kar skty hai ku ka trading market aik floating market hai jis main ap ko aik time main agr profit ho rha hai to dosra time loss bhi ho skta hai is liya huma apna profit fix kar date hai ka ap na itna hi profit gain krna hai is ka elwa ap money ko withdraw krwne ki bjai ap is ko invest kare take ap ka capital bhare aur ap bare lavel par trading kar skye
                • #38 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: jamil پيغام ديکھيے
                  dear ager aap ne koi trade open ki ha ore aap live view nai ker rahay to aap zaroor market trend ko observe kertay huay is tool yehni take profit ka use kerain ta k jab aap ki trade profit me aey to aap trade close ho ore aap ka profit save ho jaaey
                  G bhai sahi agar hum market ko live watch nahi kar rahe hain to hume chayye ke hum take profit ka tool lazmi use karen is se hum apna profit save karne me kaamyaab ho jaye ge aur loss se bhi bachn jaye ge..
                   
                  • #39 Collapse

                    gee han bilkul take profit is liye lagana zroori hai kun k app har waqt to gar nahi rehte or har waqt app k samne market nahi hti so agg aisi sat hai to app ko take proft lagana chahei ta k us point par agr hit ho to app ko profit ho or trade zai na ho.....
                    • #40 Collapse

                      g han money managment ek bohat ehm chez hey forex main is sey ap kbhi bhi bra loss ni krtey hain aur ek planning keh sath chahey ashista ahista he kyun ni lekin ap agey bertey rehtey han aur isi liey hmian apni her trade mian take profit aur stop loss use kerna chhaiey
                      • #41 Collapse

                        take profit ka matlab hota hay kay market jab aik makhsoos point per pohnachay to market main order profit main khud he close ho jaey kyon kay baaz oqat market main trader khud nahe baitha hota aur take profit aur stop loss ka optoin use kerta hay
                        • #42 Collapse

                          yes money mangement bohat he ziada lazmi cheez ha forex ma jab ap ko earning arhe hoti ha tu ap vahanse he money managment start karty ho mean jo profit aya us ka 50 mangemnt ma rak lia aur baki se vapis trading kar de it is a very great of earn and source of mangement....
                          • #43 Collapse

                            Aslam-o-alaikum Dear friends to all o you, take profit say yeh hota hai ke ager aik trade aap any open ki hoi hai tou aap ko ap ki merzzi ka profit hogya hai tou aap ki trade khud e close hojay ge our aap lalach say bach jain gay.
                             
                            • #44 Collapse

                              Base on me as a trader it is very good for you to always set take profit in your trading so that you will be able to control your account from one level to the other and that is the sure way to gain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Yes money management forex trading mei bht important factor hai jis se ap apni money ko save kar sakty hyn or is se ap kisi bhi big loss se save reh sakty hyn so if you want to be successful in trading then its important to make money management strategy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X