kia forex islam me halal he haram.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex islam me halal he haram.......
    me ap sab ye sawal pochna chahta ho k forex trading islam me haram he ya halal ya ye jaiz he ya najaiz he ager halal he or jaiz he to kese he
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    is ke bare main koi kuch nhe keh ska ke ye halal hai ya haram hai . par mera point of view ye hai ke ye halal hai q ke abhi tk is koi aesa kuch nzr nhe aya ke is ko haram kaha jae.
    • #3 Collapse

      jee jannab bikul forex islam main bikul halal hai is k halaah hony k fatwy b mojood hain or yeh hallal is taharan b hai k jis kammain apa mehnat karty ho wo kam halaal ho jata hai
      • #4 Collapse

        Janab kuch countries me forex ko haram karar dia hua ha or kuch ne haram nhi kaha but business ha NAFA or NUKSAAN ka to jis cheez me loss and profit ajaye to usay haram nhi kaha ja skta lekin phr b ap apni tasdeek kr lain kisi aalim se jo apko sahi guidline de
        • #5 Collapse

          iSS MAIN HUM HALAL AUR HARAM KI KOI BAT NAHIO HA YAH AIK TRADE KI TARAH HA AUR JITNA YADA AUR BEHTAR TREEKY SAY HUM TRADE KARAIN GAY UTNA HI HUM KAMJAB HUN GAY ISS MAIN YAH HARAAM NAHI HA BALKY HALAL HA
          • #6 Collapse

            dear ap ney boht acha sawal kkya hy es k bary main koi confarm to nhe keh sakta lekin main es lie mutman hon k es main hum kisi sey zabardasti nhe cheen nai hoty na hum apney kisi musalman bahe ka huq marty han bulky jitni mehnat karty han uska phal milta hy
            • #7 Collapse

              ji haan forex islaam mai halal hai or forex mai ham apni mahnat ka sila hi hasil karte hain is mai asa koi system nahi hai jis se ye kaha jaye k forex haram hai
               
              • #8 Collapse

                G bhai Forex islam mein completely halal ha kiyn kah is pr koi bhi interest ka hinsa nhi ha matlb ka is pr app ki profit and investment pr kisi qisam ka interest nhi mil raha hota ha and app sale and purchase kr kah currency ko profit raise kr rhe hote ho jis sa app phir apni need satisfy krte ho.
                • #9 Collapse

                  my dear friend is bara ma mj koi khas imforation nhi hy k forex islam ma halal hy ya haram but mare kahyal se forex pe hum bht hard working karte he aur apna time spend kart he aur is ma ksisi ko hum kidr tang nhi kart bs apna kam kart he or profit late he or kbi kbi huma loss b hota hy dear
                  • #10 Collapse

                    halal hay q kay is ma ham apna time expend krtay hay or jis may time serf ho wo kasay heram ho skta hay,or islam may wo sub kam halal hay jin may time khech ho ?
                    • #11 Collapse

                      aslam o alikum dear agar to ap forex ma mahnat kar ky profit hasil karty ho to as tarha forex islam ma halal ha our agar ap forex ma trading 2 number sy kar ky profit hasil karty ho to as tarha forex islam ma haram ha
                      • #12 Collapse

                        my dear main to es kay barey mein app ko khuch nai bata sakta hoon i thinks main ney es zaroor suna hai jis bussiness mein hamari investment hoti hai aur us kam bussiness mein profit aur loss dono hon to woh haram nai hota i thinks insta forex bhi aisa hi online bussiness hai es par hum mehnat kar kay earning profit kartey hain his a very good insta forex trade sell and buy bussiness
                        • #13 Collapse

                          Bhai iss ka mujhy filhal conform nhi hai magr mera ek dost hai wo kahta hai k yeh halal hai islam main aue kafi denn waly log bhi yahi business krty hai aur iss main earn bhi kr rahy hai wo log .
                          • #14 Collapse

                            boos mog t is kabar ma pat ni par loss to kaht ha ya ya kam tek ha is ma qap be kamkar sakt ho is maboht pisa is ma loss be hota ha or profit be hota ha sab ka liy ha ap ko is ma kamkarn ha to demo account mqa traing karn ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear fiend forex trading islam mein bilkul halal hai aur hum iss mein mehnat karkey apni mehnat ka sila hasil kertay aur mujhe iss mein koi baat aisi nazar nahin aaayi jis se hum iss ko haram keh sakein.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X