No one can climb the ladder of success with both hands in his pocket.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jee yah bat thek hai k forex business ko karna k lya pain lana parta hai aur mehnat karna parti hai aap ka aik bara input chahia hota hai jo k mehnat practice aur learning pa consist karta hai main samajhta hon aik bar achi mehnat sa kam kar k aap samajh jatay hai forex ko phir aap khud chal partay hai kion k yah mehnat aap ka ruteen ka hissa ban jati ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      yes u r right i am totally agree with u yaha kaam karney k lye hme hath pao chalany parenge agr hum ye smjhty hain k bethe bethe he hme sb mil jayega to ye hmare bhool hai aisa nahe hai hme mehnat kari hogi
      • #33 Collapse

        Apki baat ka matlab bohat hi acha hia.you means ke koi bhi just planning aur baaton se expert nahi ban sakta jb tk ke wo isko practically na kare,aur baqaida ek practical aur positive approach ke sath koi kaam na kare,to ye sb agar ap forex mein include karte hain to phir apko zaroor kamiyabiyan haasil hongi.
        • #34 Collapse

          Forex mei successful hony k lie hamain isy time dena hota hai and full concentration k sath trading karni hoti hai agar hum trading pe concentrate nahi karty or ziada time nahi dety then hum trading mei success get nahi kar sakty so hamain forex trading k lie demo account pe ziada se ziada practice karni chahye and hard working karni chahye to be successful.
          • #35 Collapse

            Yes you are absolutely right, agar hum sucess ki ladder pe charna chahte hain to hamen you hath pe hath rakh ke nai bethna chaye balke proper learning aur apne experince ko gain karna chayekiun ke is busniss main itni asani se trading karna koi asan kam nai hai hamen hardworking, demo account pe practice aur market ke indicators aur uske signals ko watch karte howe carefully ke sath trading karna parti hai jabhi hum is busniss main aik achi earning gain karsakte hain.
            • #36 Collapse

              ji bilkul hath pe hath rakh k baithnay se kuch haasil ni hota. harkat mei barkat hoti hai. proper attention or hardworking k sath he success haasil ho sakti hai. warna aj kal koi b khud se hamari jholi ni baray ga. ALLAH PAAK b unki madad farmaatay hain jo apni madad ap kartay hain.
              • #37 Collapse

                me ap ki bat se agree karta hu kyu kay forex business me humain learning bhi karni chahiye aur hum learning kay beghair kabi bhi ache aur successful trader nahin ban sakte hain aur forex business aik asan online business hay.
                • #38 Collapse

                  g koi bhi us waqat tak kamyab nahi ho sakta jab tak wo mehnat nahi karta mehnat kar k he ap bulandi ki intiha tak pohanch sakte hain sirf soch kar ap kuch bhi hasil nahi kar sakte to jitna zyada ho sake learning karen
                   
                  • #39 Collapse

                    hmm dear ap ne boht achii baat ki hy jab ap ko success chahiye hotii hy tu os k liye kch dena b parhta hy...
                    ap ko apna time dena parhta hy ap ko learning karnii parhtii hy ap ko practice karnii parhtii hy jab ja kar ap ache se es business mai kamiyab ho skte hain,,,
                    • #40 Collapse

                      time or attention har kam main zarori hoti hai agar ap sirf kisi kaam main time dain or us mian ap dilchaspi na lain to ap ka wo time dena bekar hai ap ko agar taraqi karni hai to ap ko attention ki zarorat hai or full attention k sath ap jitna time lagain gy utna hi ap ko us kaam se faida hasil hoga
                      • #41 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Adeel Akhtar پيغام ديکھيے
                        Forex p trading karnay k liye apko time and attetion ki zarurat hoti hai.
                        dear main app ki post sy agree karte hun her kaam mehnat magta hy bagair mehnat k hm success hasal nai kar skty tu hard work k sath Allah per yakeen rekhain success app mo lazmi mily gee
                        • #42 Collapse

                          ji han sahi bola hai aap ne bhai jan hum tab he is business me kamyabi hasil kar skaty hain ke jab hum ko is business ke bare me experience and knowledge hasil ho warna hum is me kabhi kamyab nahi ho sakty hain .
                          • #43 Collapse

                            Sure this really is proper that will there is no-one to receive success throughout forex currency trading truly everyone should have to examine forex currency trading and find knowledge coming from demo records so they can receive getting from other good understanding as well as experince.
                             
                            • #44 Collapse

                              i really like your statement k koshish k bagair insan kamyabi tk nhi ja skta but ap jo bhi effort krein sincere ho kr krein log just chill krne k liye sometimes kam krte hein jb k without knowledge ap yeh kam easily nhi kr skte so bjae k bhag k charne k step by step jaein os se kuch sekhein ge bhi aur future k liye experience bhi lein ge otherwise jab loss ho ga tu kuch nhi hath rhe ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Bilkul theek kaha apne men aoki post se 100 % ittifaq karta hoon ke donon yeh cheezain bohat nahin balke bohat zyada important hen kyun ke yeh donon cheezen hard work par depend karti hen aur forex trading business

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X