money management in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    mere dost hum ko chahiye ke forex trading me money managment ka poora khayal rake . kio ke agar hum money managment ka khayal nahi rakenge to hum ko lost ka samna karna parhega . es liye hum ko chahiye ke ootnee miqdar se trades lagaye jitna hamara money managment ka hisaab ho .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ye best hai ager app ko money mgt ate hai tu app es amin kafi kamayab aur ek ache tradr ban skte ho so mare khyal main ye boht he important kam hai app ko es maiin ye dkhna hoga so forex main ye possible hai app lye but ye learning karna hoga aur pher apply be
      • #78 Collapse

        asslam o alikum dear's forex ma humko money ko manage karn parta ha.forex ma money yane profit kafe milta ha as liye humy money ko management karna parhta ha.
        • #79 Collapse

          yes gee haan iam agree with you main appki baat say agree hoon aur maine aapki baat ko follow bhi kiya appney bohat achi baat kahi hai money mangemet hamarey liye bohat help kar saktey hain aur humein loss se save rakhtey hain aur humein daily acha profit ka moqa detey hain aur hamari help bhi karti hai his a very good and smart online trade bussiness
          • #80 Collapse

            money management ka knowledge hona bhi bohat he eham hay bagair eskay ap apnay capital ko sahe tarah use nahe kar saktay trading mei forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
            • #81 Collapse

              money managment in forex ka matlab hai k hum aya pay apnay paisay ko kesay manage kertay hain aur yaha pay hum kesay ek kamyab trader ki tarha apnay account ko grow up kartay hain.
              • #82 Collapse

                dear forex main management boaht hi main role adaa kar sakti hai, forex ek machine hi ki tara hai es main apko bohat hi zayada profit mil sakta hai es liye es per trust kary.
                • #83 Collapse

                  ji bhai ap na bilkul sahi kaha apnay balanace ko dakhtay huay hi ap ko trad open keerna chahiay , ager ap apnay balance ka 20% hi trading mane use kero to ap ko loss k chance buhat kam hone ga , or app profit kertay jao ga.
                   
                  • #84 Collapse

                    bhai ye baat bhe kaafi madad gaar sabit hogi kyun k ye kaam market ko dekh kar karna parta hai k kis waqt kya hisaab hai aur apne kaam k bare main har khabar rakh kar aur apni money ko dkh kar he earn karna chahye warna bohot zayada loss ho sakta hai...
                    • #85 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                      forex trading me money management boht zarori hoti hai , agr ap apny balance ko achi trahan use kryn gay to ap ko at the end of the day acha profit milay ga ..stop loss aur take profit ka sahi use ap ko money management me help krta hai ..
                      G mere khyel main forex trading main money managment bouth hi zaruri ha,,sab sy aham cheez he yahi ha ky ap ny apni money ko dakh ky trade lagani ha,aisa na ho k mony kum ho aur trade bht se laga lo
                      • #86 Collapse

                        bhai jan forex trading business me money management bohat ehmiyat rakhti hai and hum forex trading business me money management ka khasa khayal rakhty hue achi khasi earnings kar sakty hain or account ko safe rakh sakty hain
                        • #87 Collapse

                          forex trading main hamain money management ki buhat he zaida zarurat hoti hai kyu kay hum is main apni money ko manage kar kay apni trade ko safe kar saktay hain money management se hamain zaida earning karnay ko bhi milti hai jo kay hamaray leyeh faida mand hai.
                          • #88 Collapse

                            dear main aap ko batata chaloon k forex main sirf aap ko trade nahai karna hota hai bal k aap ko apni money ki bhi managment bhi karny party hai aap ko apni money ka bhi dhay n rakhna parta hain . forex main buhat importance hai money managment ki.
                            Azadar Morai
                            • #89 Collapse

                              Yes dear aap nay theek kaha hay agr hum greed mind say door ho kar apny balance ko money management kay zareye use karey to us ka hum ko bohat hi benefit ho ga. is tarha humara capital bi save rehy ga aur hum ko earning bi zroor ho gai. Hum sab ko money management ko zroor use karna chaeye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                sir me to kehti hun k maney management boht eham chez hai ye forex me boht important chez hum hum is k bina kuch nhe kar sakte hain agar hum trading me soch samajh ka isko apne samne rakh k achi tarha soch samajh k trading karen to zarur profit hoga...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X