loss in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading k liye ilam ka hona zaroori hai ur us k sath sath tajarba b hona chaye.naye kam karne wale k bas ki bat nahi.lekin tajarba to loss hone par hi ata hai na.ham chye k kise porane user se mashwara karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Asalam u alaikum brother,
      brother profit ya loss to chlta hi rehta he but it not means k ham kam chor dain aur dil chor kr ghr beath jain. balky hamain chahiey kic kam per mehnat karain aur twaja se kam karain. ta k hamain ic ka faida b ho aur hm kuch experiance b gain kr skain. thanks
      • #18 Collapse

        Insta trading kyon keh aik business hay aur yeh sb janty hain hain keh business mein loss aur profit hota hay es liye agar trading mein loss ap ko ho bhi jaye tu ap ko himat ni harni chayee.
        • #19 Collapse

          Profit and loss are the parts of business and no business in the world which have no loss just have profit. Same thing in Forex, here are both things profit and loss. We should always be ready for both and never be negative and always try to secure our trade.
          • #20 Collapse

            forex trading mai zada tar loss hai ye bat ham jante hain is liye hamesha saber se kaam lena chahye or loss ak bar hoga 2 bar hoga mgr bar bar nahi hoga hamari mahnat zarur rang layegi
            • #21 Collapse

              I want work in tranding.......................................... ..............
              • #22 Collapse

                yes my brother ap ne theek kaha hy yahan per loss bht hy or ye bht high risk business hy so agr ap hrad working karo ga or theek se analysis karo ga to ho sakta hy ap ko loss na ho or profit he ho agr loss ho to patience se is ko bardast karn or koshs karn theek se market ko watch kar k trade lagy or profit lan
                • #23 Collapse

                  ager ap trading k barai mai pehlai jan lai k,what is trading?aur ager trading mai jantay hain k is tarah ki successsfull policy krain k lose na ho.to shayad hum lose honai sai buch saktay hain.but hamara almiya yeh k hum itni knowledge nahi rakhtay k hamain kis time kiya kerna chaye?jis ki bina p hum loss mai janai sai save hojai
                  .
                  • #24 Collapse

                    yes sir you are surely right and i think many of traders are loss their all good income here and then leave forex trading so i want to say that they never leave forex trading and contisuously do their best hardwork here with patience so they can earn some good money here..
                     
                    • #25 Collapse

                      Forex trading me 90% trader is liye fail ho jaty hai kyu k wo trading ya to knowledge ya experience k begair karty hai ya phir experience hone k bawajood bhi trading me lalach ya emotions ko use karty hai ya phir over volume and extra lots laga kar apna risk barha lety hai jis ki waja se wo loss karty hai. Ye asan kam nhi hai is me humein mehnat karni parti hai or ziada experience chahiye hota hai jis ki waja se hum trading me profitable trading kar sakty hai or apny risk of loss ko kam kar sakty hai.
                      • #26 Collapse

                        bilkul yar es ki waja ye hai k na unhain market ka pata hota hai na sabar hota hai jess ki waja se unko es loss ki shakal bar bar dekhni hoti hai aur es ma zada loss nai hota agar wo apny ap ko up to date rakhain aur agar wo aqal se kamm laein
                        • #27 Collapse

                          gee han agar ap bageyr paractice k ye kam karen gy tou ap kisi cheez ka sahi andaza nahen hga or ap sahi sy trade nahen kar paen gy jis ki waja sy apko loss uthana par sakta hai ap ye bilkul nahen kar sakty k ap bager paractice or experiance k lakhon kamaa len balky ulta ap logon ko nuksaan hi uthana pary ga!
                          • #28 Collapse

                            pahlay demo account per kam karna chaheye i thinks es bussiness say 90% log profit earn kartey hain aur 10% woh log hotey hain jo es mein without learn aur without traning ajtey hai aur kai log es mein apni laluch say account ka loss karwa letay hain
                             
                            • #29 Collapse

                              loss to ak part ha is ka ya her bussines ma he loss hotah butyhan loss zada ter log utha ty hian kun kay wo basic ko nahi smjhty bus un kay diamg ma earning he chal rhi hoti ha to is kayliay apna mind set kerna bhut he zada zaroori ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Trading main loss ka hoona ik reality hain or hum issy neglect nahin kar sakty .kisi ko bhi loss ho sakta hai.experts ko bhi loss hoota hai or wo loss recover bhi karty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X