Need and Greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Greed is Curse :p greed ko to bilkul nhi lana chahiye per emotions thore boht chal jate hain ku k ager emotions bilkul he na hon to banda galt trade pe zyada risk lga k loss bhi kha skta hai asha khasa.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      han jee Forex aik aisa kam hay jisay her koi karta hay or her kisi ki need hoti hay to wo is ka main ata hay is liay is kam ka acha khasa advantage hay so Forex need hay ger kisi ki but is main greed ni karna chahiay.
      • #138 Collapse

        bilkul ham es business ko es lie join karte hain ta k ham financial strong ho sakain ham apni needs ko pora kar sakain magar es business ko seekh kr kuch log zyada se or zyada ka shoq rakhte hain or es situation main wo apna sara profit bhi loss kar dete hain so behtar hai k km par he shukar ada karen or kbi bhi lalach ko khud main ane na dain
         
        • #139 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
          Bilkul Sahi keh Rahay hain Aap,is Doooour main har insaan ko paisay ki Zaroorat hai... Or haq halaal ki Rozi kamanay k liye Forex trading ek intehai behtren buisness hai.. main Samajhtaa hon K hum Forex ko behtar Andaaz Main sekh kar is Say Acha munafa Kama Saktay hain,trading K Dooraan emotions honaa yakeni Si baat hai magar ap jaisay jaisay Experience Gain Kartay jatay hain aap ko emotions par control Karnay k Tarikaa Ataay jatay hain...or tab Aap behtar Andaaz main Trading Kar saktay hain
          Haan yaar har shakhs isi justojo me laga howa hai ke us ko achi aur haq haalal ki rozi mil jaye jo ke forex se hum trading kar zariye kar sakte hain forex ko hum learn kar ke is se achi earning kar sakte hain....
             
          • #140 Collapse

            i think dear ke mein tou yahe suggestion don ga ke ap kabi be forex mein greedy na hon q ke sab se zhada log forex mein ager apna loss karte hain tou wo greedy hone ki waja se hote hain is liye hmein cahye ke hm forex mein greedy na hon r is mein experience banye
            • #141 Collapse

              greedy is not good in forex people can doing this working in home forex great job for us people like it forex good for you people can working in home
              • #142 Collapse

                exaclty forex trading k is forum py log aksr isliye aaty hain q ky wo apny maali haalaat ko behtar bnana chahty hain aur jab wo ismai faida dekhty hain to wo mazeed lalach mai aa kay aur harbay istimal krty hian. jab kay business mai aik calm cool composed mind chaiye jo kay waqt ke nazaqat ko samjhay aur khud ko usky mutabiq dhaaly baaqi aik acha business krk aap hamesha acha kama he sakty hain
                • #143 Collapse

                  Forex k andr agar ap ko kisi paisy ki need ya zarorat hogi to ap is kam ko imandari k sath krain gy aur agar ap ko greed ya lalach hoga to ap is kam ko beimani sy krain gy Allah tallah hamain is kam ko imandari sy krny ki taufeeq naseeb farmay.Ameen
                  • #144 Collapse

                    dear kisi bhe kam main greed nai krni chahye because greed sae siraf nuqsan ne hota hai faida nai hota mera khayal yehi hai k forex ko achi tarah samjh kr learn krny k bad demo main prectice k baad real work krna chahye
                    • #145 Collapse

                      wase tu forex trading ke business main her baar greed karne ki waja se loss hota hai but kabhi kabhi greed karne ki zarorat bhi par jati hai wo is liye kyoun ke jab ap ke daily ka target pura nahi hota tab but ye dekhna chiya ke ap jo greed kar rahe ho os ko analysis ap ne sai tor per kar liye hai ya nahi
                      • #146 Collapse

                        First of all in the forex we have to avoid the greed and control the greed if we want to meet our all the needs, because greed is our bad enemy and the main cause of loss in the forex, due to this we can fail in the forex trading business.
                        • #147 Collapse

                          no doubt we know that forex main need b hoti hai or greed b karty hai log . daikain kabi hamian atni raqam nahe milty jitni hamari need hoti hai. or koi b ap ki need ko nahe dekhata to is lai forex se ya umeed lagana ko wo ap ki need ko pora kry gi ajeeb bat hai. lazm yah k ap apny skill ko incease kro capital ko increase kro. tab ja kar ap apni need ko pora kar sakty ho. lakin greed se door raho . apni investment k mutabik risk lo.
                          • #148 Collapse

                            ap ko ye tu pata ho ga hr business mehnat aur emandari mangta hai mehnat se kam keya jaey tu success bhi milti hai ager greed se kam leya jaey tu loss hi hota hai greed krne se kisi ka koi faida ni hota.
                            • #149 Collapse

                              yes my frnd m is bat se agree karta hn ke boht se log forex ko is liya join karte h ke wo sochte h ke wo raaton raaton ameer ho jaya gay tu aisa ni ho sakta h iske liya hardwork ki zaorat hoti r jitna ho sakta iske bary m knowledge r experince hasil kiya jaya tak profit earn kiya jaskgyr kabhi b lalach ni krni chahiy qk lalach se kabhi b insan kamyab ni ho sakta r loss hi uthta h wo so control ur emotions n be careful. do not be greeded
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                forex trading aik bohat acha business hai is mai is mia ham jitni hard working kary gy hamary pass utna hi knowledege or experience ay ga ham is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain forex trading mai mai hamary pass knowledege or experience ho ga tab hi ham is mai earning kar sakty hain is mai ham learning kary gy tab hi earning kar saky gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X