Forex Is hard working business.Not Shortcut Method of earning.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    bhi apki post mjhy bht achi lgi hum is ba ko soch soch k khush hoty rhty hen k hum ghr bethy earning karengy lykin forex kya hy ya rading karni kysi hy ye humen pta he nhi hota humen forex k baary men phly jaan lyna chahye then hum kch bhi earn kar skty hen jitna chahen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      dear forex ek hard working business hy is mein short cut waly ki koi jaga nahi hy, Q K ye ek risky busines hy is mein sirf profit hi nahi hota loss bhi ho jata hy, agar hum ek successful trader banna chahty hein to humein is mein kafi hardworking karna ho gi
      • #648 Collapse

        brother ap ny theek kha yeh forex hai ager hum forex me hard working ni kre gain to loss k chance zaida hote hain or hame forex me loss ho jata hai is me ap koi b dost shurcut method na use kre us sy apko loss hi hota hai ap hard working kre ap ko acha hi profit milly ga
        • #649 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: shahzad2 پيغام ديکھيے
          na bhai main to yea nahe kah sakta kay forex is hard working business not shortcut method of earning business kukay main nay bazatay khud koe hard work type ke chez is main nahe dekhi jo is kam ko hard banaya so it is easy to work
          Bhai jaan ap is kaam ko seriously nahi karte shayyad is waja se ap ko ye kaam asaan lag raha hai is me hume kafi hard work ki zaroorat hoti hai hum jitni mehnat is kaam me karen ge utna hi faida ho ga hume.....
             
          • #650 Collapse

            jab hum forex main new atey hain us waqt hum isko learn kartey hain us time yeh hardwork hota hey but yeh ahista ahista jab hum is main achi trha se knoweldge aur experience hasil karne man kamiayb ho jatey hain to phir yeh hamrey lyie bohot hi easy ban jata hey.
               
            • #651 Collapse

              nai yaar aysa nai hy forex main humian hard work nai krna prta bl k humain yahan samart wor krna hota hy kiun k hard work to kisi bojh ko uthany k liy istmal hota hy or han ya theek kha aap ny k yahan koi short cut nai hy
              • #652 Collapse

                g haan forex ziada hard working hai es sy hmain mentally prepared hona chahye , trade krny k lye hmain mentall ko relax krna chahye na k jaldi krni chahye
                 
                • #653 Collapse

                  gee dear ap ny bilkul sae kaha hai forex main log forex ko basic nai samjh paty jis ki waja sey buhat sey log starting main hi lose kar jaty hain aur isi waja sey log forex ko leave kar sajty hain aur dusro ko kehty hain yeh buhat mushkil kaam hai.
                  • #654 Collapse

                    mery khyal sy is business mien wohi log apna loss krwaty hai jo is business ko short time money earning business consider krty hain kyun k agr hum is business ko long term business smjh kr join kren to hum phly is business ko shi trah smjhty hain or phr earning ki traf jaty hain
                    • #655 Collapse

                      forex men hamain proper working kerni hoti hai jis se hamain achi trding kerny men help milti hai or is men koi bhi shortcut method nahi hai is ley hamain forex men hardworking kerni hoti hai or phir ham kamyab traders banty hain.
                         
                      • #656 Collapse

                        forex men hamain kamyab traders banny k ley hardworking kerni hi hoti hai other wise hamain is men loss hi khana perta hai or ye market risky bhi buhat hai jis men hamain loss hota rehta hai is ley is men koi shortcut nahi hai .
                           
                        • #657 Collapse

                          ji haan mein bhi yehi samjhata hoon k forex tarding busienss aik bohat hi acha online tarding busienss hai jiss se hum achi earning bhi ker saktey hain iss ko hasil kerney k liaye humein hardworking ki zaroorat hoti hai .
                          • #658 Collapse

                            ASA LAMA O ALE-CUM my dear friends ne forex treading hard work tu ne ha laken apne business ko income ke tarf lejane ke liya ap ager apne knowledge ko vase kerta ho tu ap ko he es kee fida malan ga
                             
                            • #659 Collapse

                              Of course right forex is so hard working trading business not any shortcut method to earn anything from it, so we have to do the hard working, and need to gain the best knowledge and experience about the live trading account, and we cannot get anything from it if we try to find any shortcut to earn.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                Bhai mujhay khud bhee bohat zyada tough lgta hay lekin phir mey sochta hon k isey itna tough hona bhe chahye kyn kay ager aik dfa ap nay iski toughness per kabu pa lia tou phir ap ko pta hay k aap is field sey kitna kuch kma sktey hen or shortcut tou khair kisi kisam ka nahe hamen eb baray ho jana chahye or khuwabon ki dunya sey bahar nikal ker is field ko dekhna chhahye.
                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                                Members hum Forex ki basic ko nahi theek se samaj patay jis ki waja se hum Forex main fail ho jaty hain.Ager hum achi learning or experience jab hasil kar lety hian tu hum asani se yeh bat samaj jaty hain k Forex ik acha business profitable es leye hain k yeh ik hard working busienss hai jis mai trader apni mehnat se skill,experience and knowledge ko hasil kar k earning karta hai.Yeh short cut method of earning nahi hai k jis mai hum apni luck ya ideas ki base pay earning karain
                                Hope hum yeh samaj jain k hum es main proper mehnat kar k he achi earning kama sakty hain.
                                Happy Posting and Tradings.
                                :cool::cool::cool:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X