Let your profits run
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Let your profits run
    Well, today I am going to share something new with you and that is 'Let your profit run'. It means that many time traders close their trades under the impression that they are going to lose, however they are running in profits but they quit very early before enjoying the full potential from their orders.

    The best thing to do, don't panic or hesitate and not try to quit your order too early. You had better make it stop on different profit levels step by step rather than quit it early.

    This will help you in enjoying the best part from your trade and get the best results from your opened trade at a time.

    From the original desk of miles ...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G ap nay bilkul thk point uthaia ha jis tarah hum forex market ko learn karty jain gain aisay hi hum kamjabi get karty jain gay iss liye zarori ha kay hum kamjabi say apna kaam karain to hum behtar tor par kamjab ho sakty hain aur agy barh sakty hain iss liye ap ko chahye kay hum achy treeky say kaam karain
    • #3 Collapse

      Base on me that is the truth it is very good for you to always allow your profit to continue moving from one level to the other that is why it is very god to be in the right trend of the market
      • #4 Collapse

        app sahe bol rahe hai aksar aisa lagta hai ke apne jo trade ke hai wo loss ke taraf ja rahe hai aur ap exit kerdete hai trades se lekin actually aisa hota nahi hai market sirf 1 ya 2 down candle stick ate hai ouske baad market phir se apke favor main jane lagte hai.
        • #5 Collapse

          g han aap nay thk kha hai aur aesa zyada tar sirf new trader kartay hain un ko thora sa profit hota hai to wo foran apni trade ko close kar detay hain jiss say wo pora faida nahi utha saktay hain.
          • #6 Collapse

            yar jab ap mehnat karo gay to ap automatically he profit kamanay lag jao gay aur jab ap rozana he time doo gay to asani say ap is kam main master ho jao gay par is kamyabi kay leya zarori hay kay ap is kam kay sath chalain maray dost . mahnat zarori hay
            • #7 Collapse

              jee sir aap ki bat thek hai main samajhta hon k is k lya zrori hai k trader ko forex ki poori maloomat ho aur us ko experience ho aur analysis kar k trade lagay tu us ko andaza hoga k trade main profit kahan tak ja sakta hai tu wo acha profit enjoyee kar saky ga
              • #8 Collapse

                Yes brother me apke post ke sath muakml tor par agree ho q ke profit plain ko run krna intehaye ahem he mere khyal me brother aur ye 1 succefuly trader he kr skta he brother
                • #9 Collapse

                  yes dear trading me aesa kai defa hota ha k hum less profit per hi trade close ker detay han kiun k humain exact market ki movement ka pta nai hota .ore hum panic se trade close kertay han k kahin hamaari trade loss me na cheli jaaey..wait zaroor kerna chaahiay
                  • #10 Collapse

                    mera bahi ap na bilkul sahi bath kahi ha ka forex trading ma pala kam karo ka sahi tara siko pir ayesta ayesta trading shoro ka ap daily ka ak achi profit kam saka
                    • #11 Collapse

                      g haan me apky is baat se agree krta hn k bht se aise trader krte he lakin apne balance ka bhe khyal rkhe ager ap k pas blance km he to long tarde na kre alki ager ap k pas balance kafy he to ap trde kre
                      • #12 Collapse

                        aik baat jo me yaha apny experience ki base pe mention karna chahta hoon wo ye hai kay is me koi shak nahi hai kay profit ko run rehny dena chahiay magar aisa hargis nahi hai kay aap ne aik blind order laga dia hai or aap is ko profit me aaty hi ye sochen kay isko laga rehny dena chahiay. Market kay rules kay hisab se jab aap plan kar kay order lagaty hain or wo order profit me aa jata hai tu phir usko run rehny dena chahaiy or ye target tak jay tu khud close ho. Is baat ka maqsad ye hai kay aap target se pehly hi apna order close na Karen.
                        • #13 Collapse

                          ham sb ko chahye ke ham apne profits ko lock krte hue chale agr ap jaldi apna order nikaal lete hai tu ap ko afsos hota hai ke yeh ap ne kya kr dya market aur up ya down hoti hai agr ap us order ko retain rakhte tu ap ko order chalta rehta aur ap sahe point pe us ko nikaal lete easy way mein
                          • #14 Collapse

                            Ji bhai apki baat main waz an hai mere bhai apne sahi bat boli hai kay apne profits ko hamain itni jaldi nahin uthana chahiye ye to nae nae log karte hain kay aye 2 4 months kaam kiya profit jitna hua uthaya aur boriya bistar band kay nikal gaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes ye bat hoti hai ky ham sab tarder loss main tu 2 din be apna tarde close nahe kerte but jes tra he tarde profit mai jata hai tu thora sa profit accept ker ky order close ketre hai jes sy ye hota hai ky ap ko aik acha tarde ka full profit nahe hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X