Gold par trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold par trading
    mere kehyal se gold par trading karna itna easy nahi ha gold ki market ki volatility bohat ha is liye gold par trade karny i liye hame demo account par gold k chart par bohat zeyada practice ki zarorat ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear gold pe trading karne k liye acount men balance kafi hona chahye tab gold ki trade karni chahye agar apke pas balance thora hai to ap gold pe trade na karen.
    • #3 Collapse

      Gold mein trading bahot hi risky hy kiyo k ek to gold ka spread bahot ziada hota hy is mein trading k liey bara capital chahiey hota hy 2nd ye k gold ki movement bahot taiz hoti hy is liey jitna profitable hy utna hi risky b hy. is liey pehly demo account per khub practice karen us k bad real account mein gold mein trading karen.
      • #4 Collapse

        gold trading men sub sy achi option he q k is men market bht tezi sy move kareti he or is men profit ka margin bht zyada he, but ye risky bhi he q k is men loss bhi bht zyada ho jata he,
        • #5 Collapse

          Gold per trading karna bohat hi danger hota he Gold ka pair to start hi -63 pairs se hi hota he to ap kudh hi andaza kar sakte hen ke Gold ka pair kitna khatarnak hota he so ap ko agar Gold per trading karni he to iske liye apke pas big capital and bohat sara experience hona bohat zaroori he agar apke pas ye 2 cheezen hen tab hi ap Gold per trading karen
          • #6 Collapse

            bro gold par trading karne k lia sarmaya be zaida chahy aur yeh bohot ricky hota hai iss lia k gold bohot jaldi aur teezi k sath up and download hota hai agr app ny gold par trading karni hai tou so please one insta forex k demo account par paractice kar lain taa k any loss sy bach saky
            • #7 Collapse

              G han gold par trading karna easy nhi hai bohat difficult hai is me risk bohat ziada hota hai or begair knowledge and experience k gold pair trading karna bohat ziada risky hai is liye trader ko chahiye k agar wo gold pair par trading kar k profit hasil karna chahta hai to full concentration and experience k sath gold par trading kare ta k wo loss kam or profit ziada hasil kar saky. Is pair me margin bohat ziada hota hai.
              • #8 Collapse

                Gold trading kabhi bhi acha trading instrument nahi raha lekin kuch log hain jo gold trading krte hai lekin phir bhi gold trading bohat hi sust kisam ki hai price arson tak ek hi level par rehti hai.
                • #9 Collapse

                  yes my apne new ana wala comer ko kaho ga wo apni trading srif currency pairs pe towajo dan ku k gold ki market un k lya theek nhi hy wahan per kam karne k lya ap k account strong hona chaye aur acha khasa experience hona chaye aur market ki moment ka pata hona chaye phr ja ka ap gold pe kam karn aur earn karn
                  • #10 Collapse

                    balkul g gold p trade kana atna asan nahe . or mazeed yh k gold p trade karna bohat risky hai. q k is ka spread bohat zyda hai. or jiss ka spread zyda ho ga is ki thori se movement se bohat profit ya loss hota hai. or mazeed yah ka gold effect b bohat factor se hota hai. to gold per trade karny k lai ap zyda chezo per dhyan dena parrta hai. is lai gold par is wakat trade karain jab ap k pass good capital mojood ho.
                    • #11 Collapse

                      maray bhi gold par trading to bhot he khartar nak ha is main agar kam karna ha to ithat sy kam lain aur jetna jaldi ho saky is kie trade main sy neklny kie koshaishkeya karin ta ky loss kam sy kam ho sakty
                      • #12 Collapse

                        yes aap na theek kaha ka hum gold par tab tak trade nahi kar sakty jab tak hum ko gold ka bara ma knlowedge na ho ku k gold sab se high market ha.
                        • #13 Collapse

                          Gold trading ka liya ap ka kafi experienced hona lazmi ha , aik aam trader kabi b khud ko gold trading mein nai laa sakta kun ka yah teradingkafi musshkil hoti ha baqi trading ki nisbattan yahn achanak change aati ha...!
                          • #14 Collapse

                            blnce ziyada hona chahye gold ki trading bhot ziyada risky hoti hai isi liye main ne to aaj tak gold mein trading nahi ki is se account wash bhi ho sakta hai o ap kudh hi andaza kar sakte hen ke Gold ka pair kitna khatarnak hota he so ap ko agar Gold per trading karni he to iske liye apke pas big capital and bohat sara experience hona bohat zaroori he agar apke pas ye 2 cheezen hen tab hi ap Gold per trading karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              gold one of this but its not my way in trading because i see its haram and i am not with trade in this dear
                              because i want success in forex because its good to me when i trade one currnecy its good to me

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X