Fear and trad
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yes dear i agree with u ke forex mein ap ko fair hona chaye tab he ap is mein success ho sakte hain other wise ap is mein success nai ho sakte hain r mein ap ki is bhat se be agree hon ke zhada tar trader forex mein apne emotions pay control nai rhakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Fearap ko loss ka hona chahye magar trading ka ne kiun k mere khayal me agar aap trading ka fear rakhtay han to aap trade ne kar sakain gay ur agar aap loss ka rakhtay han to aap soch samaj kar trade karin gay
       
      • #18 Collapse

        Fear boht hi harmful he forex trading kay liye, fear mein agar ap right analysis bhi karin gay to ap ko confidence nai hoga khud pe k mein right hon ya wr0ng, fear ko dour karin demo mein trading kar k ta k wo fear ap ka khatam ho.
        • #19 Collapse

          Dear ap jab forex mai trading karte ho tu ap ko agar tu profit ho raha ho tu ap ko confidence aata hy but agar ap ko loss ho raha ho tu ap ko bura lagta hy aur loss ki waja se ap k mind mai loss aa jata hy jo k ap k liye boht buraa hota hy jab tak ap learing nhn karo gy es maslay ko thek nhn kar sako gay....
          • #20 Collapse

            Yes dear you are right ek trader Forex me dar kar trading kar k profit hasil nhi kar sakta or agar trader dar kar trading kar raha hai k kahi us ka capital loss na ho jaye to wo darr us ko confirm loss de sakta hai is liye trader ko chahiye k trading ko easy le or dar ko khatam kar de kyu k dar ki waja se trader ki concentration bhi trading par nhi rehti or wo hardworking karny se bhi kasir rehta hai agar wo full concentration k sath or hardworking k sath or without fear trading kare to wo trading me low risk k sath ziada profit hasil kar sakta hai.
            • #21 Collapse

              G han trading ma apny capital ko save krty huy trading krni chahy. agr aap apny capital ko he save nhe rakh saky tu ap aap buht jald market sy out hujaingy. es liy bhtr hy k jb bhe koi new trade open karen tu us sy pehly us ki market history ka achi tarha sy analyst karen or pair ki pips movement pr specially concentrate karen k wo ks waqt ks position pr tha or aap ju aap trade lga rahy hian us ka aap ko kia benefit ml sakta hy.
              • #22 Collapse

                G ha sir forex me ap ko risk sy our fear sy bach kar he trading karni chaye q k forex me ap ko us chez ko bilkil he use nahe karna chaye jis me ap ko loss ho ta ha our forex me ager ap ko loss ho jata ha to ap ko pehly wo loss pora karna hota ha.
                • #23 Collapse

                  App ko is main kam ko samaj kar karna ho ga warna app har time dar kar hi aur na dekh kar hi trade main hi loss ho jye ga aur app ko is main jitna bhi time mile is ki study aur is main kam karne ki strategy bana ho ge phir app kamyab ho jye ge .
                  • #24 Collapse

                    Fear to waise hota he hai forex trading main, or i think 2 cases main fear zyada hota hai, jab aap forex main new or inexperienced hon us waqt, or is k ilawa jab aap bohat bari investment karain, so fear hona bura nahi b
                    • #25 Collapse

                      forex main trading kerne ke liye sub se pehle apne daar ko khatam kerne ke koish kerhe kyn ke daar apka dushman hai aur trading kerne main daar ka koi kaam nahi hona chaiye.aur agar khatam kerna hai daar ko tou apne knowledge ko increase kerhe.,aur practice kerte rahe.thanks.
                      • #26 Collapse

                        fear no its not here and i am not with fear because i don`t like this and i am not use this in trading dear
                        if you learn good the using always will make you best dear but you learn good its will make you not fear
                        • #27 Collapse

                          fear boht bure cheez hai aur app ko es main boht loss hota hai so fear se door raho aur app ko es main fear factor se door hona hoga tua pp es main confidance se ache result nikal skte ho fear aur less confidance app ki performace ko barbad kar data hai so es ko apne trading se door karna chahaye hai
                          • #28 Collapse

                            g han trade karty hoey bilkul insan k mink men darr rehat hy k kahen mujhy loss na ho jaey is liay hamesha safe trading k leay
                            lot k size kam sey kam rakhen
                            • #29 Collapse

                              trading aik aisa business hay jis main hamain apnay fear per qabu pa ker trading karni hoti hay kun kay main to y samjhta hun kay ye dunya ka sab say risky kam hay kun kay agar is main hamain profit milta hay to loss bhi usi ratio say hota hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                many buhat say logo ku trading karty huwy darty dekha wo yee sochty unhy loss ho jana haie lekin mera jaha tak khyal hai loss busines ka aik hesa hota hai lekin hamy koie bhie kam karey khud min cnfdc rakha kay kary dar be ka hum jtna kam kary gy hum utna loss karwa sakty haien kun kay dar ki waja say hamra mind upst ho jaat ahai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X