control your emotions and stay focused
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    yah to amm dekaha gaya ha ky jub bhe ham trade karty han to bhot jazbati ho jaty han aur is sy hamain bhot loss hota ha kuch ham galat trades laga daty han aur kuch ham galt jaga py trades closs kar daty han is sy hamra kafi zayad loss hota ha ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      jub tak ap apny ap per conrol nai rakhy gy tub tak ap kuch hasil nai kar pa skty kyu k is business ka hasul yeah apny yemyyotion py mukamal kabu rakhna per ta kyuy k is main bhyty s aisy faislo ka time hota hai jo bht mushkil hota hai ...
      • #108 Collapse

        Hmm forex mein emotions pe control karna aur apni trades pe focus karna bohat zaroori hai,agar apki apni trading pe se concentration lose hogi to phir ap apna analysis theekse nahi kar payenge aur phir apko loss bhi hosakta hai.
        • #109 Collapse

          G bilkul i agree with you aksar loag emotional ho jatay han ur un ka focus hat jata ha kam se is waja se k wo emotional ho kar ghalat trade laga jatay han ur unko loss hota ha ur wo disheart ho jatay han k ab hum ye kam ne kartay halan k unko relax rehna chahye ur consistancy se kam kartay rehna chahye
          • #110 Collapse

            bhai g bilkul hamin apne emotion pe control rakhna chiye ye sb se bari galti ha hmari hum emotion ko kabu me nhi rakh skte ye sb jante hain k forex me emotion ko control krna itna asaan nhi ha lekin jo control krte hain wo acha profit utha lete hain ..
            • #111 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
              forex trading me humen apny emotions per control rakhna chayay aur kabhi bhi emotions me a kar ghlt decission ni lena chayay kun k forex trading me zara se ghalti boht loss karwa skti hai ,, ek trader ko apni trade per focused rahna chayay..
              Dear forex jaise business mai ap ko emotion jaise kisi cheez ki koi zarort nhn hy agar ap chahte ho k ap acha kam karo aur earning karo tu ap es business ko seekho aur os waqt tak es pe kam mat karo jab ta ap apne ap ko es kabil na smjh jao k ye kam karta hy ya nhn....
              • #112 Collapse

                ji haan dear bahot achaa sawal kiya hai mera khayal hai ke ham apna emotion ko control mein karen toh ham faide mein reh sakte hai our agar focused bhi nahi hoga phir bahot nuqsaan hoga be carefull.
                • #113 Collapse

                  i agree with you trader ko apny emotions par control karna chaheay,aur apni pori concentration trading par karni chaheay,ek acha trader apny mind ko relax rakh kar hi kohi decision laita h
                   
                  • #114 Collapse

                    ha g bhot achi bat kahi hay ap nay aik trader ko apni trading per focused rahna chya tori c galti ap ko bhot zada loss key karib ly ja sakta hay or forex trading may jitna ap apney emotion ko control karo gay otna ap kamyab ho gay or agar ap forex tarding may apney emotion ko control nay karo gay to ap forex trading may ap ko bhot zada loss b ho sakta hay ap ko apny emotion ko control karna cheya
                    • #115 Collapse

                      forex trading mai apni emotion par controll rakhna boht important hay because jazbat mai akar ghalat faisalay he hotay hain kuch log apni emotion par control nahe rakhtay hain jis ki waja se aunko loss ho jata hay
                      • #116 Collapse

                        Trading ke doraan hum sirf faida ka hi sochte hain jo hamari emotions ko sirf faide se attach kar deta hai jo sarasar ghalat hai, agar trade aapki nuqsaan uthaane ki had se girne wala ho to band karna hi munaasib hai, ek aur baat bar bar trades ko check mat karen is se aap ko lagega ke shayad aaj faida hi nahi hoga, yeh sabar se karne ka kaam hai.
                        Control your emotions yaar.. haha
                        • #117 Collapse

                          Forex main trading k waqt hamein confused nhi hona chaein aagr hum, confused hue to hamei loss k honay k boht chaences ho sakty hai . Forex trading main hamein confused nhi hona chaein .
                          • #118 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                            forex trading me humen apny emotions per control rakhna chayay aur kabhi bhi emotions me a kar ghlt decission ni lena chayay kun k forex trading me zara se ghalti boht loss karwa skti hai ,, ek trader ko apni trade per focused rahna chayay..
                            G han trading main humain apny emotions per controll karna chahiye aur bikul relax ho kar trading karni chahiye aur jaldi main koi decesion nahi lena chahiye balkay soch samjh kar decesion making karni chahiye.
                            • #119 Collapse

                              forex trading aik bohat acha business hai is mai hamy doran trading apny emotion par kabo rakhna chahiya or is mai hamy emotion mai a kar koi ghalat faisla ni karna chahiya q k hamari aik ghalti ki waja sy hamy is mai loss ho sakta hai loss sy bachnay k lia hamy is mai apny emotion ko control mai rakhna chahiya or is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni he earning kar sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                jee jab bhe bhe apko loss hota hai to emotions per control bohat zaruri hota hai balkay us time emotions per control kar k apnay next target ki taraf focus karna chaheye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X