yoga is necessary during trading what do you think?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yoga is necessary during trading what do you think?
    yoga bohat zarori hai aap jab trading karte ho tab to specially yoga aap ka mind fresh karta hai aap ko sakoon provide karta hai aap kia sochte hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yoga zaroori nahi forex trading kay liye jab hamary pass acha knowledge ko to hum relax ho kar trading kar saktey hain aur agar koi yoga karta bhi hai mind ko fresh kar ke tab bhi theek hai.Fresh mind se behter decisions hoty hain.
    • #3 Collapse

      han bhai ap bilkul thek keh rhy hen yoga boht zarori hy trading syru krny sy pehly q k yga sy ap ka mind fresh rehta hy or taza dimagh boht zrori hy trading me kamyabi hasil krny k liy agr ap yo ga nahi krty to ap ka dimagh fresh ni rhy ga or ap kamyabi hasil ni kr sko gy bs pehly ap yoga kren pir tradng kren
      • #4 Collapse

        rigt mere khayal main bhi all traders ko forex trading main or aam practical life main bhi tandurast or sehat mand or khas toor pr kuch seekhny k liye or theak faisly krny k liye youga buhat best hai forex trading tu hai he total mind business then iss k liye tu youga must he samjho
        :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
        • #5 Collapse

          main Aap Ki baat Say agree hon,yoga Best hai main khod personaly pehlay ye thread open Karnaa Chahtaa thaa magar ap nay kar Di :) Yoga K buhaat Saray faiday hain jin dostoun ko shikyaat hai K wo gree par qabo nahin Paa Saktay yaa concentration nahin Rakh Saktay unhain yoga Karni Chahiyee,forex totaly damagh Ka Kaam hai apnay Damagh Ko hazir rakh Kar Drust Moukay Par Drust Faislay karnay say he forex Main Kamyabi Milti hai
          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
          • #6 Collapse

            yoga karna apkay liyay bohot healthy hota hai lekin mera naheen khayal kay forex mein trading k liyay yoga necessary hai. balkay meray khayal se to forex or yoga ka door door tak koi taaluq naheen hai.agar ap aisay e yoga karna chahain tou apkay liyay acha hai.
            • #7 Collapse

              Assalam-o-Alaiqum, han bilkul during trading it is necessary to be calm and think a bit different to make your mind ease and then start trading again agar aisa na kia tou mind apka slow hosakta hai jiski waja se shayad ap koi ghalat kaam kr bethain
              • #8 Collapse

                i hvent dne yoga during trading yet!!!!! but if u r saying that it is profitable then it might be profitable nd i'll pnder o..ver this advise of u..
                • #9 Collapse

                  gi ha janab app jab yoga karta ho to to ya gtreading ka liya bohet achi cheas ha is sa app ka mind fresh hota ha app ko sakon milta ha or koi zahni tanao nahi hota
                  • #10 Collapse

                    mara tu khal mein yoga necessary nahi hai trading k duran forex mein jab hum trading karta hain aur agar hum achy trading k baad wait karta hain tu wo he humara liya zaroori hai aur koi bhi cheez forex mein trading k during must nahi hoti hai forex mein wo he earning karta hain jo forex mein achy trading karta hain.
                    • #11 Collapse

                      bhai main nahi manta ke insan ko mind fresh rakhne ke liye yoga zaroori hai ... insan khud apne aap ko fresh rakh saka hai jis se mind fresh reh sakhta hai .... agar insan koi tension na le to fresh hi reta hai or agar aap ka mind fresh nahi hai to aap 1 cup coffee pi lain to aap ka mind fresh ho jata hai yoga se lazmi nahi hai mind fresh rhy .....
                      м.αqєєℓ ѕнαнzα∂
                      • #12 Collapse

                        yoga waqai zrori hy while trading q ke jab tak ap apny mind ko cool ni kr lety ap ka mind hyper rahy ga or ap achy se trade ni kr payen ge or ap ko trade krny me achi khasi problem face krna par sakti hn
                        • #13 Collapse

                          zaroori nahi forex trading kay liye jab hamare pass acha knowledge ko to hum relax ho kar trading kar saktey hain aur agar koi yoga karta bhi hai mind ko fresh kar ke tab bhi theek hai fresh mind se behter decisions hoty hain
                          • #14 Collapse

                            han ji kyoun ke forex trading ki market main mind bht zayda thak jata hai tu ap ko chiya ap apna mind kuch deer ke liye fresh kar len is ke liye ap ko jo bhi munasib lagta hai ya ap jis tarha se apna mind fresh karte hain os tarha se fresh kar sakte hain aur wo yoga bhi ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yoga bro ye kia cheez he mene iske bare men nai janta pata nai kia cheez he forex trading men apne mind ko fresh karne ke liye admi ko order laga kar acquire revenue set karke aur stop loss set karke leave hojana chaiye kyoun ke markit per bethne se bohat side effect hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X