panic greed or hurry?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Forex is very risky business. we can earn money fast and lossm iney very s3ift. We shoul always avoid panic and greed otherwise we failure in trade. Never hurry plan ot take earn money.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      panic greed hurry ...Panic..: Sudden great fear especilally that spreads fluctuation in the market
      Greed especilally when you want too have more with less investment even in bad situatation with no planning knowledge
      Hurry without proper planning just use of guess...
      ..These all situations cause you a Great loss...!!!!
      • #138 Collapse

        yeah 3 cheazain hurry greed panic is ko apna ap dusman sumj sakty ho jo ap k damag ko khrb karti hai aur trading main nusksan dyny k siwa kuch nai dyti is liye apny ap py control rakhna zarori hai chaye kuch b ho sabar sy kam lain ap sai step lo gy phr.
        • #139 Collapse

          bhai jan forex aik best business hai is business me greed nahi karni chahiye kabhi bhi hum ko na he panic lena chahiye kisi kisam ka or jald bazi to hargiz nahi karni chahiye kiun ke aisa karne se he hum ko loss hota hai .
          • #140 Collapse

            forex main ye dono hi chezen nuksan deti hain yani ke zaida lalch aur ya buhat jaldi trade lagane main.trade lagane se pehlay market ko buhat achi taran analyse karna chahye aur phir hi trade open karni chahye
             
            • #141 Collapse

              jee forex trading main panic aur greed dono he bohat he zayda dangerious bat hai is ke waja sy expert tarder be loss ker dyte hai apna jes waja sy un ko loss hota hai forex trading main
               
              • #142 Collapse

                Greed se ham hmesha faida hasil nhe kar sakty es liye ye buri ceez hai aur na he hamen jaldbazi se kam lena cahiye ham forex main slow profit te bhe success bna sakty ahin.
                • #143 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima anam پيغام ديکھيے
                  dear members i have a question for yo..panic greed or hurry in trading which one is worst for trading?and if they are worst then why?what are their effects on trading?give me a detailed answer and please be specific....:rolleyes:
                  Forex trading main lalach aur jald bazi dono he buary hay lalach ki waja say hum profit samit investment bhi loss kar sakty hay aur jaldi ki waja say humara trade galt bhi lag sakta hay.
                  • #144 Collapse

                    in dono cheezon ka forex me koi kaam nahi hai agar koi b in cheezon ko forex me lata hai to wo apna he loss karwata hai hame yaha pay kabhi b juld bazi me koi aesa faisla nahi lena chahye jiss say hame nuksan ho.
                    • #145 Collapse

                      bhai mere khyal sa to theoun hi cheez bohat anti trader hain kiyn kah greed ki waja sa app zada sa zada trade open karo ge and panic ki waja sa app bekar trade open karo ge and haste ki waja sa bhi and ultimately 3oun hi cheezein app ko loss hi karein ge aur kuch nhi .
                      • #146 Collapse

                        dear in forex trading business panic greed and hurry both are the worst enemy of frex trader in forex trading business a tradr should do trade with cool mind th reason of it is that forex is a risky business so a trader should away from greed and hurry
                        • #147 Collapse

                          bhai maray agar aap forex par kam kar k acha profit hasil karna chahtay han to aap ko in cheezon sa door rehna ho ga or aap ko in chezoon ko apnay mind sa bilkul nikalna ho ga keun forex par lose unhi ko hota hai jo ye 3 cheezon ko use kartay han
                          • #148 Collapse

                            forex main greed or panic nahi karni chiyay. greed or panic say ap ko loss hota hai jis ki waja say ap apna balance loss karwa kay khatam kar daitay ho. experiance kay saath trading karein.
                            • #149 Collapse

                              yes panic greed or hurry ap key bohat tension dey saktey hai aur ap ko boaht ziada loss me ley kr ja saktey hai is leye is se bachey aur hemesha trading krtey waqat sirf news aur market ko dehan me rakhey to betar hai warna loss he ho ga..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                mery khalial main teno chazian he business ke laye nuqsan de hian, why,
                                1. Lalach Bore Bala Hain
                                2. Jaldbazi Shatan ka kam hai
                                3. Hamesha cool mind or easy ho kam karne main he faida hain na k panic hone main.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X