ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    forex ma wo log failure han jo forex trading k baray ma nhe jantay hn. wo just bones get karnay ko he ahmiyat datay hn. or forex trading ko nhe samjhty. trading sa kyn k most of the people familiar nhe hotay hn. isi lye hamain phly trading k baray ma learning karni hoti ha. taky loss sa bach sakhain.
    :cool::cool::cool:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      forex ek risky business he is hmen patience se kam lena chaiye aur greed nhi karna chiye. is me loss us waqt zyada hota jab hm greed me aa k prpper time pe trade nhi karte aur bonus babdne ka wait karte aur is se hmara sara bonus loss ho skta he. agra mrkt opposite chali jaye to
      • #543 Collapse

        bhai jan forex trading mi lalchi hona asal mi tuqsan ho jata ha , or ie mera experience ha agar ak trader forex trading money manage ka bohat zioyada kiyal rakhy or deposit ke lehaz se forex trading kary tu us ke profit kr ratio 70% bho gi or ziyada ter forex trading mi kamyab ho ga................
        • #544 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
          asa to forex pa bht sa log trading krata han or loss or gain b hota ha but wo kon sa point ha jis ma hm khata han k ab forex pa rahna ka koi faida ni ha kab asal ma failure hoti ha kew k loss is not failure explain
          dear mery khayal main forex main failure srif aur srif lalach ki waja sy hota hy ager hm without greed kaam karty hain tu hm ko loss nai uthna parta
           
          • #545 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
            asa to forex pa bht sa log trading krata han or loss or gain b hota ha but wo kon sa point ha jis ma hm khata han k ab forex pa rahna ka koi faida ni ha kab asal ma failure hoti ha kew k loss is not failure explain
            merey khayal sey jab logon ki trades lagi hoti hain aur news chalti hai to ya to unko bht loss hota hai ya phir faida magar loss itna hota hai k account khali hojata hai.
             
            • #546 Collapse

              brother forex trading main loss hona koi badi baat nahin hai kyun kay loss to sab ko hota hai lekin ager musalsal loss he ho raha ho tab insaan aisa sochta hai kay ab yahan nahin invest karna asal main log apni mistakes se seekhtay nahin hai aur wohi mistakes dobara kar kay loss main rehte hain.
              • #547 Collapse

                forex mai kuch log apna paisa har jate hian kion ke un ko fooirex trading ke bare mai ilam hi nahi hota app ki investment hi apko earn karwati hai lekin us ke liye app ko experienced ki bhi zarorat hoti hai
                   
                • #548 Collapse

                  mery khyal main failure ki asal waja hai. wo with out traing trade karna hai. q k ham janty hai. k forex aik achi site hai. jo bohat income day sakti. to log is ko samjhy baghar trading shro kr daity hai. jo phir un ki loss ki waja banta . or loss ki dosary wja greed hai. kai log janty hau b forex main greed nahe chalta tab b lalach shro kar daty hai or at the end wo loss kar jaty hai. agr hm un ko cover karain to loss se bach sakty hai
                  • #549 Collapse

                    Jahn tak mei smjta hun forex trading me asal failure loss ka hona nahi hy. balky har tukky se trade kerny wala and per bhe bad money manamgent ko use kerny k sath order open kerna asal failure hota hy jis me koi surety nahi hoti...
                     
                    • #550 Collapse

                      forex main nakam hony ki sub sy barhi waja lalach hy jo lalach karta hy usy loss hota hy is sy wo profit b chla jata hy jo hasil kia ho is liay greed sy bchyn or sabr sy kam kryn jina profit hasil ho us py shukr kryn
                      • #551 Collapse

                        mery khayl k mutabiq to forex mein fail wo log hotay hain jo k lalach kartay hain.q k lalack chakar mein wo log wo bhi hath se gawa beathtay hain jo profit un logo ne earn kia hota ha forex ek acha business hy
                        • #552 Collapse

                          Need and Greed


                          FOREX RADING MAY LOD GREED KARAY HAY OUR GREED KE WAJA SAY LOG LOSS KARATY HAY FOREX TRADING MAY GREED NAI KARNE CHAHAEY BAS AIK TARGET RAKNA CHAHEYE OUR US KAY BAD UTNA BALANCE BANA KAR
                          • #553 Collapse

                            Frex business mein failure ki sab sy main waja ye hai k jab ap forex trade ko without learning k karo gy to tab apko problem hogi jab ap apna mind negative rakho gy or jald bazi karo k achy trend ka wait nahi karo gy to tab apko loss he hoga is business mein tab ap k sab plan fail ho jaye gy....
                            • #554 Collapse

                              agr apko is kqa bar ma pat ni ap na is ka demo account ma kam i kay ha to ap ko is kam ma loss he ho ga is ka bar ma jan ho ga ahg=gr ap kois ma kamkarnha traing karn ho ge demo account a ap kotraiung karn sa he ap kois ka bar ma pat cal ga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                I think the main failure is the fail to complete learning the forex business. so we have to learn the business well to become a successful trader.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X