Gold main trading strategy hedging hoti hai aap ki ya scalping?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold main trading strategy hedging hoti hai aap ki ya scalping?
    Gold main aap log kis strategy sa trading karte hein aap ka maqsad sirf hedging hota hai ya aap tecnical analysis kar kai instant order laga kar t.p. s.l. set kar kai normal trading karte hein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gold trading kafi difficult hai kun keh is main right direction main trade lagana dushwar hota hai. Gold trading kay liye hamain chahiye ke small lot use karen aur scalping karen matlab keh agar trade loss main chali jaey to us ko hedge kar key profit kama lain.
    • #3 Collapse

      Gold mein trading karna achi bat hai is se profit bhi acha hota hai lekin ye thora complicated bhi hai Gold mn trading karna kyun kay is mein UDS our Eur ko dekhna hota hai our market ko follow karna hota hai t.p. s.l. set kar kai normal trading karte hein.
      • #4 Collapse

        main Gold main he Trading Kartaa hon or Trading Kartay Waqt Specialy USD Ki news ko dekhtaa hon Sath main USD index par khas nazar Rakhtaa hon,Gold ka or USD Ka Co Relation hai jab USD index nechay jataa hai Tou Gold Ki price up hoti hain or jab USD index up hotaa hai tou Gold ki price Down hoti hain,Sath Sath main AUd ki movement par nazar Rakhtaa hon or Chinese or indian Economy par bhi nazar Rakhtaa hon,ye news waghera par Depend kartaa hai k agar Koi High impact news na hon tou Main long Term Trading Kartaa hon nahin Tou kam Az Kam intraday trading meri Fav hai,us k ilawa Kabhi kabhi gold min Scalping bhi Kartaa hon magar Scalpng bhi kam az Kam 0.01 ki Lot par 0.50 profit tak ki
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #5 Collapse

          bhai heding karna asaan hai magar heding handle karna bohot hi mushkil ho jata hai is liye me to scalping hi krta hun hedging nahi ki jaati mere se
          • #6 Collapse

            aksar log GOld ma trading akrty ha an gold ma trading k liye zarori ha k news py nazar rakni chaye ose apko fadaia mily ga and profit b mily ga bht zayda
            • #7 Collapse

              bhai me nay ajtak gold me trading nahi ki hai ku k na he meray pas koi itni khas investment hoti hai aur jo b hotay hai wo aglay month ka bonus anay say pehlay he me loss kar deta hon abhi me khud ko maintain kar raha hon.
              • #8 Collapse

                bhai gold trading boht he risky ha. or is k lye boht bari investment cahyhe . ma mostly just currencies pairs ma he trading karta hon .but mane jub gold ki trading ki to mujhe boht baray baray losses ko face karna para or 1 he order ma mara account null ho gaya .or mujhe order close karnay ka bhe time nhe melaaa. isi lye gold ki trading k lye hamain boht bari investment chaye.
                :cool::cool::cool:
                • #9 Collapse

                  Currencies trading ki nisbat gold trading ki fluctuation ziada tez hoti hai or mery hisab se humen ziada focus currencies ki trading par karna chahiay kiun kay in me hum apny risk ko easily manage kar lety hain jab kay gold me jab hum loss me aa jaen gay tu bohat hi short timing me hamara account wash ho sakta hai. Gold trading karny kay liay big amount of capital hona zaruri hai.
                  • #10 Collapse

                    scalping trading achi hoti he kunke app short term scalping karke daily basis pper profit hasil kar skate ho or gold me mene abhi tak scalping trade nahe ki kunke mjhe ziada time nahe howa he trade karte hwe or me currencies per trade lagata hun or iske baad sekeh kar gold per lagao ga
                    • #11 Collapse

                      gold mein trading baqi trading se thori mushkil hai aur is main investment b ziyada zaroorat hoti hai. gold trading main lot size kam rakhain. agar aap new trader hain to best option to ye hai k aap gold ke trading na karain jab tak k acha experience hasil na kar lain
                      • #12 Collapse

                        bhai baz ouqaaar ro gold ki movemnt he itni fast hoti hy k trade lgaty huwy SL or TP yaad he ni rhta ya fr dyty he nhi hen q k SL to men use he ni karta or close bhe appni marzi se karta hun so zrurat he ni parti
                        • #13 Collapse

                          Gold trading kafi difficult hai kun keh is main right direction main trade lagana dushwar hota hai. Gold trading kay liye hamain chahiye ke small lot use karen.main Gold main he Trading Kartaa hon or Trading Kartay Waqt Specialy USD Ki news ko dekhtaa hon Sath main USD index par khas nazar Rakhtaa hon
                          • #14 Collapse

                            Gold min aap log kis strategy sa traing karte hein aap ka maqsad sirf hedging hota hau ya aaptecnical analysi kar kai instant rder laga kar ////
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mene kabhi gold me forex traing nahi kiya hai mene sirf currency me hi tradig kiya hai t mujhe nahimilum ki gols me kon sa tarika hota hai jise huem gold me bhi bahut sara profitbans akte hai is liye hume sirf currency me trad karana haijab tak isme bhi hume bahut sara profit banana na sikhe

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X