Forex me lose.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me lose.
    Har new tradr apny apko expert tradr q smjta he?
    Wo kisi expert teacher se q ni sekhta?
    Aur ziyada tar tradr aam teacher se q sekhty hn jisko khuch b pta ni hota,
    merd khiyal se us expert teacher se sekhna chahiye jo 10,15 saal se forex me ho.aur pehly us ki statment chek krni chahiye phr us se sekhny ka faisla krna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear aap ne theek meshwera diya ha k kisi teacher se seekhna chaahiay lakin humain teacher mil nai sekta .ore me to is forum ko hi apna teacher semejta hun yahan se me ne forex k baarey me biht kuchh seekha ha ore abi bi mazeed mihnet ker raha hun
    • #3 Collapse

      Sir ji aesa nhi hy main idhr new hun laken main khud ko expert nhi samjhta main idhr apny kuch friends say sekhta hun jo k mery pas uthty bethy hain. wahi mery teacher hain. aam trader sy islea sekha jata hy k wo kitny knowledge less hain or ek achy teacher sy islea sekha jata hy k un k pas real knowledge hy jo k hamy learning main help krti hy...
      • #4 Collapse

        forex trading business me sirf loss hi nahi ha profit be ha ager ap is business ko seekh kar experince bana kar karin gy to ap is business se boht profit be hasil kar skty hain so loss un ko hota ha jo is ko seekh kar experince bana k nahi karty
        • #5 Collapse

          forex me loss un ko hota he jinhonney forex trading sahi se nhi sikhi hoti or wo apney ap ko trder expert samjhta he halakey wo blkul bewakof hota hai
          • #6 Collapse

            Kisi bhe business may profit aur loss dono sath hoty han aur hamian un mistakes ko dohrana nahe chaiya jis say loss hota hay forex trade may bhee agr aap learn kiay baghair aur without experience trade karty han to loss k chances zyada hoty han is liay loss say bachnay k liay learning must hay
             
            • #7 Collapse

              forex trading mai hamy loss sy bachna chahiya or kisi expert teacher sy guidnec laini chahiya jis ki waja sy ham aik kamyab trader ban sakty hain hamy kisi aam teacher sy trading ni seekhni chahiya warna is sy hamy loss ho jy ga is mai ham jitni learning kary gy ham utni hi earning kar sakty hain
              • #8 Collapse

                forex main yakenan loss tu hota hi hai lekin ager ham lalach na karain or isey thek tarah se karain tu hamain isi main se hi faida bhi ho sakta hai, is liye aap ye mat sochain k is main loss nhi hota, loss tu hota hi hai kuch na kuch, is liye loss k dar se aap ye na sochain k aap isey chorain bal k isey dil se karain.
                • #9 Collapse

                  dear frend har new trader apne apko ko expert is liye samjhta hai q k usne demo acount me kam kiya hota hai to who ye samajhta hia k me real me bhi isi tarha trading kar k profit hasil kar lunga lekin usko ye pata nhe k real trading me insan ko soch samajh k kam karna parhata hai trader ko dar lagta hai kahen use loss na ho jaye or pore mahine ki mehnat zaya na ho jaye...
                  • #10 Collapse

                    jis insan ka exprince kam ho vo forex may loss khta hay or jis k pass forex ka exprince or knowledge hota hay vo forex may kebi loss nh kha sakta hay or jis k pass ya sub nh hay vo forex k bry may phly knowledge ly phir forex ko start kary taky vo loss sy buch sakhy
                    • #11 Collapse

                      jee bilkul har new trader apna aap ko buhat jaldi expert samajhna lagta hai actually hota yah hai k new trader tukkay main ya apni luck sa profit kar jatay hai tu wo samajhtay hai k trading un ko samajh aagai hai aur wo kisi sa hepl nahi latay laken ultimately hota loss hi hai un ki galti sa
                      • #12 Collapse

                        ji bhai ji app ny bilkul theek kaha hy k har naya treder apny aap ko expert samjhta hy or jab us ko loss hota hy to woh dil har bethta hy is har nay treder ko chaihy keh wo apny kisi aisy senior sy seekhy jo is me achi khasi maharat rakhta ho
                        • #13 Collapse

                          forex mein loss os waqt hota hai jab ap es ko proper taor par nhi sekhty aur sab sy bri bat jo sekh lety hain wo bhe loss krty hain kion k wo es mein taizi krty haink trade lgai aur wo mainas mein chali gai jaisy mainass mein gai os ka 3 din wait kia aur din bad jab wo positve hoi tu faoran aik 2 $ mein kat diya aur agli trade lgany k chakar mein lag gaiye
                          • #14 Collapse

                            g han dear her new trader ko forex mian phely loss ka samna karna parta hy is tarha aik new trader expert trader banta hy tu loss ki tension lye bagair kaam karty jain aur kub sari knowledge aur experience gain karan
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              New trader khud ko expert is liay samjhta hai kiun kay wo fresh mind hota hai or initial days me profit le kar khud ko expert samjh bethta hai, expert ya teacher ki help kay bina ya learning kay bina forex market me kabhi bhi expert nahi bana ja sakta. Bilkul humen professional trader kay liay bhi achi research ki zarurat hai or aik professional se hi trading learn kar kay asani se is market me profitable trading ki ja sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X