Yeh Review United Bank Limited (UBL) Par Mubni Hay. (Title Edited By Rizwan Trader)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review United Bank Limited (UBL) Par Mubni Hay. (Title Edited By Rizwan Trader)
    UBL united bank limited Pakistan ka commercial bank hay ye bank basically Best way group jo key British company hay es key mateht edara hay, UBL bank Pakistani private sector key sab se largest banks me shumar kia jata hay,

    Advantages: United bank limited customers ko har tarha ki sahulat deta hay payment ki transaction system be es ka bahot simple aur easy hay, aur account open karny key sath payment withdraw karny ka process be bahot simple hay.

    Disadvantages: UBL bank key branches siraf Pakistan key big cities me hi hey (Rawalpindi, Islamabad, Attock, Karachi) es key elawa be bahot si cities me ubl key branches hey magar small cities me kahi be ubl key branches nahi hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review UBL united bank limited par mubni hay

    Dear waisy to Pakistan mai bahot sary banks hai jaha par ap apna account open karwa sakty hai ain mai sab se acha bank UBL hai kun k ais mai aik to ye service bahot hi pyari hai k ap agar ais mai account open karty hai to aus mai ap ko ye faida ho jata hai k ap ais mai agar kahe online transation karni ho to ap ais mai aisy hi nai kar sakty ap ne agar ais mai apni service active karni hoti hai aor wo bhi time limit mai aus k baad ap ais mai agar kaam karty hai to ap ko ais mai ye faida hota hai k ap ne agar kisi aisi site par shoping ki ho jaha par koi scamers ho to wo agar baad mai ap k account mai se paisy nikalna chaye to wo nai nikalwa sakty hai kun k ais mai ap ki online service auto par deactive ho jati hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review UBL united bank limited par mubni hay

      Dear apni bahut hi Achcha review share Kiya Hai UBL ke bare mein UBL Man ka asali naam pura naam United Bank Limited hai yah Ek private bank hai aur iski bahut jyada branches Hain Pakistan ke takriban har city mein iski branch hoti hi hai yah Ek bahut hi accha Bank hai ya Apne customers ko bahut jyada solid Deta Hai ismein account open karvana bahut hi Aasan hota hai iske liye Itni Jyada documents ki jarurat nahin padati hai aap kam se kam 50 paise account open Karva sakte hain aur aap ismein current account savings account Jaisi asaliyat bhi le sakte hain aap ismein ATM ki solid bhi le sakte hain Iske ATM kaise fayda hai ki aap Agar Kisi bhi dusre Shahar Mein Jaate Hain To aap ismein paise nikalwa sakte hain ATM ko use kar sakte hain Kyunki takriban Uske Har Shahar main branch hoti hain.
       
      • #4 Collapse

        Re: Ye review UBL united bank limited par mubni hay

        real brother aapane Agar Dekha Ho To is time sabse Jyada United Bank Limited Pakistan mein use ho raha hai Kyunki iski bahut sahi branches hai aur ismein agar aap kaun ho kam Karva lete hain aur uske bad ismein se aap visa internet card Lena Chahte Hain To vah aapko Mil Jata Hai Jiska fayda aapko ji hota hai ki aapane Internet per Kisi bhi site kar payment karni ho aap use visa internet card se kar sakte hain is Samay aap ko yah fayda hota hai ki aapko Kisi website per bhi Mana nahin kiya Jata aap jis bhi site per Chahe apni payment kar sakte hain aur uska Ladka yah fayda hota hai ki aap Puri Duniya Mein isko Kisi bhi ATM per use Karen aapko ismein se rakam nikal Ja sakti hai.
         
        • #5 Collapse

          Re: Ye review UBL united bank limited par mubni hay

          United bank limited abhi tak itna famous nehi ho sakta Pakistan main jitny other banks hain Jesy ky hamara national bank hai ya HBL jo sab sy zyada famous hai hamain agar kisi bhi bank main account open kerna ho tou hamain pehly wahan ky account holders sy raey zarur ly leni chahiay warna jab ham account open ker lety hain tou problems hamain bahd main ana shoru hoty hain aur hamain phir loss kerna kerta hai ky ham apni kuch amount zaya ker lety hain so united banks limit main apna account main ny kabhi bhi open tou nehi kerwaya but kuch knowledge zarur hai ky same banks main abhi tak koi aesi shikayat nehi suni jis sy yeh pata chal saky ky iski services achi hain ya buri hai lekin yeh zarur suna hai ky united banks ka staff bahot achi dealing kerta hai so hamain kisi bhi bank main account rakhny ky liay sirf staff ki achi dealing aur services ki zarurat hoti hai so jo bank bhi same facilities provide kerta hai tou hamain usi bank main apna account open kerwana chahiay lekin same united bank main kam logon ky accounts hona yeh show kerta hai ky same bank main services bahot zyada achi nehi hain warna short time main bhi banks bahot famous ho jaty hain lekin united bank itna famous nehi hua
           
          • #6 Collapse

            yeh review UBL bank say mabni hay

            dear jis banday nay jis bank say apna lain dain kia hay wo sirf usi bank ka baray main achi tarha say janta hay k us bank say usay kitni facilities milty hain uski brances ka staff kaisa hota hota hay agar us banks ka lain dain acha hay uska staff acha hay to wo us bank ko kabhi bhi nai chorta hay aur agar usk sath koi fraud hota hay to wo us banks k baray main apnay sab friend ko batta hay k isay kabhi bhi join na karain,dear mairay kahyal say UBL bank sab say ziada best hay wo is liye k maine is k zariye say jub jub kisi aur bank main ya same bank main online lagwai hay wo bahut jaldi aur kam say kam fee k sath agay transfer hoty hay is ki ATM ko maine jub jub use kia hay to unka result sab say acha hay aur wo kam say kam fees cut kartay hain is bank main ham jub jub enter hotay hain inka staff hamesha achay rawaye say paish aat hay jisko kisi bank main iitni ziada facilities milty hon usay kabhi bhi apna bank change nai karna chaye.
            Last edited by ; 14-04-2020, 08:08 PM.
            • #7 Collapse

              Re: yeh review ubl ban say mabni hay

              dear brother aapane Agar Dekha Ho To yah Ek Pakistan mein jyada use hone wala Bank hai ki Unse ismein aap Jab account open Karvate Hain To ismein aapko Kafi Jyada Soch Liya Kari Jaati Hain is Bank Mein account open karvane ke liye fayda hai ki aapko ismein Itna Jyada document provide Nahin karne padte aur ismein aapka account aasani se upar ho jata hai uske alava iski branches Har city mein available hai aap Jahan Bhi rahte hain aapko iski ATM machine aasani Se Mil Jati Hai iske sath sath Agar aap iska account istemal karte hain to aapko ismein Kafi jyada fayda ho jata hai.
               
              • #8 Collapse

                Re: yeh review ubl ban say mabni hay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                dear jis banday nay jis bank say apna lain dain kia hay wo sirf usi bank ka baray main achi tarha say janta hay k us bank say usay kitni facilities milty hain uski brances ka staff kaisa hota hota hay agar us banks ka lain dain acha hay uska staff acha hay to wo us bank ko kabhi bhi nai chorta hay aur agar usk sath koi fraud hota hay to wo us banks k baray main apnay sab friend ko batta hay k isay kabhi bhi join na karain,dear mairay kahyal say UBL bank sab say ziada best hay wo is liye k maine is k zariye say jub jub kisi aur bank main ya same bank main online lagwai hay wo bahut jaldi aur kam say kam fee k sath agay transfer hoty hay is ki ATM ko maine jub jub use kia hay to unka result sab say acha hay aur wo kam say kam fees cut kartay hain is bank main ham jub jub enter hotay hain inka staff hamesha achay rawaye say paish aat hay jisko kisi bank main iitni ziada facilities milty hon usay kabhi bhi apna bank change nai karna chaye.
                Ji han dear brother aapane bahut hi accha review pesh Kiye Hain joki u b l Bank ke bare mein hai iska pura naam United Bank Limited hai agar Ham ismein account band Karvate Hain To Hamen bahut sari services from Karta Hai Yogi albank Ek bahut hi accha Bank Hai Jiski takriban Tamam shahron Mein branches hain aur yah bahut sari suryapuram Karta Hai Jab Apne customer ko ATM service e banking sms service debit card vagaira ki from karte hain up Bank Ek hoti purana Bank hai hai Pakistan mein bahut Sare chehron Mein iski branches hain aur bahut Sare Logon ke account hai ismein agar Ham ismein account open Karvate Hain To Ham ismein current account be opened Karva sakte hain current saving account Aur Is Tarah yah Logon Ko interest rate bhi bahut kam deta hai agar ismein unknown Lete Hain To bahut hi kam interest per Hamen loan mil Jaate Hain aur Agar Ham ismein deposit Karvate Hain saving account Mein To Ham use per deposit loan interest Jyada Diya jata hai.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: yeh review ubl ban say mabni hay

                  UBL (united bank Limited) perfect banking system hay jo key ATM aur net banking ki sahulayaat provide karta hay, UBL bank har tarha se 1 international level ka bank hay Pakistan me UBL key total 1400 se zeyada branches hey, es bank ka head office Karachi city me majood hay jo key overall UBL key other cities key banks branches ko control karta hay, UBL bank ka agar koi disadvantage hay to wo ye hay key HBL aur National bank ki tarha es key branches har village me majood nahi, ye bank distract level par apni services provide karta hay aur es bank ka faida ye hay net banking ki facility majood hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: yeh review ubl ban say mabni hay

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                    dear jis banday nay jis bank say apna lain dain kia hay wo sirf usi bank ka baray main achi tarha say janta hay k us bank say usay kitni facilities milty hain uski brances ka staff kaisa hota hota hay agar us banks ka lain dain acha hay uska staff acha hay to wo us bank ko kabhi bhi nai chorta hay aur agar usk sath koi fraud hota hay to wo us banks k baray main apnay sab friend ko batta hay k isay kabhi bhi join na karain,dear mairay kahyal say UBL bank sab say ziada best hay wo is liye k maine is k zariye say jub jub kisi aur bank main ya same bank main online lagwai hay wo bahut jaldi aur kam say kam fee k sath agay transfer hoty hay is ki ATM ko maine jub jub use kia hay to unka result sab say acha hay aur wo kam say kam fees cut kartay hain is bank main ham jub jub enter hotay hain inka staff hamesha achay rawaye say paish aat hay jisko kisi bank main iitni ziada facilities milty hon usay kabhi bhi apna bank change nai karna chaye.
                    UBL abhi tak itna famous nehi ho saka jitny other banks hain Jesy ky National bank hai ya HBL jo sab sy zyada famous hain Pakistan main hamain agar kisi bhi bank main account open kerna ho tou hamain pehly wahan ky account holders sy raey zarur leni chahiay ky hamain same bank ky staff ka behavior aur bank ki services ka achi terha pata chal jaey tou ham agar achi raey qaim ker lain tou hamain account open kerwa lena chahiay warna jab ham account open ker lety hain tou problems hamain bahd main ana shoru hoty hain aur hamain ya tou problems ky sath hi account continue kerna perta hai ya phir kuch loss kerna kerta hai ky ham apni kuch amount zaya ker lety hain so united banks limit main apna account main ny kabhi bhi open tou nehi kerwaya but kuch knowledge zarur hai ky same banks main abhi tak koi aesi shikayat nehi suni jis sy yeh pata chal saky ky iski services achi hain ya buri hai lekin yeh zarur suna hai ky united banks ka staff bahot achi dealing kerta hai so hamain kisi bhi bank main account rakhny ky liay sirf staff ki achi dealing aur services ki zarurat hoti hai so jo bank bhi same facilities provide kerta hai tou hamain usi bank main apna account open kerwana chahiay lekin same united bank main kam logon ky accounts hona yeh show kerta hai ky same bank main services bahot zyada achi nehi hain warna short time main bhi banks bahot famous ho jaty hain lekin united bank itna famous nehi ho raha jis terha ky other Pakistani banks Ho chuky hain hamain apna account aik hi dafa achy bank main open kerwa lena chahiay ky hamain puri life aik bank ky sath hi intouch rehna pery warna bar bar account change kerna bhi problem hota hai
                     
                    Last edited by ; 11-04-2020, 08:42 PM.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review UBL united bank limited par mubni hay

                      Gee mery dost ap ny ubl bank ky bary ma bahot achi information share kr di hai hamry knowledge ma ozafa hua hai yeh bank Pakistan ma long time sy bna hua hai aor kaam kr raha hai yeh British ka hai aor atehad company ka hai yeh sub ap ny btyaa jo hamen pehly maloom nhi tha yeh hamary leay bahot kam ki baten hain United bank of pakistan limited aik private bank bai jo apkobloan facility credit card facilities aor commercial facilities bhi deta hai is sy apkobhome loan car loan aor business loan milta hai is ma locker bhi hain aor yeh bary pehmany pr sumaya kari bhi krta hai haleya andazy ky mutabik unl pakistan ma private sector ma sub sy zeyada assets wala bank ciunt kia jata hai yeh bank bhi beronay mulk sy paisy mangvany aor deposit withdrawal for forex ky leay use ho skta hai
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review UBL united bank limited par mubni hay

                        Mere dost Kafi acchi information share ki gai hai aap ki taraf se United Bank Limited Pakistan ka ek behtarin Bank hai aur iski branches pure Pakistan mein hai aap Agar Kisi bhi City se hai to aap kis city mein iski branch compulsory Hai Kyunki uski branches pure Pakistan mein hai aur iski ATM bahut acchi hain aur Kafi fast transactions Hai Unki United Bank Limited Aasan installment per Hamen loan bhi Deta Hai matlab Agar Hamen ne koi Ghar vagaira banana Hai Apna Tujhe Hamen home loan deta hai agar humne Koi kar leni hai to ji Hamen kar loan bhi Deta Hai Iske alava Aur Bhi bahut se facilities provide kar raha hai yah bank is Bank ki jo acche features Hai vah yah hai ki Iske employees bahut acchi hai iska mahaul bahut Achcha hota hai aur Kafi jaldi transactions ki jaati hai aur Baki bankon ki nisbat iska Jo procedure Hai vah bhi Kafi fast hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review UBL united bank limited par mubni hay

                          Advantage ; dear friend Jaisa ki aapane Kaha k u b l Bank ok ke bahut jyada benefit Hai bilkul aapki baat bilkul theek hai main bahut jyada benefit is vajah Se Hain Kyunki Bank all around Pakistan mein Har city mein maujud hai agar aap apne Bank ke jariye deposit or withdrawal karen to yah Ek bahut hi Achcha benefit Hai Kitni u b l international level per bahut acchi Tarah Se use ho raha hai aur dusri country se bhi ubl ke jarie Pakistan mein paise mangwane Jaate Hain
                          Disadvatages;
                          UBI Bank Mein Dal masala pesh aata hai Kyunki ismein scarf bahut hi badtamiz jyada Hota ki appeal Bank all around Pakistan mein bahut jyada kam hota hai to is vajah se ismein deposit or withdrawal Lena bahut jyada Mushkil ho jata hai agar aap Bank Kesaria koi bhi transaction karna chahte hain to usmein bahut jyada machhla pesh is vajah se a Jata Hai Kyunki ismein bahut jyada Rashi hota hai aur uske alava UBI Bank ki Kuchh facility Jaisi Hai Joker aur ji City Mein Main rahata Hun vahan Union Bank car staff bahut hi Bura Hai To isliye Mere Pyar Se Mere Liye Koi Aur Bank Behtar hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review UBL united bank limited par mubni hay

                            United Bank Limited Pakistan mein de raha hai bahut kam branches hai jo Bade cities mein hai lekin Agar iski small cities Mein yah Dehat mein bhi Kuchh branches Ban jaen to yah Apne hisab se acchi service Jo provide kar raha hai to iska business bahut jyada increase ho sakta hai Har Koi Chahta Hai Ki vah acche Bank Mein account open karvayen aur apni amount usmein save Rakhe to koshish log Karte Hain Ki bade bankon se Bach Saken aur Kuch Aise bankon Mein rakhen Jinse public Jyada Na Ho To aasani se apni amount withdrawal kara len yah check kara Le monthly basis per Bhi Ja Jab Chahe Kyunki Jin bankon ka bahut jyada business ho raha hai to vahan per Logon Ka Ras bahut jyada Hota Hai Jis vajah Se Jab Bhi Ham Jaate Hain To vahan per Hamen bahut vate karna Pada padta hai aur disturbance bhi hoti hai ki Ham Chahte Hain FIR Aise Bank Mein account open Karen jismein result aarash na ho sake Ham Jab Bhi jaen Apna problem Sal Karke yah cashout Lekar Wapas a jaen
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: yeh review ubl ban say mabni hay

                              Assalamu alaikum dear Forex forum member apne United Bank limited ke bare mein acchi information share ki hai main appreciate karunga aur is se ham guidance lekar agar hamen experience karna hoga international Bank ka to ham se bank ko use karke a is confirmation se aur experience se fayda utha Kar acchi services use kar sakte hain aapki in reviews ki vajah se hamara comparison ziada behtar ho sakta hai aur jo bank hamare liye behtreen sabit hoga usne kam kar denge aur trading ke liye bhi ham deposit and withdrawal method ke liye jo hamare liye aasan hoga aur jiski fees deposit and withdrawal ke liye kam hogi aur jiska verification process ahsaan hoga usko use karke apne liye aasani paida kar sakte hain aur network account hasil kar sakte hain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X