Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    haan bro bilkul ap ki baat se mean bilkul sehmat hun or likin ek baat yahi waja bhi humri ban skti hai es mean hume loss mean lane ki or hume es se kafi bare pemane pe loss hojat hai agar hum apne mind ko es mean fresh rakh ke work nhi karte tu.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      asalam o alaikum bhai jan wo apki kismat main he k ap jo trade kar rahe ho to agar apki kismat achi hogi to porice barhti rahegi agar kismat sath na dia to phr zaher bat he price low hogi es main dil dharkne wali koi bat ni bus mehnat jari ho
      Luck After Hard Work
      • #48 Collapse

        its true k prices k ups and down honay ki waja se dil ki dharkan b sath sath upar neechay hoti hai, par yah dil ka ni damag ka business hai. dil pe laganay or emotional honay se behtar hai k damag ko istamaal kia jay.
         
        • #49 Collapse

          jab bhi ham kopi business shuru karte hain to us mai apna pesa lagate hain ta k hamen zada profit ho... or market ki value k sath sath hamen is bat ka bhi darr rahta hai k markit up and down hoti rahti hai
           
          • #50 Collapse

            brother forex trading bilkul hi match dekhnay jaisay hai aur har movement k saath excitement bar thi hai aur kaam b hoti hai khas kar yeh excitement us waqt bar jati hai jab appka trade open howa hota hai aur profit mein jayee toh khushi aur loss mein jayee toh gham bohut hi ajeeb se experience hota hai magar maza bohut ata hai..
            • #51 Collapse

              Price kee agar app kaa Dil zyada dharkta hai too phir app koo foran demo account per trading karni chaiyee aur agar real account per kar rahee hain too stop karein, aur pehle fundamental aur technical analysis koo achi tarhan study karein taqein achi practice kar sakein demo account per
              • #52 Collapse

                ye baat to hai.jab market main trade open hoti hai to phir dil darkta hai.asal main is tarah mostly beginners kay saath hoota hai.expert trader apny emotions ko poori tarah say control kar sakty hain.
                • #53 Collapse

                  yes dear agar market kafi movement kary or market ap ko trad k wrong site par movement kary to kafi problem hoti ha is lye acha work karny k lye mind or confidence k sath work karna zarori ha
                  • #54 Collapse

                    han yawr jitna es cheez se dill shrakta hai na or kisi m nahi hota jo hi rate up hotay hai condition change ho jati hai jo hi low hota hai condition change hoti hai hamesha dar laga rhta h k kahi nuksan na hu jay
                    • #55 Collapse

                      this is good for you dear because when you know about this its can give you the best price and i see all of the best price
                      and its good for you when you know about this and i see its really good for you dear to success
                      • #56 Collapse

                        my dear friend ap thek onda pa ow axer forex ke komit up down onda dil bara dokata a dil kar da a forex ta kam na karia
                        • #57 Collapse

                          wasy to apnay jazbaat ko c ontrol krna chaye aur essi condition ap ko lamby lamby lena chaye ta key apki sans bhahal hujae ap normal condition me ajae is pershani me na aye loss hu bi jata hai tension leni koi bat nahi haiin
                           
                          • #58 Collapse

                            jee bilkul aisa he hta hai market k ups n downs ya price k ups n downs se bht he fark parta hai dil dharakta hai k na janey ab kya hoga ab kya hoga bs dua yehe hai k jo log mehnat karty hain wo mayoos na hon
                            • #59 Collapse

                              Yes it is true that you have fear about market situation, because you are actually losing money if you don't take care this and not be able to earn money then.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                price k up ya down hony sy dil zaror dharkta ha agr price sahih side main ja rhi hon gy to hm khosh hon gy agr price sahih side man na ja rhi hon gy to hm pershan hoty hian.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X