ap ka pehla deposit aur us pay total profit kitna tha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear main to abi forex main new ho or abi is k bare main knowledge learn kar rha ho is liye abi main is main experience hasil kar rha hu dear main is main abi work kar ha hu
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mera sb sa phala deposit 230 dollor tha our us pay mujy loss howa tha our usss ka bad abi tak kam kar araha haan kabi loss hota ha kabi profit our kosish kar raha hoon k stoploss per kam karoon
      • #18 Collapse

        main abhi new hon mujhy deposit mily ga to ap ko bataon ga. lakin jahan tk profit ka talq ha ap jitna sahih traiqy sy kam krain gy utna acha profit lain gy aor sahih rozi bnain gy.
        • #19 Collapse

          mere bhai me ne jab forex ke market me trading karne ka faisal kia to me ne pehlee baar es me 400$ invest kiye . jo muje ek hee mahine me wash hona parha . ghalat trading ke waja se . aur ab tak me ne koi withdraw nahi kia hai . ab me posting ke bonus se trading karna chahta ho .
          • #20 Collapse

            dear frinds my ny abi tak forex par ko ideposit nehy kia lakin meray bahi ny forex syy boot profit hasil kia tha first time to loss houia tha lakin us k bad boot profit houi tha
            • #21 Collapse

              Mera pehla deposit 1000 ka tha ur us pe pehli withdraw 5 days ki 170 ki thee
              • #22 Collapse

                mare dost ham avitak Forex foram par trading he nahe kiya.ham avitak hamare bouns akhatta kar rahe hay trading k liay.pata nahe loss hoga ya profit melega sab kuc uparwala ki issa or mare mahanet ke bajay se hoga..i hop sab kuc thik he hoga...
                • #23 Collapse

                  ahahahha app ka sawal kafi acha ha mein na 9 months pehle trading start kare the and mein kafi hasty to to mein na Indian Forex forum pr work kr kah 250$ ka bonus ko transfer kiya tha and trade kare the magar profit to hardly 10$ ka raise kiya magar loss 250$ ka kiya jis ki waja sa account band ho gaya ha and tab sa ab tak mein demo pr work kr rha hn and practice kr rha hn.
                  • #24 Collapse

                    forex trading mai mai abhi posting karta hun mai ny abhi trading start ni ki hai mai is mai ziada sy ziada hard working karta hun ta k mai aik kamayab trader ban sakun is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain mai is mai posting karta hun or bonus earn karta hun ya aik bohat acha business hai is jaisa koi or business ni ho sakta
                    • #25 Collapse

                      dear friends mene abhi comments posting start ki hain abi me learning process me hoo ziada bunus bna ke trading kru ga woh bi kis exprience kay sath aur techniqu k sath aur mene learning start ki hain abi me tranding ka soch raha hoo
                       
                      • #26 Collapse

                        Mera to first month hy abi , or na hi me ny trading ki hy abi tak yahan , me phly bonas bnau ga or phr kahin ja k trading karuu ga , hala'n k mujhy kuch khass ilm nahi hy lakin me ahista ahista seekh raha huu
                        • #27 Collapse

                          main nay jab start kia to main zyaada expert nahin tha lekin phir shayad main lucky tha jo mujy start main earning ho gai.main 500$ say trading kar kay kush month main 300$ ki earning kar li thi.
                          • #28 Collapse

                            Meray profit ko ap jan kr kya karyngy maina tu 6 months main total 20 dollar ka profit earn kya hai kyonk meray 2 insta k account bhi disable ho chukay hain wajha yeh thi k mainay profit ziada earn kya aur jab unko withdraw krwany laga tu insta waloony fraud ka ilzam laga kr band kr account aur profit bhi nhe mila
                            • #29 Collapse

                              ap ko agr is ma kamkarn ha tois ma p kodemo accountma traing karn ho ge sab is kam ko boht likekart ha sab ka liy ha forex ak onlinjop ha sab is mapias invst kar ka he is ma pisa kamt ha sab ka liy ha
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                mare dost may bouns earn karke 100 dollar se Forex foram par trading start kiya tha.or mareko pura ka pura loss ho gaya tha keuke us samay may Forex tradig k liay parfact nahe tha.or experiance ve kam tha..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X