Gold, Silver aur Oil ka Margin
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold, Silver aur Oil ka Margin
    Mein senior traders sy ye poochna chahta hun k Forex trading mein Gold, Silver aur Oil ka margin kiyo itna ziada hota hy. Please share your views thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    men abi forex trading men new hon muje is k baare men pta nahi he men forex trading seekh rahi hon men apni mehnat se forex men bohat achi trader ban.na chahti hon
    • #3 Collapse

      sab se best he mere khyal me gold aur also oil q ke dono me mene kafy trading ke he aur dono me muje profit mela he ahem baat he is ko smajna sab se pehle zarury he phr trade karne chaye
      • #4 Collapse

        main is forex trade main abhi senior nahin hua hun mera tajurba mujhe yeh batane ki ijazat nahin deta kyun kay main yahan par abhi new hi aya hun aur aik acha trader banna mera aik khawab hai jo poora hoga insha allah
        • #5 Collapse

          Mjhe bhi iss ka koi Khatir khuwah jawab kisi experienced shakhs se chahye Q k main khud Forex trading maib new Qamar hun ye bht hi eham Question hai Q k main ab tak bht baar Gold ki trading main loss kr chuka hun.Laikin iss baat ki ab tak samjh nhi i k in main chhoti trade bhi Zeyada Loss krti hai aur profit bhi zeyada deti hain iss ki reason jaan'na bht zaroori hai.
          • #6 Collapse

            To me the margin of the trading of the gold and silver and oil is the very risky trading but it is the very profitable business too it gives the rapid profit and loss too to the traders
            • #7 Collapse

              agar aap commodity main trading karna chahty hain to aap kay pass investment bhi zyaada hooni chahiey.in commodities main profit per pip zyaada hai.is liey yahan in main earning bhi zyaada hooti hai to margin to zyaada ho ga.
               
              • #8 Collapse

                dear firends forex main gold ,, silver,, or oil ka margin same nai hota balky different hota hai kue k ager insta forex k hisab se daikha jaye to gold ka margin 60 cent hai ek cent ki trade par, or esi tara silver or gold k mukhtalif hain.
                • #9 Collapse

                  Forex trading me har currency pair k different margin hoty hai gold ka 60 pip margin hota hai or ye is waja se jo pair trading me ziada movement ya fluctuation karta hai to us ka margin hamesha ziada he rehta hai is liye Gold, oil or silver ki fluctuation day me kafi dafa hoti hai jis se trader profit bhi hasil karty hai is liye is ka margin bhi ziada hota hai.
                  • #10 Collapse

                    gold slver inn dono ki trading pe zyada margin use hota hay currencies esliye best hain forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
                    • #11 Collapse

                      To me the margin of the trading of the gold and silver and oil is the vefy risky trading ubt it is the very profitabe business too it gives the rapid profit and loss too to the traders.
                      • #12 Collapse

                        in fact i am not trader on this dear because its not my way dear i trade on the curnecy not anything else
                        because i have`t experience to do it i still in my first ways and i think its good for me
                        • #13 Collapse

                          aapnay bht acha sawal kia hai bhai . main apkay sawal ka answer nai day skati kun k mere pass abhi itna ilm nahe hai main abhi new hun so main insha allah bht jald ek achi trader bannu ge
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirfarhad پيغام ديکھيے
                            Mein senior traders sy ye poochna chahta hun k Forex trading mein Gold, Silver aur Oil ka margin kiyo itna ziada hota hy. Please share your views thanks
                            bhai commodities main aap jab bhi trade open karo gay to ye kaafi margin leeti hain or iss main profit bhi zyaada hoota hai.pip ki value bhi zyaada hooti hai.iss leiy agar aap kay pass zyaada investment hai to he aap commodites main trading kar sakty hain.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes dear forex business me hum gold, silver aur oil se profit earn kar sakte hain lakin yeah humara margin bohat zayada le lete hain aur en me trading karne kay liye humara margin level zayada hona chahiye aur demo account me en ki practice karni chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X