News Ko Kabhi Bhi Nazar Andaaz naa Karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Ye baat bilkul theek hai kay news forex market ko bohat ziada effect karti hai magar mery khayal me news base per trading karni nahi chahiay kiun kay news ki timing pe market bohat tezi se movement karti hai or mery hisab se news ki sirf timing important hoti hai impact pe hum trading nahi kar sakty. Me technical analyasis pe trading pe believe karta hoon or inhi ki base per order place karta hoon .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      bilkul jio news ko nazar andaz nahi kar na chahiyay kun kay iss wsay app ka hi fayeda hai appko maket kay ups and down ka pata chalta rehta hai
      • #78 Collapse

        jee ha bhi jan ap nay acha sawal keya ahy kay kabi be news ko nazarandaz na karo q kay isi say humain pata chahlta ahy kay kya news hay market may kya ho raha ahy aur kya anhe
        • #79 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
          Dosto Aap logoun Ko Pataa hai k Forex Trading main Economical news Buhaat Ehmiyaat Ki hamil hain.. jaisaa K Aj kal Aap log Dekh Rahain hain K ukraine or Russia k Darmayan Maslaa chal Raha hai...G8 or NATO Ukraine K Sath hain or rusia k Sath China hai... So is qism ki news par khas toor par Buhaat zyada nazaar Rakhni Chahaiyee kion k jab bhi kisi mulk Main gar bar hoti hai tou us mulk Main Say investment nikalti hai,buisness kam honay lagtay hain,berozgari barhti hai,or yehi Waja hoti hai K currency Value Down ho jati hai.
          forex main news bahut hi ziada kirdar ada karti hai aur market ka pura rukh hi change kar daiti hai isliye trading kartey waqt news ka khas khayal rakhna chahiye.
          • #80 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
            Ye baat bilkul theek hai kay news forex market ko bohat ziada effect karti hai magar mery khayal me news base per trading karni nahi chahiay kiun kay news ki timing pe market bohat tezi se movement karti hai or mery hisab se news ki sirf timing important hoti hai impact pe hum trading nahi kar sakty. Me technical analyasis pe trading pe believe karta hoon or inhi ki base per order place karta hoon .
            Main Samajhtaa hon K Fundamental or technical dono Kism K Analysis milaa Kar Karnay Chahiyeen,like Aap pehlay Tou Economical calander Dekhain orr Dekhain K high impact news Kitni hain,Agar Wo Ap k Selective pairs K mutalik hain Tou Zaroor unhain Study karrain..Baaz dafa Main nay bhi note Kiyaa hai K news ka impact ek Dam nahin partaa... laikin Thori Dair baad shoro hotaa hai jab Data complete Aa jataa hai... Sath Sath news par Trading Kartay huye buhaat Sari batoun Ka Bhi khyaal rakhnaa partaa hai...main Samajhtaa hon K Agar Fundamental k Sath ap Technical Main Sirf support And Ressistance Levels or Candles ki Formation par nazar Rakh Kar theek Time par entry Karain Gy Tou profit Earn Karain Gy
               
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #81 Collapse

              G han aap ny thek kaha waqai aysa huta hy k ksi bhe currency ki country k halat us ki currency rate pr asar andaz huty hain or us ka asar trading pr bhe nazr aata hy. jesy aap ny misal di waqai aysa huta hy. or ham trading krny walun ko en sari batun pr khas tor pr nazr rakhni chahy.
              • #82 Collapse

                app ko halesa update raha na hai agar app forex business main success hona hai to app ko forex business se jiada se jiada profit karna hai to app ko har woqt news se taluk rakhna hai or update se business ko age barana hai.
                • #83 Collapse

                  bilkul ksii bhe mulk pay bura waqt aata hai to sabsy pahlay economy ko dhachka lagta hai investements aanay kay chances tkebn khatm he hojaty hian isliye humein us traf sy bhe baa khabar rakhna chaiye taaky hum treky sy khud ko well aware rakhein
                  • #84 Collapse

                    g han bilkul ap ne bahot he achi bat shair ke ha or man ap ke bat agree krta hon news o kabhi bhe nazr andaz nahan krna q k ws man markeet malomat hoty han es se carncy ka pta chlta ha or bhe bahot sari malomat milte han.
                    • #85 Collapse

                      Han bhai main ap ki is baat se mutfiq hon is tarha k issues economic data pe bahot effect kartay hen is lye is jaisi news per khas tour per nazar rakhni chahye ye forex market pe bahot assar karti hen in se market mein up and down ata rehta hy,
                      • #86 Collapse

                        G brother ap na bilkul thik farmya hai k news ko kabhi bhi nazar andaz nah kya jaya q ka har mulk ki trak ka inhsar os ki Economic condition par hai agr kisi mulk ki Economice condition thk ho ge to os mulk ki currency value bh increase hoge or agr Economice condition thk nah hoe to Corrency value kam hoge to humain is cheez sa bakhbar rahna Chaya or ta ka wak k sath sath hum apni trading ko jari kr skain or acha profit la skain.
                        • #87 Collapse

                          ji han sahi bola hai aap ne hum ko forex trading business me news ko indicators ko or sab cheezon ko follow kar ke he enter hona chahiye and is business se maximum earn karne ki koshish karni chahiye .
                          • #88 Collapse

                            g han hmain sub sey pheley news peh ek nzer rkhni chhaiey trade kerney sey pehley kyun keh forex main news he hoti hain jo markt ka trend kisi bhe terf aur kisi bhe time chnage ker skti hain ya phir usi terf us ko tezi sey run kr skti hain to hmian news ko avoind ni kerna chhaiye
                            • #89 Collapse

                              g han hum ko news pr nazar rakhni cahye news ki buhat ziada importance hoti hai or mulk ki economy or wahan k halaat pr bhi nazar rakhna chaye kiyun ki kisi country k halat bhi forex trading pr kafi asar andaz hoty hain jis ki waja se markt main buhat he ziada up and down a jata hai
                               
                              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                yes borther news ko bilkul nazr andaz nahi karna chaye. ap news ko zarur study karen. ager apki equity kam hai to kbi bee news time kam na karen ostime market ki movemnt bhut fast hoti hai aur smj nahi ati normal person ko k market kis tarf jaye gee. isleay news tim ko zarur samny rakh ka trading karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X