kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    g nehy ma jub sy trading kar reha hun muj ko los b hota ha or prifit b lakin my forex ko nehy choor sakta eik to forex jase job koi nehy ha na he is my itne mahnet karni parte ha app apna kam gar ma bath kar b kar sakty han or jitny pay app ko eik month my kise sarkari kam my milte ha wo profit app 1 din my b nakil sakty ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      nahi man ne kabi b forex trading chorne ka kabi b nahi socha kiyon k loss to khar kam man ho skta .lekin forex trading hame bahot sara profit b to deta hai .loss hone ki waja se dili haar nahi mannai chaye.
      • #663 Collapse

        main nay jab se is business main qadam rakha hay to us time se ab tak main nay loss bhi kiya hay aur profit bhi kamaya hay lekin main nay aaj tak is ko chornay ka nehi socha
         
        • #664 Collapse

          ge nahee main tu forex trading ko khabe chorna nahe chaha hai or na he khabe be forex trading ko chorongha kiyoo k forex trading ek bohat he acha business hain or is mainn moji ek bohat he acha profit be miltha hain .or is si mere life k bohat he sari dream be puri hoyee hain or app log be is main is main ek choty account si shorowat kar sakty ho or is main ek acha profit be earn kar sakty ho
             
          • #665 Collapse

            G nahi maine to kabhi bhi forex ko chorne ka nahi socha kiunke ye ek real business hai aur business mein losses to hote hi rehte hain,but hamen haar nahi maan'ni chahiye,aur ziyada mehnat karte hue hamko iske andar gain entry deni chahiye.
            • #666 Collapse

              mene to kabi esa nahi sucha me kabi forex chorr doo esa herghiz nahi hain me yaha par pak forum me kam kru ga kabi bi nai is ko chorrro ga. q k ye ek esa business hain jo apko ek acha buseness deta hain aur achi earning bhi deta hain
              • #667 Collapse

                maray khayal say to koi bhi Forex ko nahi chorta kun kay ye aik bohot hi zabardast kam hay or is main profit unlimited hay is liay main nahi samjhta kay koi trader is kam ko chornay ki soch raha ho ga.
                • #668 Collapse

                  itna acha business ko main kia koi bhi jo iss mein trading kar rha hai tu wo kabi bhi nahi chorna k soch skta hain kyun k jo business hum ko jtna ziada benefits de rha hai tu us ko hum kas tara se leave kar skta hain. forex jasa aur koi bhi business nahi hai.
                     
                  • #669 Collapse

                    g nehi maine forex me money earn karne k liye join kia hai mai forex trade business me kamkarke eak achi trader banna chata hu aur trade me profit karke money earn karna chata hu maine forex sorne k bare me kabhi nehi socha
                    • #670 Collapse

                      main ne abhi logon ko daikh ker forex ko join kia hai or is men hamain acha munafa milta hai is ley main ne is ko join kia hai or jab is men loss ho ga tab hi is ko leave kerny ka sochon ga abhi to joining ki hai.
                       
                      • #671 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan_nazir پيغام ديکھيے
                        jb loss hota hai tb dil tu krta hai k chor do per fr jb nest time profit hoti hai tu fr dil fr nah manta brother shrow ma, y hal tha but ab tu good trader ban gay hai forex business or good earning hasil kr rahay hai brother yaha se.
                        han bhai esa sab ke saath hota jab loss ho to dill karta chorne ka lekin sab ko ye umeed hoti hai ke hume is kaam me profit bhi ho sakta hai phir humara irada change ho jata hai...
                           
                        • #672 Collapse

                          je nhn es ko jo ek bar kar le tu wo kube nhn chor sakt hai es ko es main jo maza hai aur kisi business main nhn hai es mian game ka be maza hai aur competioin ka be maza hai so appko es main ek bar profit hogay tu app es ko nhn chor sakte ho pher
                             
                          • #673 Collapse

                            gi nai filhaal aisa koi irada nahi hai q ka jis tarha forex me kamai he wo kisi or me nai he forex me buahat faida he yea kafi ahm hai and forex me kafi munafa he and ju loss hota he tab to sochta ho ka chor do lekin is ka faida buaht hi so is ko start kiya haie apne liya.
                            • #674 Collapse

                              G nahi hum ne aj tak isko chorne ka kabi nahi socha q k ye aik acha or ba itmad business hai is lye is ko chorna bht muskil hai is jesa business mila bht muskil hai jo apko apni marzi k mutabk profit deta ho bs ye forex e hai jo apko acha earn krne deta hai .
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                g nahi,main nay abi tak forex trading ko chorna k baray main kabi b socha nahi ha,kyu k forex trading ak asa platform ha jes per jes per ap monthly acha khasa profit earn ker saktay hen.forex trading humy itna profit day raha ha asay main kon pagal ho ga ju forex trading ko chorna ka sochy ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X