forex and islam
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear bahi mujy bhi is baat ka zaiyda ilam to nahi ha han liken mujy apny kuch frinds ney btaya ha forex islam main jaiz ha or kuch ney btya ha forex islam main jaiz nahi ha liken main kuch bhi nahi keh sakta kiun kay mujy to khud bhi nahi pata
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      islam main forex halal hai es main halal es time hai jub app es main sood wala factor elimiate kar dete ho tu app ko es main ye sara profit halal hai muger app es main swap freee account nhn banate ho tu app ko es main loss he hota hai aur app es main nakam hoskte ho
       
      • #78 Collapse

        koi kehta hai jaiz hai or koi kehta hai k na jaiz hai ku k ham is main stock krty hain or phir rater up hony per sale krty hain or zakheera andozi islam main mana hai,,
        • #79 Collapse

          i think soo yeh jaiz hai aur jis bussiness mein profit loss dono hun aur profit kisi fix ratio per nahi milta ho to wo jaiz hota hai itna to sub ko hi pata hota hai itna islam k bare mein sub ko pta hona chahiyeh
          • #80 Collapse

            w . aslaam bhai jan . humy zeada to pta nahan ha lekn foerx ek mahnat wala kam ha or islaam bhe yahe kahta ha apn mahnat se kamo or forex man hum kise se koch chenty to nahan han apni mahnat se kamtyb hn or .
            • #81 Collapse

              Brother I think it is halal because In Islam business is halal and Forex market is a business. A trader generally buy and sell dollar,euro, gold etc and I don't think that it is haramn in Islam.
              • #82 Collapse

                yes brother forex islam ma jaiz hai ye b ak tijarat hai or tijarat karna islam ma jaiz qarar dia hai forex sa hum jo kuch hasil kartay han apni mehnat kar k hasil kartay han or bussiness karna ya mehnat karna islam ma jaiz hai or forex b jaiz hai
                • #83 Collapse

                  I will say that trading is a very good work and any one and any where can be fit to line the activity then he gift be able to hit favorable money from one tier to the different so it is really good for you to be focus.
                  • #84 Collapse

                    Walikum-as-salam mere bhai Forex ka halal aur haram hone ka leya koi bhi proper fatwa nhi ha kiyn kah is pr abhi tk kisi bhi molvi na tawaja nhi de ha magar jahan tak mere thinking ha woh yeh ha kah yeh halal ha kiyn kah hum currency ko buy and sell krte hain and us ki price fluctuation pr hum profit earn kr rhe hote hain jese kah hum aik comodity pr markup rakhte hain.
                    • #85 Collapse

                      Dear mai ne forex se related aik 2 fatwa parhe hain jis k mutabik agar ap ki investment secure hy tu ap k liye ye business jaiz hy ap sirf currencies pe trading kar skte ho but money se commodities pe trading jaiz nhn acc to mulana hazraat...
                      • #86 Collapse

                        bha ye bussness jaiz ha ye tejaret ha or tajirat to HAMARY PARAY RASSOLL NAY B KE HA IS LIYE IS MA PROFIT HE PROIFT HA TEJARAT TO HAMARY PAYARY ROSSL NAY KIA HA.
                        • #87 Collapse

                          G ha sir me to kud forex me our islam k bare me ap ko kud ye kaho ga k forex ek business ha our ye log pori world me he is me kam karty ha our is me aj tak koi bi aisa koi masla nahe howa ha jis sy ap ko islam forex sy mana karta ha our forex bahot he achy chizz ha.
                          • #88 Collapse

                            world main jiss kam or jiss business main app logo ko loss or profit hotha hain tu kaam or wo business islam main hallal hain .or forex trading main agar app logo ko deko tu is main be app logo ko losee be hotha hain or is main profit be hotha hain tu yi kaam be sahee lgtha hain
                               
                            • #89 Collapse

                              It looks these callers had done some Internet research on the subject and still searching for an answer or need to explore other point of views. Ever though it is not my jurisdiction to fix on the matter however since I have an explanation that is conceptual instead of focused legal tweaking and is different from other learned Islamic Experts' plug many private callers seem satisfied with my approach, so it might be helpful. So forex islam related.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                mere bhai is kaam k hawaly se 2 point of view hain ek to ye k
                                yahan ap Kisi kism ka ghalat Kam nahin KAr rahay... Sirf khared O Farokht Kar rahay hain or us par apna jaiz Munafa hasil kartay hain...or jaisay K hum jantay hain k tijarat Main nafa nuksaan dono hotay hain Forex Main bhi nafa nuksaan ka Ratio barabar hai Islamic point of view say dekhain tou jis Tijarat main sirf nafa he nafa ho wo haraam hoti hai.

                                2nd point of view ye hai k
                                islam k mutabiq har wo kaam haram hai jis main ap wo cheez baich rahy hon jo ap k pas mojood nahi hai
                                agar forex main ap jis cheez ki bhi trade kar rahy hain wo ap k pass mojood hai yani wo cheez ap k pass hazir honi chahye to us ko baichna jaiz hai warna haram hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X