forex trade se related decision
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trade se related decision
    trading ka kam krne ke liye emotional hona harmful he.petience se kam krein.kbi bi emotional ho kr kam na krein.jb kbi 1 ya 2 dollar bn jain to lot bnd kr dein.is ke bad market ka jaiza lein.
    jb rate ap ke khiyal ke mutabiq ho to new lot lagain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear forex me sub se pehli cheez yahi ha k aap patiencese kaam lain .hamaisha sebr se kaam lain .kabi bi jeld bazi me na hi trade iopen kerain ore na hi jeld baazi me trade close kerain .right time per right decisiuon kerain .teb aap ka loss boht kum ho ga
    • #3 Collapse

      dear ap ne bahot achi bat ki hai agar hum ais pe emotionl ho jaty hai to ais mai hum ko hi loss hota hai janb aor ais mai apna hi nuqsan karwana hai
      • #4 Collapse

        forex trading mai kisi bhi trader se decesin leena chahie kion ke hum jald bazi mai apna sara credit loss kar sakte hain lekin ager hum soch samjh se len to hmara credit bhi bach sakta hai aur us ke sath hamain profit bhi hoga
        • #5 Collapse

          bhai jan forex trading me emotional trader to loss hi krte hen g is lie trader ko apni trade k lie cool minded hona chahye g ta k forex me high lot size ki trade open na ki jay agr trader thande damagh ka malik ho ga to loss nahi ho ga g
          • #6 Collapse

            ji han mere bhai aap ne bilkul sahi baat kahi hai agar hum trading se related hi decision making karte hain to us se hamain faida hota hai humain apni trading main yeh sochna chahiye kay jitne order main bhi profit mil jae behtar hai
            • #7 Collapse

              forex trading business me zyada se zyada profit hasil karna chahty he to hamy hamesha lalach se bachna chahiye aur jaldbaazi nhi krni chaye
              • #8 Collapse

                mai aap kai baat sai agree karta ho forex mai apny emotion par control hona zarori hai vrna jab ap greedy ho gai to loss kai chences zida hoti hai or phr aap apny capital ko ziyaa karva daty hai or mental stress mai chaly jatay ho iss liye apny emotion ko control mai rakhna chahye forex mai.
                :rolleyes:!!! PEACE FOR ALL !!!:cool:
                • #9 Collapse

                  mara dosto mari bot sano agar hum ais pe emotional ho jaty hai to ais mai ko hi loss hota hai g ur ais mai apna nuqsan hota ha ya forex ka soll ha
                  • #10 Collapse

                    forex trading business main kabhi bhi jald baazi na karain kyun kay jald baazi main insaan sahi decision nahin lay paata aur market ko sahi tarah read bhi nahin kar paata jis ki wajah se sahi trade open nahin hoti hamesha achay waqt ka intezar karna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      forex trading se related deciso lene k liye hamen apne emotions ko bht zada control karna chahye take ham theek tarike se kaam kar saken
                      • #12 Collapse

                        Jee han forex mein kaam kernay k leye humein bohat cool minded hona perta hai aur apnay nervous ko strong kerna perta hai ta k hum iss mein right decisions le skein aur long run market mein sustain kernay k saath saath iss se regular income earn ker sakein.
                        • #13 Collapse

                          bhai jan forex trading me emotional trader to loss hi krte hen g is lie trader ko apni trader ko apni trader k lie cool minded hona chahye g ta k forex me high lot size ki trader open na ki jay agr trader thande damagh ka malik ho ga to loss nahi ho ga g
                          • #14 Collapse

                            Dear apne jo bat kahi ek do dollars k bad trade close krdein to kia apko esa nahi lagta k apne emotional decision liya hai is main? kyunk mumkin hai jis cheez ko ap samjh rahe hai risky level hai ho sakta hai k price use bhi kai upper ya niche chali jae?
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
                              trading ka kam krne ke liye emotional hona harmful he.petience se kam krein.kbi bi emotional ho kr kam na krein.jb kbi 1 ya 2 dollar bn jain to lot bnd kr dein.is ke bad market ka jaiza lein.
                              jb rate ap ke khiyal ke mutabiq ho to new lot lagain.
                              mere khayal say aik trader ko daily ki profit ki aik limit set kar leni chahiye aur aik planning kay sath chalna chahiye aur yeh target jab acheive ho to uss kay baad trading nahi karni chahiye chahy market ko ap kitna bhi samjh len kyun kay ziada lalach say humain nuqsaan ho sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X