hedging
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    apne account ko hedge ker ke ap bare loss se bach sakte ho iss main ap ki kamyabi hi iss lye agar ap iss business main kamyb hona chete ho to ap ko achi terms ko apni trading main usekerna ho ga then hi ap achi earning ekr sakoo ge
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      jana shru kr de or ap ko loss ho raha ho or ap is me buy b saath hi dall do jb tk k market apna trend change na krey i thinkis ka koi faida nahi ha g is me ap koager trader ney sell ki lot lagai hai 0.01 ki tu trade minus mai chaliu gai tu trader chahta hai mazeed minus mai na jaey tu woh second trade buy ki 0.01 ki laga day ga es se 1st trade ka minus hedging ho janay k bad ruk jaye ga es ko hedging kehty hain.
       
      • #198 Collapse

        Dear i think its be kind of the avoiding the risk in it and for the earning in it we have to manage the risk in it because then the earning is be the possible and we can also use the stop loss and take the profit for the making the money in it then this is be the beneficial for us.
        • #199 Collapse

          Hedging acount ko manage kernay ki aik or achi technique hay aap apni aik lagai huwee trade k against dusri trade same pair per opposite buy/ya sell k open kerty hen or apni equity ko hedge ker rhey hotay hen takay aap k losses aagay na berh saken or aap losses ko mitigate ker saken her trah sey.
          اصل پيغام ارسال کردہ از: kashif702 پيغام ديکھيے
          aslam o alekum mery is forum kay sub members say sawal hay kay ye hedging kia cheez hay aur is ka humain kia faida hota hay tardingn main please explain it thanks
          • #200 Collapse

            o market oper se oper jana shru kr de or ap ko loss ho raha ho or ap is me buy b saath hi dall do jb tk k market apna trend change na krey na he profit.For example ager trader ney sell ki lot lagai hai 0.01 ki tu trade minus mai chalice gai tu trader chahta hai maze ed minus mai na jaey
               
            • #201 Collapse

              yaar ya koi achi stratgi nai hoti. is sy loss hi hota hy. jab aap ny misal k toor py buy lagai hy or trend aap ki trade k khilaf chal raha ho to aap sell laga do to isy heading khty hian. ya phir aap sell or buy aik sath hi laga dyty hian isy b khty hian
              • #202 Collapse

                hedging brother yeh hoti hai ke agar aapka aik order buy ka chal raha hai aur aap usi pair par aik order sell ka laga dete hain to aapki hedging ho jaye gi dono buy sell ki trades ke saath aur aapka minus chalta loss bhi still ho jaye ga
                 
                • #203 Collapse

                  hedging asa trading ko kahta han k jab hm ak trade laga k market ma ata ha to hmari trade loss ma ja rahe ho or hm loss sa bachna k lia ak sat dursri trade laga data ha k agar is ma loss ho to us sa profit ho k loss barabar ho jai but agar hm hedging krain ga to hmari second trade ma loss kam hoga
                     
                  • #204 Collapse

                    aap ne apne loss ko band kar diya hay yani mazeed loss nahi hoga lakin ab is hedge se niklna maharat ki baat hay. yeh hedging ek bhut achi trick hea aur iss mein fida hi fida hea aur yeh ek dono ke differe mein hoti hea jis amoount ya jis par ap sell kar rahe he.
                    • #205 Collapse

                      Dear friends hamen heading market k up and down hony ka batate ha, jab heading k through ham trading krengy to on men boht he acha profit gain kr sagty hn,heading pe zaror nazr dinay chaie,aisa nhn hojai k hamara sara bonus loss men hojai.
                      • #206 Collapse

                        making different tardes and try to reduce your losss and try to cover the loss through different trades is known as hedging
                        • #207 Collapse

                          main b abi new member aai hu is forum par is liye muje hedging k bary main knowledge nah ha kuch khaas lekin thread sy aur posts sy kafi information mil rahi ha, aur mere khayal main forum ak bohat he best way hai jis sy ham ak achi learning kar sakte hen
                          • #208 Collapse

                            Dear hedging ka matlab hai k same rate par same lot size ki trades jo k ap open kar dety ho os sy na to apko loss hota hai or na he profit kyu k apki lots equal tor par chal rahi hoti hai 1 Buy ki or 1 Sell ki bohat sy traders hain jo hedging plan kar k kafi achi earning kar lety hain....
                             
                            • #209 Collapse

                              Dear hedging wo hoti hai jo trader ek hi jagah pe buy aur sell dono lagata hai aur phir market ke retrace lene ka wait karta hai aur dono taraf se hi profit banata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: kashif702 پيغام ديکھيے
                                aslam o alekum mery is forum kay sub members say sawal hay kay ye hedging kia cheez hay aur is ka humain kia faida hota hay tardingn main please explain it thanks
                                Hedging aik bhut achi technique hai aur is ko experienced traders market k trend ka pata lagany k liye bhi istemal karty hain aur iss sy apny loss ko bhi controll kar sakty hain misal k taur per agar aik pair main sell ki trade loss main ja rhi hoti hai tu hum iss technique ko use krty huye ussi pair main buy ki trade laga dety hain aur apny loss ko recover kar lety hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X