mearning if bullish trend
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Dear kabi market kisi waja sy up chali jati hy jis ki ap ko umeed bhi nahi hoti hy aur kabi down a jati hy jo ap ny socha bhi nahi hota hy is mein bullish candles bhi banti hen aur bearish candles bhi banti hen kuch up ka sign hoti hen aur kuch down ki.up sign candle bullih trend zahir karty hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      bullish market main mekrt up he jati rehti hey kyun keh us mian mojood trader buy ke he trade lgate hain zyada ter aur is wja sey us pair ka trend up ka hota hey aur us wuqt ager buy ke he trade open krain to us keh chance bohat zyada hotey hain profit keh liey
      • #48 Collapse

        Han bullish trend yahi hota ha yani market ka grap continuosly upper ki tarf ja rha ha ap es trend ka fayda udha saktay hain aur buy ki trade laga kar profit earn kar saktay hain.
        • #49 Collapse

          bullish market ka matlab hai ke market buy ki taraf ja rahi hai. bullish trend main humein chaiye ke buy hi karein lakin ye bhi zaroori nahi ke agar market buy ho rahi hai to trend buy ki taraf hi chalay ga. trend change bhi ho jata hai aik dum aur phir loss ho jata hai. humein analyze kar ke hi market main insert hona chaiye.
          • #50 Collapse

            upward movement continuously of currency is known as bullish trend !!!! is time per currency continue upward jaati hai ' humein is time per market ki trend dekhte huay purchasing karni parti hai !!! is bullish trend me ya to humein bhaut profit hoga ya phr bhaut zada loss !!!
            • #51 Collapse

              han sahi bata kahi hai aap en market me bullish trend jab hota hai tab hum buy lagaty hain and jab barridh hota hai tab hum sell karte hain thanks bhai aap ne achi info di hai hum sab ko .
              • #52 Collapse

                yes, i think mearing is a bulish trend agr asa koi trend na ho tu trade perfectly jari rahy gi but bht sy log jo asy kam krty hain un ko chahiy k wo is types k trend adopt na kia kry is tara logon ko bht problemes hoti hain kam krny mien friends .
                • #53 Collapse

                  Bulish trend kay matlab hay markete ko up janay wale trend jab market bohut zeyada up ja raha hota to forex kay market may musalsal bulish candle bantay hay
                   
                  • #54 Collapse

                    yes, bohat achi information di hy app nay knowledge main azafa hu gaya hy, kyun ka main abhie new member hun is forum par auor knowledge akatha kar raha hun for a best trader banny ka liyee.
                    • #55 Collapse

                      bhai yeh trand buy ka hota hai is me yeh markit ko bulish kehte hain jo k buy hota hai or aik bearish hota jiss ko hum sell kehte hain or hum ko forex me trand banne per hi trading kerni chaye phire hi hame profit aye ga
                      • #56 Collapse

                        of course bro i also think so. bullish means the actual period when market is going to upper trend and we set trend in buy.it is helpful toooooooo
                        • #57 Collapse

                          Bulish trend kay matlab hay markete ko up janay wale trend jab market bohut zeyada up ja raha hota to forex kay market may musalsal bulish candle bantay hay
                           
                          • #58 Collapse

                            Market jaab upward trend mein move kr rahi hoti hai too phir hum kehtee hain kee market bullish trend mein move kar rahi hai aur market currency kee buying kee liyee bhoat sazgar hai
                            • #59 Collapse

                              jab market up ko ja rahi hoti hai tu wo trend bullish trend hota hai aur ap ko indicators aur new yahi bol rahi hoti hai ke ab market up ko jaye gi tu os time humien buy main trade ko open karna chiya ta ke profit mile
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                bullish ka mean up ka hota hey ager hum kaehn keh forex mian kisi pair ka trend bulish k ahey to is kam mena ho ga hm buy krain gain aur bulih strend mian markey ke price mian izfa ho raha hota hey aur bulish trend mian hmian hmesha buy ke trade he open kerni chaiey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X