Forex for beginners - some advice
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    bigenners k lie mera aik hi mashwara he ke ap mehnat se posting karen aur zyada se zyada bonus kamae aur is bonu7 pe trading start karen aur profit earn karen ye hi meri advice hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadlakhani پيغام ديکھيے
      Does anyone have any advice on trading for beginners?

      I have also heard of Forex Robots... do they work? Are they a scam?

      I want to start small, and see if its really for me or not. Will take it from there.
      Jee aj kal bohat robot ki batain hoti hay mainy khud use kea tha aur mera ye bohat he bura experience raha hay mera 900$ ka loss kar dia es robot nay meri sab say advise hay keh robot use na karen khud trading seekh kar shuru karen.
      • #348 Collapse

        bro forex main agar aap kaam akrna chahty ho to mainyehi kahun ga k iss main kaam karny k liye aap ko boht ziada emotions py control karna ho ga aur lalach se door rehna ho ga warna aap kabi b forex main kaamyaab nai ho sakain gy iss k sath sath aap ko money management py b dehaan dena ho ga
        • #349 Collapse

          meri beginner kay liyay yehi advice hai kay kay patience say kam lain ,greed na karain karain ,relax ho kar trading karain .takay montly perchase karain
          • #350 Collapse

            forex trading business mein hum achi income ko hasil kerne k liaye achi tips aur knowledge ki zaroorat hoti hai iss liaye humein pehley knowledge ko preffer kerna chahiye.tab hum achi trading ker saktey hain.
            • #351 Collapse

              gee han jab main neya aya trader forex tu main nay small invest kiya balance. forex main robot ko ahmiyat nahi daini chiyay loss ziyada aur profit kam milta hai.
              • #352 Collapse

                dear forex trading is very good bussiness for all peoples and all newbies first should they have to learn much knowledge about forex trading and then do much practice on demo account so than they will become perfect here and then start live trading so we can earn some good money here..
                 
                • #353 Collapse

                  mere khayal main jo log new hain forex business main unhay chahiye kay woh yahan trading ki taraf anay se pehle trading ko achi tarah samajh lain aur trading ki achi tarah se practice karlain taa kay achi trade kar sakain.
                  • #354 Collapse

                    forex robots boht hi faidymand hoty han hum in ko use kar k good earning kar sakty han lekin in ko use karny k liye zyada investment ki zarorat hoti han agar hum in ko small capital par use kary gye to humy boht loss ho sakta han.
                    • #355 Collapse

                      forex for beginners not use a forex robots that's are not working best these are na scam but these are not best for our trading. so best thing is that do not use robots.
                      • #356 Collapse

                        he han ye best hai muger beginir ko boht se aur cheeezain hai jo app ko follow karne hote hain aur app ko es amin successful hone k lye ye point be dekhnaine hote hain so app es main ek ache successful tradr banskte ho aur app ko kamayabi hasil hoge
                         
                        • #357 Collapse

                          Dear forex trading mein apko apni trading abilities pe bharosa hona chahiye,aur robot trading bhi theek hoti hai lekin some times robot apka poora account khali karwa dete hain,to is baat ka dehaan bhi rakhna chahiye ke robots bohat ziyada risky bhi hote hain.
                          • #358 Collapse

                            bhai forex trading aik best business hai is me bohat paisa hai is ko join kar ke hum apni tamaam zaruryat poori kar sakty hain and is se hum bohat short time me bohat ziada earn bhi kar sakty hain .
                            • #359 Collapse

                              meredosto jo bilkul new traders hain in ko ye main yehi kahon ga k wo pehly complete learn krein trading ko then iss field main invest krein iss k baad kabhi bhi robot trading k chakkar main mat pardein sabar o thamulk sath full technical ho kr without greed ktrade krein 0.01 k volume se s/l or t/p ko use krty huye
                              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                yes dear forex trading business me beginners ko forex ki learning aur es ka knowledge gain karna chahiye aur phir forex demo account me es ki practice karni chaiye aur forex trading karte waqt humesha apne emotions ko control rakhna chahiye.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X