panic greed or hurry?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    dear mere khayal se greed bohat dangerous hay aur forex trading business me greed ki kooi jaga nahin hay aur hum es business me learning ki madad se greed ko kam kar sakte hain aur yeah aik asan online aur profitable business hay.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      han ge bilkul hmain greed or hurry nhe krni chye q ke is se koi fida nhe hoga ulta apko loss he hoga so avoid hurry or greed.
       
      • #168 Collapse

        dear mere khayal se forex trading business me greed ki koi jaga nahin hay aur greed humare liye bohat dangerous hay aur fear ko khatam karne ki hum demo account me practice kar sakte hain aur forex aik asan online aur profitable business hay.
         
        • #169 Collapse

          yeh dono cheezain hi forex k liay bht nuqsan deh hain, agr ap forex main laluch kr jatay ho ya trade dalnay k bhad parishan ho jatay ho aur apny emotions pay control nai kar patay to ap ka account loss main ja sakta hai.
          • #170 Collapse

            A trader need lot of quality on forex.. such as patience, experience, hard working, honesty, confident etc.. but always avoid greedy mind because Greed is a main reason of loss..
            • #171 Collapse

              dear panic, greed and hurry these three things are veryu very harmful and dangerous in forex business so place always doing without these things then you make good profit in forex business
              • #172 Collapse

                ji ye 3nu hi ahmre liye teek nahi kyun k in 3nu ki waja se hum lose kar sakty hain yani k greed hurry and panic agar hum in 3nu k sath trading karegy toh hum kamyab nahi ban sakty balkey lose hi karengy hameshaa..
                • #173 Collapse

                  maray khayal say to dono hi worst hen kun kay agar ham jald bazi say kam latay hen to us main ham galt trade bhi open ker sakty hen jab kay agar ham greed karty hen to greed say to wasay hi sara capital khtam hop jata hay.
                  • #174 Collapse

                    Panic greed and hurry, these are very dangerous in the forex trading business and the main cause of loss, and cause of failure of any trader, so we need to control them if we want to do the trading profitable, and these are our enemy in the forex.
                    • #175 Collapse

                      Fx is incredibly high risk enterprise. we can earn money rapidly and reduction cash incredibly speedy. We have to often prevent panic or anxiety or else we all malfunction throughout trade. Never speed plan to carry earn money.
                      • #176 Collapse

                        han bhai bilkul thek keh rahey hain aap k yehi chezain panic greed or hurry hi hamain loss karwa deta hai or ham loose kar jatey hain or trading main hi nhi bal k life main kahain bhi ager ham in chezu ko apnatey hain tu nuksaan main par jatey hain.
                        • #177 Collapse

                          dear wesay to main aik newbie hun lekin jahan tak meri knowledge hay ye teeno cheezain aik trader ko hurt karnay main bohat important role pay karti hay, ager hum apnay decision laynay main zara bhe panic huay ya jald bazi ke to humari sari mehnat pay pani phir sakta hay, aur trade kartay huay humain greed ko apany pass bhe bhataknay nahi dayna chaheay...
                          • #178 Collapse

                            brother app ka greedy behaviour money ki taraf app ko loss ki taraf lay jaata hai aur jald baazi main hamesha galat trade open kartay ho isi liye trading start karnay se pehle time liya karo market ko analyse karnay ka phir trade lagaya karo.
                            • #179 Collapse

                              Greed of the worst qualities that could have possessed rolling in the forex market if you want to succeed in the forex market you will have to give up the recipe if you greed of people who cling to them and learn well in the forex market
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Dear ye teeno cheezen hi bohat ziyada nuqsan deh hotii hain aur ap in mein se kisi bhi cheez ko apas mein compare nahi kar sakte,ye apko hamesha hi loss ki taraf le kar jati hain,aur apke poore capital ke lose hone ka bhi bohat khatra hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X