forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading me loss ki importance
    loss boht se reasons ki waja se bohta hai , but loss ap ko boht se cheezyn sekhata hai ,, in mistakes se sekh kr he ap ek achy trader ban skty hen wrna trading krna waste of time hai ..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear loss ki bi berhi importance ha kiun k jub trader ka loss hota ha wo ore ziaada behter planninmg se tradeb open kertay han ore apni styretegy ko mazeed behter ker k trading kertay han ..lposs ki bi apni importance ha
    • #3 Collapse

      bhai aap ye achi tarah se jaan lain k loss ki importance kya hai kyun k yahan jo aap se loss hua hota hai wo aap ka apni pocket se lagaya hua pesa hota hai ya aap ka kahain na kahain se apna kamaya hua pesa hota hai, is liye loss se bachain or trading main maharat k baghair trade na karain plz.
      • #4 Collapse

        je ha apna thek kha ha k forex treading ma loss ki important boht zada ha ku k jo log is forexper work kerty ha un ko pta ha ka hum jitna work kerty ha un ma humy lss hova ha ya profit .
        • #5 Collapse

          dear forex me agar acha profit hota ha to loss bhe hota ha har business me asa hota ha is lye forex me loss ki wja kam experience zyada lalich sy ap apna balance loss kar bethty ho is lye hard work k sath or greed ko door kar k achi trading ki ja sakti ha
          • #6 Collapse

            jis ko loss hota hai un ko he profit bhi hoti hia kyun k loss he hum ko profit k way deta hai agar hum forex mein loss ki waja ko talaash akrta hai kyun k jab bhi kase ko forex mein loss hota hai tu wo us ki apni he koi na koi mistake hoti hain jin ki waja se us ko loss hota hai agar wo apni mistakes ko theak kar let ahian tu wo forex mein bhut ziada earning bhi karta hai aur success full bhi ho jata hai.
             
            • #7 Collapse

              Har trader ka apna mind hota hai or har trader loss ko different view se leta hai. Jo log new hoty hain wo loss se learn karty hain or aik professional trader loss hony kay baad bhi apni trading se khush rehta hai kiun kay wo loss se order lagany se pehly hi wakif hota hai. Is liay loss ki importance har trader kay liay different hai.
              • #8 Collapse

                loss ho jy to both afsoos hota ha mager loss ho jy to profit bhi hota ha .forex ma loss to bhot kam ho ha han par loss kam unko kam hota ha jin ko exprince acha hota ha jin ko exprince kam hota ha un ko loss ho jata ha par jin ko loss h jy un ko chahea ka wo loss hony ki waja ko noti kary taky phr sa loss na ho .sab ko best of luck good job
                • #9 Collapse

                  bhai loss and profit app pr depend krta ha jese kah mein mein bhi trader hn magar demo pa work kr rha hn and live account run nhi kr rha us ki waja mn zada sa zada experience hasil krna chahta hn and jitna loss hota ha virtual money ka hota ha and us sa mn lesson hi hasil krta hn and us ko note kr leta hn for future trade.
                  • #10 Collapse

                    bahi main samajhta hon wasa tu loss aik buree chez hai is sa hamain mayusi hoti hai laken agar positive way main dekha jay tu loss aap ko trading main buhat kuch sikha data hai apni galtion sa aap buhat acha sikh jatay ho
                    • #11 Collapse

                      forex trading main loss ke bohat importance hay aur successful trader wo he ban sakta hay jo loss honay k bawajood apnay aap ko control karay aur uss loss k reasons ko samajh k next time k leay proper work kar k kaam karay...
                      • #12 Collapse

                        dear sir loss boht se tariqe se ata hai or iski sub se bari waja yeah hai k hum demo acount me trading sekhe baghair real trading me shuro ho jate hain me to kehta hun k jab tak hum demo account me 2 3 mah tak trading kar k apna experience na bana len tab tak hum trading na karen..
                        • #13 Collapse

                          forex trading main loss ki ai apni jaga importance hoti hai kyun kay aap ka loss hi apko aage barhne main madad deta hai aur aap ka jab tak loss nahin hota ap sahi se trading ko samjh nahin paate
                          • #14 Collapse

                            forex trading mai loss or profit to hota hi hai qk ye ak risky business hai or agr hamen loss hojata hai to is ka matlab ye nahi hai k ham himmat haar jayen bal k hamen smbhalne ki zarurat hoti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              gee mre bhai forex me lose es lye important hy ke lose ke wjaa se hmary trading kharab hoo jaty hy hmy chahye ke forex ke baary me learning kr ke trading staRT KRY TO PHR HMY LOSE NAE HOO GA

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X