Strategy of Fibonacci tool
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    My partner and i understand your own place almost all thoroughly and it is visible from your place that it's ideal strategy for all broker however initial almost all we should study what is fibonacci resources in addition to just how do many of us utilize it with exchanging.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Bilkul jnb ap thek keh rhy hn fibonacci bahot hi acha tool hy earning k liye mn b isko use kr rha hun aur profit kama rha hun.
      • #48 Collapse

        Fibonacci sa trading karna aqalmandi ha aur best tareqa bi yahi isah bttr tareqa aj tak mjhe nae laga kafi reliable bi ha
        • #49 Collapse

          realy nice thead bro aor mai toxic bro se bulikul itfaq karta hoon bare time frame ma 300 to 400 point ka stop loss aor tp hune chahye spcially agr app ero/usd ya koe bi is jase volatile pair ma trad kar r ahe hoo.
          • #50 Collapse

            Baat to ap ki sahi hai, main ap ko ek abbat bata do,k may nay monthly time frame is lye use kia tha kyo keh logo ko pata chalay k montly time frame may bhi analysis ho sakti hay, aur hum agar is chart par thora ghor karain gay to market nay kaafi arsay say 38.2 ko break nahi kia, aur har dafa 38.2 ko touch kar k reverse huwa hai.
            • #51 Collapse

              weell filhal to mujhy is ki kooi proper knowledge nhi ha kun kay ma new user hun abhi read he ker rha hun or abhi he strt lia ha but ma is ki zada say zada knowledge get ker rha hun yahen say jo sub postings hain
              • #52 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Toxic پيغام ديکھيے
                Ek achi koshish ap ki ek achi strategy bayan karne ki ;) Yeh ek wakai achi thread hai aur me ap ki mehnat ki kadar karta hu :)

                Ab topic k mutabik thori si knowledge me bhi share kar du takey agar koi isey wakai samajhna chahe to usey help mil sake.

                Is me 38% abhi thek lag raha hai, but mainly bhai 50% aur 61.8% sab se ziada important hote hai :) Aur jis tarha ka chart apne use kia hai, wo long time frame hai jis me agar ap 38% par sell karte bhi ho to 80 pips ka stop loss kuch nahi, kam se kam 300-400 pips chahye honge ap ko. Isi tarha tp bhi itna hi hoga jis tarha ka time frame use kia hai ap ne us hisab se.

                Aur agar long time frame me isey karoge, to sirf technical analysis nahi hoti. Fundamental ka bhi buhat buhat ehem role hota hai because yeh 38% level tor paega k nahi, wo depend karta hai fundamental strength par. UK ki economy kafi achi hai abhi aur long term me bhi achi rehne ka hi imkan hai. Us ka unemployment rate, Central Bank ki policy aur GDP har chez achi ja rahi hai to yeh ek acha time hai UK ki economy k lyey.

                To yeh bat zehen me rakhni hogi agar koi bhi long term me isey short karna chahta hai to because yeh cheze Fib retracement level ko nahi dekhti. Lekin phr bhi, ek achi strategy hai jis aur chezo k sath agar combine kia jae, to wakai kuch achi strategy banai ja sakti hai :)

                right brother ap nay sahi question kiya hai but may agree nahi karta ho ap ki 50 percent and 61 say who is liyeh k monthly ka chart hai our us k sath roles ko agar follow kar liyeh ja tu deko is chart ko market already 2 touched kar diya hai our 3rd par yeh must down ho gi who is liyeh ik tu jo fiboo ka level hai 38 who b physiological point hai deko is point ko our figuer ko bother bahot bahot strong level hai so i am ful agreed in the chart they well must b start down trend
                • #53 Collapse

                  bohat achi thread post ki he ap ne is se muje or doosre members ko bohat kuch seekhne ko mila he ye bohat achi stategy btai he ap ne or ye jald or asani se smj ane staretgy he jo bohat useful he thanks for all senior member to help all of us
                  • #54 Collapse

                    Sir buhaat Achay Tarikay Say Ap nay fibonaci ko Samjhaya hai,comment Karnay Say pehlay main nay Kafi Dair tak Febonaci Ko Apply Kar K dekhaa...long time Frame main is Ka result Waqai kafi Achaa hai..main samajhtaa hon K indicator ko us K rule K mutabik use Kiyaa janaa chahiyee tou result thek he milta hai
                     
                    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                    • #55 Collapse

                      Yar ya waqi hi ap ki post bahot achi aur informative ha main na phelay fibonacci tool ka nam hi suna tha aur technical analysis main es ka zikar bahot ata tha laken ab main es tool ko use bi kar latay hun aur ya sab main na ap ka es threat sa sekha ha. thanks for giving such a valuable information.
                      • #56 Collapse

                        you might be telling great methods and also i love work for new member and also lets hope you may support us all inside foreseeable future too and also i'm glad for most of these wonderful posts the actual strategy you might be telling is very very good and also we could apply it just as are living buying and selling since the method of making and also i think buying and selling methods are incredibly very good and also we should instead apply these phones look at the actual efficiency advisers.
                        • #57 Collapse

                          Yaara bohat ajeeb cheezain hain ic forex k software me koi mjy b sikha do yar wsay may apriciate bhai k apne itni mehnat ki our humain ye btaya k kis tara hum behter taikay say trade kar sakty hay...
                           
                          • #58 Collapse

                            Toxic bhai or abdullah bhai yar ap dono hi achay experince rakhtay ho yaha ap nay bohat achi sharing ki hay..
                             
                            • #59 Collapse

                              ap ki post tu boht achi hy mry bhai mujy agy ja kr is s boht fida ho ga but mujy is k bry m nhe pta kiun k main abi new hu is work m wasy esy post s hm jasy new ko boht faida hota hy or agy ja k muskal nhe hoti.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Currency trading mein Fibonacci lines yaa jis koo sound Fibonacci retracements bi kehtee hian kee zariyee sound potential letting go aur assist as well as resitance stage koo achi tarhan discover kar saktee hian aur method bana kar acha make kar saktee hian.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X