Each loss has a lesson
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    yes you are right brother.jb nuqsan ho to bjae hurt ho k beth jany kay hamain apni ghalti k thek karny k bary mein sochna chaiye ta k next time us ghalti se bcha ja sky.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      han ge bilkul hamian loss se sekhna chye is se ap easily sekh skte hain or dekh skte hain ke apne kia mistakes ki hain is trha ap achye se sekh skain gain.
       
      • #153 Collapse

        forex me ham logo ko boht sa loss hota he wo harmy apny mistake ki waja se hota he per us loss ke back per boht sa profit hota he agr ham log mistake kar lety hen to us se faida bhi hasil kar sakty hen ham ko loss se boht sa knowledge mil jata he jis se ham log forex se kafi profit hasil kar sakty hen.
        • #154 Collapse

          g hn ,, aik acha or succesfull trader wohi hota hy jo apni ghalatiyo se seekhy or unhy dobara repeat na kary .. mistakes are the best teacher of trader so loss ki boht importance hoti hy trade main
          • #155 Collapse

            bhai jab loss hota hai tab hi aik acha trader apni ghaltiyou. par nazar daltha hai aur apney weak points par focus kartha hai aur unko imrpove karney ki koahish kartha hai toh loss aik tarah se humey sabak hi seekha tha hai aur humey bethtar bana tha hai.
            • #156 Collapse

              Dear Freinds jub hum Demo used karty hn to humy loss ka feel nai hota par jub hum Forex market me trading karty hn to hm bachata hn. syy loss hota hn to hum har loss pe koi na koi point Sikhty hn jo hmy next time Loss hmy
              • #157 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                If someone faces a loss in the forex trade, remember that misfortunes and hardships are also a lesson for us, every heart break and loss is a foundation of a new start, that teaches us how to perform next time.
                Han bhai hume loss hone se kafi saabaq milta hai aur hamre knowledge me bhi ezafa hota hai kiyo ke jab hum loss kar dete hain to hum apni mistake ko accept kar ke us se bachne ko koshish karte hain....
                 
                • #158 Collapse

                  yes you are fully right and i agree with you because each loss has a lesson for us.jab kabi bi hmen loss hota hai to hamen uss se boht kuch seekhney ko milta hai har loss men hmarey liye aik sbaq hota hai jiss se hmen pata chata hai k ham ney khan glti ki or kis traha ham next time loss sey bach sakte hen
                  • #159 Collapse

                    yes there is no doubt that each loss has a lesson in the forex trading business so my dear brother we should take the lessson from our mistakes so that we can improve more and more and can earn more and more in the online business
                    • #160 Collapse

                      meri nazar mein yeh baat bilkul true hai ke ap jb bi loss krte hai har trade pe har ek loss ap ko kuch na kuch sikhata hai, aur is loss se seekhne ke lye ap ko trading journal maintain krna hota hai jis mein apki complete trading history mujood ho ap ko pta ho ke ap ne kis login pe trade ki thi kya profit aya tha aur kya loss tha aur us trade krne ki login kya thi is se ap ki knowledge build up hogi aur ap trading ko improve kr sakhte ho
                      • #161 Collapse

                        ji han bilkul hamain har loss se kuch na kuch seekhna chahye or hamain har loss k bad boht sambhal kar trade karni chahye ye hamarey liye bohat acha hai or koshish karni chahye k hamain bohat kam loss ho ya bilkul bhi loss na ho.
                        • #162 Collapse

                          good question dear business me jab bi loss hota hai us se hum or ziyada sekhte or ye koshish karte hai next time hum ye galti dobara na kare lehaja hume jitna bi loss hota hai hum us se bachne ki koshish karte hai
                          • #163 Collapse

                            yes every loss has a leason hum loss to life k har mor per kabi na kabhi kha jaty han per loss hona itna bura nhi ha jitna bura loss sa kuch na sekha ha. loss sa hamesha kuch na kuch lesson sekhna chaheay
                            • #164 Collapse

                              yes sir forex me loss karna ap ko achy experience deta ha q k jab ap loss karty ha to ap ko ager pir ap forex me trading karty ha to ap us tara he trading nahe karty ha jis sy ap ko loss hota ha our me to kud forex me demo account sy experience hasil kar raha ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Forex mein hum apni her mistake se koi na koi lesson le saktay hain aur apni mistake ko highlight ker k aur apnay drawbacks ko door kertay huay new strategies banna saktay hain aur onn ko implement ker k apni mistakes se honay wala loss recover ker saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X