ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    yes hamari taleem zindagi k har step par hamary kaam ati h,is liay meri bhe yehi advice h k future mai agar ap apni taleem ko lay kar pachtana nhe chahty to phir aj osy neglect nhe karain,agar ap forex forum say thora bhe earn karty hain to yeh bhe boht h
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      g han kisi bhe stident ko forex tradung ke wja sey apni study ko ignore ni kern achhaiey trading to phir bhe ho jaiey ge lekin ager time waste howa to u ska koi fida ni ho ga baulkeh us sey zyada preshani ho ge ager result acha na raha to aur forex ko utna he time dya jana chhaiey jitna easily nikal skain
      • #108 Collapse

        je han app ko basic aim tu app ki taleem hai jo k pore hone chahey ahi kiu k ager app ki studies pore nhn hai tu app ko es main loss hoga aur app es main nakam hoskte ho so forex trading main app k pass edcation hona zorir hai es main app compormise na karo tu app sucessful hoge dono main
         
        • #109 Collapse

          han g education to buht zarori hai trading ke liye education ko to bilkul ignor na karain bs sath sath thora hi sahi ap trading mein knowledge hasil karte rehen to apko buht faida de jaye gi trading
          • #110 Collapse

            yes you right student bhi trade kar sakte hain hain laikin trade ke saath saath apni education bhi jari rakhain trading part time bhi ho sakti hai laikin trading ke saath education must hai
            • #111 Collapse

              G bohta achi advise di apne,bohat se students apni studies ko neglect karte hain aur trading pe apna bohat ziyada dehaan dete hain,to unko chahiye ke apni studies ki taraf bhi tawajjah den,kiunke studies bohat ziyada zaroori hai.
              • #112 Collapse

                dear frinds my as a studint apny dosto ko ya bolna chata hun ko wo forex ko sirf parttime job k liyea kerin ager woo itna kam kerin jis sy wo study sy dor na hon lakin jub app free ho jaty han study kar k us time app forex ko ful time dy sakty han
                • #113 Collapse

                  forex main zayada kam karny waly han bhe student he main bhe ak student he hon jo is main kam kr raha hon aur mera kam bhe acha cahl raha ha maujh to is main kafi maza bhe ata ha kam kerny ka
                  • #114 Collapse

                    apne bilkul thek kaha aur bohat achi baat batai hain.... student ko forex trading as a part time karni chahye hain aur apni life ka zaida waqt apni parhai pe dena chahye hain... is business ko agar achay se samjh liya aur train hojaye tu ye business me azha profit earn kar sakte hain lakin is business me greed bilkul na rakhe aur studies pe b achi tawajja den....
                    • #115 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                      Dear traders students k leiye as a brother meri ye advise hai k trading zaror karain es se wo apne parents ki support kar sakty hain laikan lalach mein aa kar apni taleem ko ignore na karain.trading experience un k future mein kam aye ga.
                      It is doesn't amatter. Any human can gain here on his experience and a good performance. Most of the people are gain here on his good performance. Thank you for your information. Student can to do apply here.
                      • #116 Collapse

                        dear mein bhi students ko yahi advise krunga k wo start mein just knowledge learn karen or apni study ko proper time de ker continue rakhen qiun k is ka sab se bara benefit un ko ye hoga k jab wo professional life mein enter hon ge to wo forex market k expert hun gy or apne foot per khare hone k qabil hon gy.
                        • #117 Collapse

                          Yes sir ye ap ne achy sawal kiya ha our me to kud bi forex me ek student ho our sab ko me bi yahe kaho k forex me ap life time me he is me ap trading kar sakty ha liken ap pir wo study nahe kar sakty ha jo ap abi kar rahe ha to ap ko first me apny study par he diyan dena chaye our ap sath he forex ko bi use kary.
                          • #118 Collapse

                            is main jo bhi student trading kay lian kaam kar rahy hain unhain trading zaror karni chaye lakin is main apna ziada waqt study par dena chaye to is main ager app apna waqt jitna ziada study pr dain gy or us kay bad jub app trading main enter hon gay is main app achi tarhan kaam karsakain gay.
                            • #119 Collapse

                              han bhai ye student k liye bohat achi part time job hai lekin jesa k aap theek keh rahey hai k achi parhai ko wo bilkul zaya na karain kyun wo un ka mustakbil hai or plz lalach bhi bilkul na karain, yehi khas waja hoti hai insaan ko doboney ki.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                jee haan Sab Students ko is baat Ka khyaal rakhnaa Chahiyee k Forex K Sath Sath Apni taleemi Sargarmiyoun Ko Kabhi Bhi nahin chornaa chahiyee... kitnaa Achaa ho ga k Aap Koi higher degree lain or Fees k Saray paisay apni Forex ki income Say Dain or apnay Expenses bhi bardasht karain,Forex trading Students K liyee buhaat zyada helpful Sabit ho Saktaa hai bashart ye k isay Bhi ABC Say Sekhaa jaye
                                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X