Kia iss kam k nuqsan bhi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    dear friend ap nay acha sawal keya hain kay forex trading may naqssan be hay aur is ka profit be to maray khayl may ager ap ka experience zyada hay to ap kay profit kay chances zyada hain na kay nuqssan kay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      bhai is kaam main nuqsan us waqt hota hey jab hum isko without knoweldge aur experienc key isko join kartey hain to phir hum is main just nuqsan hi kartey han aur profit hasil nahin kar saktey hain...
      • #318 Collapse

        Yes of course forex is also a risky trading business and loss is very common in the forex trading business so we need to study about it very carefully, and try to learn from our mistakes, and get the great lesson from mistakes to protect us loss, but loss is common so we are all ready to face the loss in forex.
         
        • #319 Collapse

          salam frndz,ya bt bilkul thk ha ka 2 ya 3 hours computer pa bethna thk nai ha is sa apki sehat kharab ho jati ha,jab apko ak cheez bta di gai ha ka per day45 comment karny ha to is ma apky 2 ghanty lagty ha is sa koi effect nai hota.
             
          • #320 Collapse

            bhai hamri seht kay leye nend sub say zada zruri hoty hain jo hamy khyal rakhna chye hamy es par mehnt kay sath sath apni nend or seht ka bhi khyal rakhna chye kun kay agr hum just esi par sara din lagy rahy hamri seht bhi kharab ho sakty hain jis say hum agy kam bhi nahi kar sakty esi leye agy barny kay leye seht achi hona zruri hai
            • #321 Collapse

              hamy mily ga trading k lia es lia hamy start mi es py kuch zayada mahnat krni parti ha ku k es business ko achy karny or es sy profit lyny k lia es ko samajna zaruri ha of knowledge and skill. So we need to learn the business well before start trading. Thanks you so much for the post.
               
              • #322 Collapse

                bhai sahi baat hai health ka bi khyal rakhna chaiye or pana kaam bi to krna hai jitni mehant hogi utna acha kaam ho ga is liye hame kaam pe ziada dehan dena parta hai or health bhul jaty hain har bandy ko ab bs apni pari ai health ki nhi
                • #323 Collapse

                  Ji haan jahan forex business kay bohat sare faiday bhi waha is kay nuqsanaat bhi hai, jaisay kay yaha per galti karne ki gunjaish nahi hoti hai, or choti si galti ki waja say hum apni poori investment bhi kho sakte hai, or loss hone ki soorat mai hum depression ka shikaar bhi ho sakte hai.
                     
                  • #324 Collapse

                    Dear...is kaam aik nuqsan to ye hai k ye time consuming bht hai aur dosra ye hai k jab hum trade karty hain tab zyada tr loss hota hai...isk ilawa koi nhi hai.
                    • #325 Collapse

                      Mery Bhaee Nuqsaan tau har kam ma hota hy duna ma jo be kaam hy nuqsan ka bagir nahy hota, nuqsan ko har business start krny sy pehly zehn ma rakhna chaheye, Forex also involved high risk, but es risk ko kamm krny ke leye forex ke education hy, forex ke useful tips hy, jinny istimal krty howy humm kaffi hadd tak risk ko contorl kr sakty hyn.
                      • #326 Collapse

                        Yes dear i think that forex trading business is avery very risky bsuienss and i think that there is profit and loss are also in forex trading lia hamy start mi es py kuch zayada mahnat krni parti ha ku k es business ko achy karny or es sy profit lyny k lia es ko samajna zarori ha use kar kay kafi acha profit hasil kar sakty hain.
                        • #327 Collapse

                          nhi mere khyal se iss kaaam ka koi nuksaan nhi ..hum iss ko easily jahan chahein kar sakte hain.Health care is not a big issue for forex trading ye kaam tou hum ghar mein apne bed pe beth k b kar sakte hain.
                          • #328 Collapse

                            nhi bhai mein na aesa kabhi feel nhi kiya ha woh sirf jab he hota ha jab hum bohat zada concern ho jate ha kisi bhi kam sa bhale woh forex forum pr posting kr rhe ho ya forex pr trading kr rhe ho ya dunya ka koi bhi kam kr rhe ho magar yeh kuch logon ki nature hote ha sar pr sawar krna.
                            • #329 Collapse

                              Is ke nuqsan bhi hai or faida bhi agar dekha jaye to nuqsan to balance hai is ke nuqsan or faiday jaha faida bhi hota hai to usi level pe nuqsan lekin end me faida jeet jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                g hahi is kam ka koe nuksan ne hay agar ap posting karty hain to ap ko ya posting karny ka bonous milta hay jis ko ap forex main investment kar kay acha profit earn karty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X