International Stock Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    I think stock trading need a lot of capital and there is no chance to recover the loss. so we have to learn the forex trading and no need to trade in stock market.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Je haan jo apny companies btaye hain in main trade boht slow hoti hai, kyonk in main shares log kam hi buy krty hain jiss ki wajha sy itna interest nhe hota trading ka logonka tu phr islye trade bhi slow hoti hai, aur mukhtalif govts bhi iss main interest nhe layti jis ki wajha sy in main trade nhe hoti hai aur hamashe slow result hota hai.
       
      • #48 Collapse

        my dear is bara ma mare koi experience nhi hy ma sirf currency pairs pe kam kar raha hun agr us ki information chaye to ap batwo ma ap ko batwo ga jo apne pucha hy us ka jwab nhi da sakta hun aur us ki timing k bara ma b m ko nhi pata hy dear so keep your trading
        • #49 Collapse

          App kosish yeh karein app currencies kee kafi pairs hain aur un mein trading karein because enn mein esse bohat see pairs hain jin mein app koo spread bhi kaam dena paree ga aur currencies kee liyee internet per kafi material bhi mil jata hai
          • #50 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
            Hamary Meta Trader me International Companies (IBM, Microsoft, Dell, HP etc) ki markets bhi show ho rahi hoti hain aap kay khayal me kia in me trading karna acha hai kia ye ziada faida de sakti hain, kia ye bhi 24 Hours run rehti hain ya inki koi timing hoti hai starting or ending.
            no brother ye 24 Hour Open nhi rehti, or ye different companies k shares hote hen, jo sirf new york stock exchange timing me open hote hen, 1 to in ki movement bohat bekaar hoti he or 2sra in par low volume pe trade nhi ho sakti...
            • #51 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
              Hamary Meta Trader me International Companies (IBM, Microsoft, Dell, HP etc) ki markets bhi show ho rahi hoti hain aap kay khayal me kia in me trading karna acha hai kia ye ziada faida de sakti hain, kia ye bhi 24 Hours run rehti hain ya inki koi timing hoti hai starting or ending.
              Dear main abhi forex main newbie hon aur mujhe iss baary main information nahi hai kay inn main trading karni chahiye ya nahi.
              • #52 Collapse

                mere khayl se to ap har kaha trading kar sakte hain or mene sunaa hai k forex aik bohat hi acha bussiness hai or yaha har company nazar ati ahi so you have to do trading on that just one time so you can get experience about that.
                • #53 Collapse

                  Bro Inko cdf kehty hain in k share mein trading hoty hein jin par ham face value se trade karty h or buy/sell k demand par inko trade out karte hein in k movment buhat slow hoti he is liye in par ziada aksaryat k log trade nahi karty hen
                  • #54 Collapse

                    Trading kahin bhi ki ja skti hai lain main thing hai k ap successful trading krein aur successful trading k liye trader ka experienced hona boht zarori hota hai.Experience aur skills ki hi base py traders kuch earn kr skty hain ya successful ho skty lakin agr trader experienced nhi hain then wo kahin bhi trade krein successful nhi ho skty.
                    • #55 Collapse

                      bhai yeh b inernational companies hain agar ham in mein apne shares khareeden to hamein faida ho sakta hai lekan yeh cmpaneis 24hours open nahi rehti yeh apne time k hisab se open or close hoti hain is pair pe trading behtar hai
                      • #56 Collapse

                        Her chez main trading karna theek nahi only currency trading hi karin to behter ho ga aur commodities se gurez karin kun k in ka judge karna boaht mushkil hai aur money losing ka khatra hota hai.
                        • #57 Collapse

                          so many options we find for trading on meta 4 so i think we can trade them and we can earn but i will suggest that we should trade only the currency pairs which we know fully and we trade before so its' better for and if we take risk on new then loss chances are more and less chances to earning so always trade first and take a start with currency pairs
                          • #58 Collapse

                            dear i think tha t forx trade si the ebst for all of us and we all hav to be a lot of skilled forex tader so tha t we ll cna gain more an dmore money fro foreex trae and cna gain more an dmore incoem from forex trading sbueinss and i think tha t it is the ebst and the international bsuienss and i thinktha t we all need to learn about forex trade
                            • #59 Collapse

                              ham meta trader main sb chezon ko trade kr skty hain jo forex brokers hamain daty hain is main koi aisi limit nhi ha keh ap is chez ko trade krain aor is ko na kriain kuch pairs off hoty hain un ko trade nhi kr skty hian
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                han g q nai janab internation companies bhi shamil hain metatrader platform pe. Lekin yeh shares trading contract basis par hoti hai yane yeh CFDs hoti hain. Or stock market k timing fixed hote hain different stock exchanges k hisab se forex ki tarhan 24 hour trading nahi hoti.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X