Control Emotion
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g han jnab agr ap ko loss ajata ha to ap ko apny emoshan ko cantrol man rkhy q k loss to business ka ek hasa ha or jab tak ap ko ksi business man loss nahan ata tab tak ap kamyab nahan hoty.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      ap nay boht he achi bat pictures k sath samjhany ki koshish ki hay agr hr koi soch samjh kr es business ko krey or rato rat ameer hony k chakr main na pry or daily thora thora profit hasil karta rahy to ap es market main hamisha in rah sakty ho warna ap loss ker dogay apnie sari raqm or pashtany k siwa kush nhi bachy ga app ka pass
      • #63 Collapse

        forexme emotional bande ki koi jagah nahi hai bhai kiun ke yeh business aik bohat bada business hai is me bohat paise hain and is me rehty hum apni tamaam zaruryaat poori kar sakty hain so jitna ho sake hum se hum ko carefully work karna chahiye
        • #64 Collapse

          yes you say right my brother I agree with you but , ji han insan jazbat me aa k hmesha ghalat fesla hi karta he chahe wo business ho ya routine life work. isi trah forex ik pure business is agar hum apne emotions ko control nhi karenge aur greedy ho kar ghalat fesle karenge to loss hi hoga na hamen.
          • #65 Collapse

            ji bhai bikul hm jazbat me aa k hmesha ghalat fesla hi karta he chahe wo business ho ya routine life work. isi trah forex ik pure business is agar hum apne emotions ko control nhi karenge aur greedy ho kar ghalat fesle karenge to loss hi hoga na hamen
            • #66 Collapse

              Being able to control your emotions depends in part on how much you 'feed' a particular emotion; on how much we focus on what we are afraid of, enraged ....... Negative emotions, like rage, envy or bitterness, tend to spiral out of control, especially immediately after they've been triggered.
               
              • #67 Collapse

                bhai aapne tu behtreen treeqe se tafseel di he apki bat bhi sach he emotion per qaboo pana bhi ek kamiyab trader ki nishani he insta forex trading k doran loss bhi ho jata he likn loss tab hi recover hoga jab ham emotion per qaboo ho ker trading krenge
                • #68 Collapse

                  professional life mein appko apney emtions per controll rakhna bohat zaroori hai professional life mein emtions apko bohat loss karwatey hain aur sub sey zada apko apki greedyness ki waja sey loss hota hai
                     
                  • #69 Collapse

                    han yahn emotion ko control kar k kam karna cahey pher he ham sab ko faida ho ga dill laga k mahnet kro or umeed rakho ap ko paisy zaror mil jayn gayn is ley control emotion and enjoy this job
                    • #70 Collapse

                      Forex mein aik he din mein rich ho janay ke soch bohat he gallat soch hai aur iss se koi faida nehi hota olta hum apna nuksan he kertay hain humein forex trading kertay duran bohat zyada realistic approach k saath kaa kerna chaheye aur apnay mind se emotions ko door phaink daina chaheye.
                      • #71 Collapse

                        emotional log forex trading business main kamiyaab nahin hotay aur na he survive kar paatay hain forex trading to un logon ka kaam hai jo haazir dimagh rahain aur greed aur emotion ko apni trade se duor rakhain.
                        • #72 Collapse

                          yes dear hume trading karte waqt loss hone per emotional nai hona chaiye balke apne emotions per control karna chaiye kyu profit or loss to trading ka hissa hota hai ache trader humesha apni mistakes se learn karte hai us per emotional nai hote
                          • #73 Collapse

                            emotional ho kar trading ni karni chahiay trading careful ho kar relax mind k sath soch smjh kar karni chahiay koi trader bhe agar emotional ho ga ya ziada profit ki lalach me trading kary ga to uc ki trading sahi ni hoge negative trades laga dy ga to loss kar dy ga emotional ho kar trading ni karni chahiy
                            • #74 Collapse

                              mere piyare bhai hame har waqt ek ese lots me trade lagane chahiye ke hum ko agar loss ho bee to bahot kam ho . hame kabi bee emotiuonal trading nahi karna chahiye . kio ke agar hum ne emotion me trading kiua to hamara earning bee kam hoga aur lost bee hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                forex main kamiab honay k liye tamam traders ko apny emotions ko control rakhna chahie hai aur apni puri mehnat forex trading main karni chahie hai tab hi hum forex main kamiab aur achay forex trader ban saktay hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X