control your emotions and stay focused
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: maan401 پيغام ديکھيے
    bhai forex trading main apnay emotions pe control karna aik trader kay liya must ha aur trading kay doran apnay zain ka fully use karay aur mukamaal tor pe trading ki taraf focus rakhay aur market kay saat in touch rahay aur jazbaat se koi faisila na karay
    Jee haan sahi baat hai apne emotion ko control me rakhna trader ke liye bohat zaroori hai emotion hume abhi bhi kaamyaab nahi hone dete jab hum apne eomtions per control kar ke trading karte hain to hum achi trading kar paate hain......
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      yes bahi mein ap k sath agree karta hun is mein koi shak nahi hy hum ko trading mein successful hony k leye hum ko is mein emotional nahi ban'na chahye is mein hum ko fresh mind k sath working karni hoti hy jis sy hum ko loss na ho.
      • #198 Collapse

        ya boht achi baat khin aap ny kiun k aam zindgee main b agr aap apny jazbaat ko control nai krin gy to aap nuksan mian hi rehain gy. isi trha trading main b aap ko apny emoions ko control krna oh ga. os is k sath sath lalach sy b door rehna ho ga
        • #199 Collapse

          yes dear you are right i agree with you... hamen apne emotions ko pori tarhan control kar k trading karni cahahye or trading k doran sara dheyaan sirf trading mai hi lagana cahahye
             
          • #200 Collapse

            forex forum par ek acha trader banny k liy humein apni emotions par control rakhna chaheay, or har us bat ka khial rakhna chaheay jo humari trading k liy loss ka sabab bany gi or cool mein ho kar trading karni chaheay
            • #201 Collapse

              yes I agree with you treading 1 dimagh ka kheel hai jo ic per dimgh lagaye ga wohi kamyab hoo ga agr wo emotions se treading kry ga tou uc ko kabhi faida nhi hoo ga...
              • #202 Collapse

                bhi jaan ap nay theek kaha ahy kay humaiin tradding kay douran apnay eotion ko control,may rakhna chahyia q kay is ki wajah say hum ache tarah say tradding ker saktain hain
                • #203 Collapse

                  je bh ijaan ap nay ik acha sawal keya ahy kay forex tradding may humain apnay emotion ko control may rakhna chahyi jiss ki wajah say hum ache tarah tradding ker saktain hain aur is say humain faida hoga warna to ager hum emotinol hongay to hum loss ka samna hoga
                  • #204 Collapse

                    yes dost you are right mein ap se agree ho hame trading k duran apni feeling aur emotion ko control mein rakhna chahiye aur ham ko trade ka koi b fesla emotion mein aa kar nahi karna chahiye is se ham ko bohat loss ho sakta hai ham ko apni trade pe focused rehna chahiye
                    • #205 Collapse

                      Dear i support that control your emotions and stay focused. Because emotion are the part of human beings and we can not live without emotions but we can control emotions on such things in which we think emotions can ruin our plans, we should make a strategy to control emotions and if we have a strategy that makes good profit then we should follow its rules otherwise emotions can overtake on our plans.
                      • #206 Collapse

                        bhai aik trader ky leay trading ky waqat apnay emotion ko control karna bohat baray kamyabey hai aur wo tb hoga jub aus ko har chez ka pata ho ais ky elawe trader ko trading ky waqat fully market per focus karney cahahey...
                        • #207 Collapse

                          market main emotions ko control krny ka sirf aik tariqa hota ha keh ham kabhi jld bazi na krain jldbazi na krain gy to hamain bht acha profit hasil ho ga aor ham loss na krain gy jldbazi aor emotion ko control na kia to faida nhi milta
                          • #208 Collapse

                            han ji ap ne sai kaha humien emotion ho kar forex main trading nahi kari chiya aur hum emotion tab hote hain jab humien bht zayda loss ho raha hota hai ya phir humien pure din koi profit nahi hota hai tab hum emotion ho kar koi na koi wrong trade open kar dete hain jis ki waja se humien zayda loss ko face karna parta hai
                            • #209 Collapse

                              Forex market mai emotional say kam nai laina chahiye Q kay is say humai loss hi hoga na kay profit hoga.So control your emotions during while trading in forex.Then you good earn from it.Hamai apni trading par focused hona chahiye or patience say kam laina chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                yes forex trading main jab ap apny emotion per control ker lo gy tu per ap forex tatarding main kafi zayda time thak risk free tarding ker skate hai ap ko loss kam ho ga khoe ky ap ny mistake ko avoid ker diye
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X