Scalping aur Hedging !
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    scalpng aur hedging ko ho hum akhta use kerh keh bhi profit kr sktey hian aser traders eseyhe krety hain aue wesey beh haegding mian kum pips peh he krni hoti hey zyada sey ziada 100 points peh us keh abd hegding ni kenri chhhaiey aur hmian mekt ke movmnt keh hisab sey he hedging kenri chahiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      sclaping to thek ha brother es ko new tradder b asani c kr skta ha so usefull but hedging boht mushkill ha es ko new trader na kra ya koi bacho ka khayel ni ha ya ek technical tariqA c lgti ha or bnd hoti ha es ko controll krna boht mushkill ha esa new trader na use kra .
      • #48 Collapse

        scalping is a great and profit able work for us, we can make huge profit from this method, when i start work as a scalper i feel that i found a great thing in forexx. but i have no idea about hedging, any one have plz expian it
        • #49 Collapse

          Forex mein iss trah ke strategies actually bohat zyada effective nehi rehti mager phr b aap inn se thora bohat guazara ker letay hain. Bohat saray traders scalping kertay hain lekin meray khyal mein yeh zyada risky trading hoti hai aur iss se hum zyada barray profits b nehi banna saktay.
          • #50 Collapse

            hedging is a different thing and scalping is a different thin jab aap ko bohat short trades karni hoti hai to scalping karte ho or aap baghair khareede sale karte ho to us ko hedging kehte hai is ko sath chalane ka koi tuk nhi banta.
            • #51 Collapse

              sub se pehly tu aap k pass scalping k liye acha knowledge or experience hona cahaye or scalping k liye aik achi amount bhi hona cahye or bhai jan main aap ki saclping waly startegy se bilkul agree nahi krta hon kiyun k aap jub scalping kr rahy ho or agr market against jati hai tu aap hedging k liye lot size increase kr rahy ho its wrong
              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
              • #52 Collapse

                dear i am new trader in forex trading bsueinss and i think tha tofrex trade i the best for all of us and we all need to bean expert forex trader so tha t we all can gain more an dmore incoem from forex trade and cna gain more and more moeny from forex trading and i thinkt ha tofrex trade si the ebs tof rlal of iuand we all need to learn abpout forex trade
                • #53 Collapse

                  me aisy hi trading karta hon scalping and hedging kar ky is men bht profit bhi zada hota hay or sath sath loss bhi cover kia jaa sakta hay mushkil to hay magar is aisy kam karna ka maza bhi bht atta hay or earning bhi achi ho jati hay
                  • #54 Collapse

                    mere khiyaal se ap ne jo technique batai hai woh buht h simple or achai hai lekan ha baar baar buy or sell nahi kr sakte q k is tarah hamari equity kam hoti jaye gi ham is technique ko ziada balance waley accont pe use kar sakte hain
                    • #55 Collapse

                      apko loss hota hai or na he profit jab tak ap lots ko cut nahi karty koi reason able point dekh kar ap lots ko cut kar dety ho. jis sy kafi acha profit nikalal ja sakta hai.scalping asi technique jis may trader kam capital sa small profit per trade kerta hay,jab ka ager hamain market ka sahi condition ka pata nahi.
                      • #56 Collapse

                        g han bhai jan ap ne bhot he ek achi bat hum sub se shair k e ha or man ap ke bat se agree krta hon g han hum bhe esa he krty han es trah ap ka loss bhe pra hota ha or profit bhe hota ha.
                        • #57 Collapse

                          Aik lehaza se to acha hai kun k loss control main rehta hai. lekin is k liye hamain price action ka pata hona chahiye ta k market jis jaga per jani hoti hai us tak only hedging karin aur phir close kar lain best rahe ga.
                          • #58 Collapse

                            Scalping aur hedging k leiye bohat experience darkar hota hai aur ye bohat risky hai .ho sakta hai k ap k andazy k barakas market ult ho jay to ap ko double loss ho sakta hai .mere khayal mein ye planning theek nhi hai.
                            • #59 Collapse

                              is trah k formuly main nahi use krta kiu k forex trading ek currency exchange business hey or ye risky business hota hey is main hum ko learning or experience ke zarurat hoti hey is liay farmuly laga kar kaam nahi chal skta forex market main.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                scalping boht he fit hai ager app ko market movement fit kar jae tu app ko scalping main kafi faida hota hai aur app ko es main kafi kamai hoskte hia muger ager es main koi problem hai tu app ko es main kafi nuksan hsokta hai aur app kaif nuksan karoge es sorat main

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X